177. Rain- symbol of love

1.3K 91 63
                                    

Two days later
In morning,
Hm is preparing breakfast when As come in kitchen giving Ansh to maa. He come and backhug her, she understands who is there and roll her eyes...

As- shub prabhat...

Hm- Good morning..

Hm- kab uthe aap....

As- abhi 20 min phele hi uthe the...

Hm- hmm acha chodiye nasta banane dijiye...

As- hum konsa kuch kar rahe hai bas pakada hua hai...

Hm- shadi ko Dedh saal ho gaya hai hamari sab pata hai thodi der yu hi pakade rahe na toh shuru hote huye der nhi lagegi....( Taunted him)

As- bhut ache se samjhne lag gayi hai ap hume...( Enter his hand inside her kurti)

Hm- aap jinta khud ko nhi jante usse jyda aapko hum jante hai, dekhiye shuru ho gaye na, hath nikaliye bhar aapna kitna thanda hai...( Fumble)

As- or agar hum na nikale toh..( caressing her waist, she is feeling numerous butterfly in her stomach)

Hm- Anubhav please na, hume breakfast tayar karna hai, maa ammi intezar kar rahi hai...( Fumbling)

He stop and take out his hand and leave her...

Hm- ab bahar jaiye please, jo karna hai room me kariyega...

As- room me aap or bahane banane lag jati hai ki ye kaam hai vo hai...

Hm- koshish karenge lakin abhi kaam karne dijiye..

As went from there, after sometime later she come out with breakfast..

Hm- maa ammi Anubhav Breakfast kar lijiye...

They come and sit on their chairs. They all are having breakfast...

Maa- acha haa Anu Haseena kal hum or samdhanji haridwar jaa rahe hai...

Hm- haridwar achanak...

Ammi- haa vaha ek samaroh hone vala hai isliye jaa rahe hai 4-5 din me aa Jayenge...

Hm- raksha bandhan se phele toh aa jayenge na...

As- haa usse din toh hona jaruri hai aap dono ka...

Maa- haa haa raksha bandhan se phele aa jayenge, aakhir hamare saare bacho ka phela raksha bandhan hoga...

Ammi- haa...

After breakfast, they sitting in living hall...

Hm- are hum ese hi bethe hai kapde bhi toh dhone hai or dawai bhi sarla kaha aane vali hai...

Maa- thodi der shanti se bethe jaa uske baad kar liyo or ye Anu Khali hi toh hai ye teri madad karva dega, Ansh ko hum sambhal lenge...

As- hum..??

Maa- toh or kon Anu hai yaha...

As- lakin maa hume ye sawai ka kapde ka kaam nhi aata...

Maa- toh Haseena ke sath kariyo thoda bhut sikha degi...

Ammi- koi baat nhi samdhanji Haseena kar legi....

Hm- haa maa kar lenge hum dhire dhire....

Maa- kaise karegi thoda bhut karva dega fir tujhe ansh ka bhi kaam hota hai....

As- thik hai maa hum karva denge...

Ammi- chaliye samdhanji kal ki tayri kar lete hai...

Maa- haa chaliye or apne ansh ke sath me samay bita lete hai...

Anuseena- Stranger to lovers IIजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें