Anubhav ready with ansh to go to headquarters...
Maa- Anu ek baar fir soch le ansh ko hum dono Ghar par sambhal lenge...Ammi- haa beta tum pareshan ho jaoge vaha kaam karoge ya ansh ka khayal rakhoge...
As- maa ammi hum sab sambhal lenge ansh ko bhi or kaam ko bhi, aap dono toh janti hai na ye jyda der hamare ya Haseena ke bina toh aaj toh lejate hai ansh ko sath baki kal dekhte hai...
Maa- chal theek hai jaisi Teri Marzi kuch jarurat ho toh bata diyo...
Ammi- or saman rakh liya na ansh ka sara jo bhi jaruri hai....
As- ammi vaise toh rakh liya ek baar dekh lijiye aap...
Ammi and maa check the bag then keep 2-3 things...
Ammi- baki sab toh thik hai lakin tumhare seniors...As- uski chinta mat kijiye ammi hum sab dekh lenge, duty hamare liye jaruri hai lakin hamara beta bhi bhut jaruri hai hamare liye or bache ki jimmedari sirf maa ki nhi hoti pita ki bhi hoti hai, ab Haseena nhi hai toh hum rakhenge apne bete ka khayal acha ab hum chalte hai...( with smile confidently)
Maa- chal khayal rakhiyo apna bhi or iska bhi....
Ansh is sleeping on As shoulder...
As- ji, acha chalte hai or koshish karenge ki jaldi aa jaye...Maa- tiffin rakh liya na...
As- ji...
Ammi- ansh ko bhook jaldi jaldi lagegi toh khilate rahiyo usse kuch na kuch...
As- ji ammi..
He went from there with ansh...
Maa- pata nhi Aaj kya hoga headquarters me, pheli baar Anu ansh ko bina haseena ya hamare sambhalne vala hai...Ammi- haa Anu ko abhi aasan lag raha hai lakin vo chahta hai toh dekhte hai sambhal toh lega bas thodi mushkil hogi...
Maa- hmm chaliye jo hoga dekha jayega...
In Dsp Car...
As- aaj hamara beta pheli baar mukhyalya jayega, naye logo se milega na....( He is sitting at backseat with ansh)Constable who is driving the car...
C- sir aaj aap apne bete ko bhi lekar jaa rahe hai...As- kyu tumeh koi dikkat hai...
C- nhi nhi sir mujhe kya problem hoti mai toh bas vaise hi puch raha hu aaj kaise...
As- hamari patni bahar gayi hai isliye.
C- Ms na..
As- haa lakin agar kisi or ko bataya na fir dekhna...
C- kya nhi batana sir ki Ms bahar gayi hai or bache ki jimmedari aap par aa gayi...
As- ye nhi ye ki Mpt ki Sho hi hamari patni hai....( with irritated expression)
C- thik hai sir, or....
As- baate Kam Karo or gadi chalane par dhyan do....( Strictly)...
They reach headquarter, As hang ansh bag on his shoulder, and ansh in his arms.
He enter in headquarters all constable are looking at him as it was first time he come like this...
As- ese kya dekh rahe hai sab kuch laga hai kya hamare chere par ya hum apne bache ke sath nhi aa sakte...( Annoyedly)
Constables- nhi sir kuch nhi....( Scaredly)
He went to his cabin while constables are talking to themselves..
C1- aaj sir ko kya hua...
C2- haa aaj bache ke sath shayd unka beta hoga...
C3- shayad kya unhi ka hoga or kiska hoga...
आप पढ़ रहे हैं
Anuseena- Stranger to lovers II
Romancethis is next part of my first story of Anuseena- Strangers to lovers, first read it then come to it from 1to 175 parts there and after that here...