191. Janamastmi

743 101 130
                                    

At night at 8pm,
Hm come from kitchen sweating after making Prasad. As she come door bell rings she went to open the door.
She opened the door, As is standing there...

Hm- aaj late kaise ho gaye...

As- kaam jyda tha...

They come inside in hall he sit on sofa then see her...
As- Haseena aapko kitne paseene aa rahe hai...( worriedly)

Hm-abhi kitchen se aaye the raat ko bhagwan ko bhog lagna hai na toh Prasad bana rahe the, or garmi me khana banate huye toh aa hi jata hai...

As- humne kaha tha na jyda kaam mat kariyega, aapka vrat bhi hai, kamjori ho jayegi...

Hm- mere Anubhav jyda pareshan mat hoiye humne akele ne nhi kiya, phele maa ammi kar rahi thi fir humne kiya, or maa ammi hamari maa hai aapse jyda unhe hamari chinta thi, vo toh mana hi kar rahi thi.

As- hmm..

Hm- hum Pani laate hai aapke liye...

Hm bring water for him, he drink it..
As- maa, ammi or ansh kaha hai..

Hm- unke kamre me hai, yaha pareshan ho raha tha..

As- acha, or aap thik hai na kuch khaya..

Hm- haa kha liya tha...( Smiling) jaiye aap change karke aaiye hum khana laga dete hai..

As- maa, ammi ka...

Hm- unhone kha liya aapko der ho gayi thi na...

As- thik hai aate hai hum...

He come downstairs after changing clothes, till she set his dinner on dinning table...

Hm- aap khana kha lijiye hum maa ammi ke room me hai...

As- bethiye toh thodi der hamare pass.

Hm- hum beth jaate, lakin fast hai mai aapko khana khate huye dekhenge fir hume bhi bhuk lag jayegi na, aap kha lijiye uske baad room me bethkar baat karenge vaise bhi aaj toh 12 baje tak jagna hi hai...

As- haa thik hai aap jaiye...

Hm- humne sab kuch table par rakh Diya hai fir bhi kuch chahiye toh aawaz laga dijiyega...

As- ji...

She went in maa and ammi room..
Hm- roya toh nhi ye...

Ammi- nhi bas jab tune dodh pilaya tha uske baad thodi der jaga tha fir so gaya...

Maa- Anu aa gaya, nhi aaya toh phone karke puch kah rahe gaya...

Hm- haa gaye maa Anubhav, bas unhe khana dekar hi aa rahe hai...

Maa- acha, chal beth tu bhi..

Hm sit on bed, she is looking exhausted.
Maa- kafi thak gayi na tu aaj...( Softly)

Hm- nhi maa hum thik hai...

Maa- apni maa se jhoot bolti hai, pata hai bhut kaam kiya hai tune aaj or ansh ki jimmedari toh hai hi...

Hm- maa lakin aapne or ammi ne bhi toh Kiya hai na...

After sometime later As come in room.
Hm- aa gaye aap kha liya khana ache se

As- haa or humne dekha rasoi me halwa or baki or bhi saman hai aapne hume halwa kyu nhi Diya tha...

Hm- khaya toh nhi na aapne vo bhog ka tha...( Tensed)

As- nhi khaya...

All three ladies take a sign of relief.
Maa- mai toh dar hi gayi thi mujhe laga kha na liya ho kyuki esa hi hai tu..

Anuseena- Stranger to lovers IIजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें