293. Switzerland

621 87 91
                                    

Continued...

Haseena's mobile phone rings..

Her sleep break she see it is alarm..

Hm- ek baj Gaya uth jaate hai nhi toh late na ho jaye...

She get up and take their clothes and went to Washroom to freshen up.

Half an hour later, she come back...
Hm- Anubhav uth jaiye nhi toh late ho jayega...

As- bas 5 min...( In sleep)

Hm- ek min bhi nhi jaldi uthiye fir uthayenge bhi nhi aapko or chhod jayenge.....( Angrily)

Hearing this he get up...
As- uth gaye...

Hm- jaiye fresh ho jaiye or naha lijiye hum itne thoda khana dekh lete hai...

As- hmm thik hai...
.
.
.
.
After sometime later..
She enter in room, He get ready then she wake up ansh...

Hm- ansh bacha uth jao....( Caresses his hairs)

She shake up little, ansh sleep broke..
He start crying...

Hm- are rone kyu Lage mumma yahi hai...

Ansh- nini aa lahi..( rahi) hai...( While crying)

Hm- haa toh so Jana ghumi ghumi jana hai na..( she wipe his tears)

Ansh- haa Jana hai..

Hm- toh good boy ki tarah jaldi jaldi ready ho jao..( pick him in her arms) Anubhav ansh ki cupboard kholte hi yellow colour ke kapde hai vo nikal dijiyega..

As- thik hai...
.
.
.
.
After getting ready they went downstairs...

Maa , ammi already present there..

Maa- ho gaye tayar tum sab..

Hm- ji maa..

Ammi- acha kiya Haseena tune ye phen liya safar me thik rahega..

Ammi- acha kiya Haseena tune ye phen liya safar me thik rahega

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Haseena's look

Hm- isi liye laaye the ye hum...

Maa- baat huyi baakiyo se..

As- haa maa bas sab nikalne vale hai baat huyi thi., humne gadhi bulvayi thi aane vali hogi...

Maa- saman le aa Anu itne upar se...

As- ji maa...

Hm- hum bhi chalte hai 3 bag hai...
.
.
.
.
After sometime later, they left for airport..

At airport..
All gathered there...

Vs- aa gaye na sab....

As- haa ek baar dekh lijiye kahi koi chhuta toh nhi...

They count the members and went inside the airport, then they check in and deposit their luggage...

As- abhi ek ghanta hai agar thoda bhut ghumna hai toh...

Anuseena- Stranger to lovers IIजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें