Continued from previous part..
In Anuseena room,
They changed their clothes, Hm is sitting on bed and ansh is laying on bed and she is patted his chest...Hm- kya hua kya dekh rahe hai shishe me..
As- aapke diye huye nishan ko hamesha aap kheti hai ki hamare karan aapko sharminda hona padta hai lakin ab aapki vajha se hume hona pada...
Hm- haa toh ek baar nhi ho sakte or pata chala hume kaisa lagta hai...( with cute frown)
As- vo toh humne acha bahana banaya isliye Bach Gaye...
Hm- haa ha lakin vo maa hai hum dono ki unhe pata chal gaya hoga...
As- haa toh apne hi diye hai isliye jo soch rahi hongi aapke bare me hi soch rahi hongi, ki vaise kitni sidhi hai lakin vaise sherni hai...( Teasing him)
Hm- abhi dekhaye aapko apne andar ki sherni, vaise hi raat kharab huyi hai baki ki raat bhi thand me karni padegi hall me bhej denge aapko..( Angrily)
As- are meri jaan hum toh bas majak kar rahe the..( scaredly)
He hurriedly went to bed and get inside of blanket...
Hm-aapko agar dhamkaye na toh pata nhi kya kar jaye....As- hey bhagwan kya patni mili hai hume apne pati ko dhamka rahi hai...
Hm- shukar manaiye hum mile hai aapko varna jaisi aapki aadatein hai na koi ladki ek din nhi rahe sakti aapke sath....( Tauntedly)
As- aap kaise rahe rahi hai fir...( Innocently)
Hm- hum aapko koi bhi dikhte hai...( Angrily)
As- Anubhav bete lagta hai aaj tumhari taana queen jwalamukhi bani huyi hai ab agar inse kuch bola toh hum par hi fat jayengi...( In mind)
Hm- kya hua ab kya sochne lag gaye boliye...
As- are hamari jaan kyu naraz hoti hai aap, aap hamare liye koi bhi nhi hai aap toh hamare liye sabse khas hai, aap hamara dil hai, jaan hai or aapke pass hone se hamara dil jor se dhadkta hai..( looking in her eyes)
Hm smile widely...
Hm- I love you too...As- lakin humne toh I love you nhi bola..( confusedly)
Hm- itna sab bola vo kam hai..( smiling)
As- chaliye ab bhi so jaiye ab...
Hm- bas so rahe hai phele apne rajkumar ko toh sula de...
Anuseena look at ansh who is looking at them..
Hm- hamara pyara beta...( Kiss on his face)Ansh- aaaii oo...
Anuseena smile, As caresses his head
As- hum toh mukhyalay me jaate hai isliye thoda dur rehte hai, lakin aap toh har samay iske sath rehti hai isliye aapke liye jyda mushkil hua hoga...
Hm- haa vo toh hai, lakin aapke liye bhi kam nhi hua hoga, jab se ansh hu hai or headquarters jaate hai toh din ke kam se kam 15-20 call kar lete hai..
As- vo toh kaam hota hai isliye sirf itne kar paate hai...
Hm- ye aapko sirf lagta hai...( Surprisingly)
As- haa or nhi toh kya..
Hm- dhanye hai aap prabhu..( sarcastically)
As- dhanyawad....
Hm- chaliye so jaiye ab, hum bhi so rahe hai...
Trio sleep peacefully with each other.
Next day in thana...
Ps- Ms ne abhi kal se hi toh aana shuru Kiya hai or aaj late ho gayi...SS- haa pure ek ghanta ho gaya hai...
आप पढ़ रहे हैं
Anuseena- Stranger to lovers II
Romantikthis is next part of my first story of Anuseena- Strangers to lovers, first read it then come to it from 1to 175 parts there and after that here...