252. Mahila Police Thana

1.2K 121 288
                                    

All are in living hall..
Hm- hum dinner ki tayari karte hai...

As- aap aaj khana nhi banayengi...

Hm- toh kya bahar se mangavayenge aapko toh bahana chaiye bahar ka khana khane ka...

Ammi- bahar se kyu hum dono hai na hum bana lenge....

As- nhi ammi Aaj khana hum banayenge, vaise bhi Haseena ko abhi bahar ka khana mana hai..

Hm- khana or aap...( Surprised)

As- hum acha khana banate hai...

Hm- vo hume pata hai, lakin jab koi sath ho toh tab hi varna hamari Puri kitchen ka naksha badal denge...

As make frown face...
Ammi- Haseena kyu bichare ko bol rahi hai ek toh tere liye vo khana banane ko khe raha hai tu ese bol rahi hai..( support him)

Hm- ammi bas hum ye khe rahe the ki hum sath me help karva denge....

Maa- bilkul nhi tu kuch kaam nhi karegi...

Ammi- haa hum teeno banayenge..

As- haa aap ansh ke sath bethiye yaha hum khane ka dekh lenge...

Hm- aap teeno karne toh denge nhi hume kaam isse sahi ansh ke sath hi Beth jaaye...( Smiling)

Anubhav, maa ammi are going towards kitchen when door bell rings...

Ammi- hum dekhte hai....

Ammi went to open the door, she opened the door find, whole Mpt is there....
Ammi- aap sab aaiye....( Shocked)

Maa- kon hai Samdhanji...

All come inside with ammi, Anuseena surprised to see them...
Hm close her eyes and all incident come infront of her. As look towards Hm...

She open her eyes and stand from couch and take ansh in her arms..
Hm- maa ammi ansh ko dodh pilana hai hum kamre me Jaa rahe hai...

She went from there..
Ks- bhabhi...

But she didn't listen and went from there...
Maa- ab konsi bhabhi yaad aa gayi tujhe....( Rudely)

Ks- maa aap toh baat suniye hamari...

Maa- kya suna yahi sanskar diye hai maine tujhe ki apni bhabhi se kaise baat Kari hai, tune or baki sabne bhut  galat Kiya hai meri Haseena ke sath...

Ammi- samdhan ji phele bethne dijiye sabko,aaiye bethiye...

All sit, maa bring water for them, then maa ammi also sit with them...

Ss- Anu bhaiya aap hamari baat suniye....

Ks- haa bhaiya aap bhabhi ko manane me humari madad..( As cut her)

As- maa hum rasoi me jaa rahe hai kyuki agar hum bole toh pata nhi gusse me kya nikal jayega or fir Jo sab Haseena ke liye bola gaya hai vo hi hamare liye bola jayega...( He said controlling his anger)

He left from there, All are feeling guilty...

Ps- samdhanji, bhen ji hum sabki taraf se maafi mangte hai..

Ks- haa maa case ko lekar hamari kafi baar nhi banti hume pata hai bhabhi us baat se naraz nhi hongi kyuki vo thane ki baat hai lakin ye jo Kashvi ne Kiya hai na, hume pata chala ki Kashvi ne hi ansh ko mara tha khilone ke chakkar me, hum maafi mangte hai humne bhut kuch bol diya tha...

Maa-tere maafi mangne se kya sab thik ho jayega, is baar jis kadar Haseena ko tutte huye dekha hai hai ese kabhi nhi dekha, itni kamjor ho gayi hai kya pata tum sabko din raaat kaam me lagi rehti hai tab bhi vo kya kare apni puri jaan nikal le kya ab.....( Teary eyes)

Anuseena- Stranger to lovers IIजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें