Continued from previous part..
Maa- Anu chal tu ab apna de...
As- haa vo...
Maa- kya hua laaya toh hai na....
Hm- agar nhi bhi laaye toh koi baat nhi, Anubhav hamari jindagi me hai toh hume or kuch nhi chahiye or ye sab itna kuch kiya vo kam thodi tha....( Smiling)
As- are aap dono Saas bahu ki Jodi hume kuch bolne dengi tab hum bolenge na, hum khena chaha rahe the ki phele ansh ko taraf se Jo tohfa hai vo denge...
Hm- ansh ki taraf se...( Surprised)
As- haa...( He extended a gift and also touch ansh hand on it)
Hm- dekhe toh jara hamare bete ki taraf se kya tohfa hai...
She open it and find a coffee mug on which Hm and ansh pic, in which Hm hug ansh and on other side maa written on mug...
Hm head tears on it...
Hm- bhut bhut jyda khubsurat tohfa hai, dijiye jara hamare ansh ko....Hm take ansh from him, give numerous kisses on his face..
Hm- aapki taraf se hai mumma ke liye, mumma ko bhut pasand aaya. Thankyou so much hamari life me aane ke liye hum is cup ko hamesha sambhal kar rakhenge...( She hug him)
Mumma loves you...As- ab hamari taraf se hamari khubsurat si biwi ke liye ek tohfa..( smiling)
Hm Blushed..
Maa- waah kya tarif ki hai...He give her a gift, she open it and surprised+shocked..
Hm-Anubhav ye.( Happily+surprised)As- haa ye vo hi necklace hai jo aapko pasand aaya tha or apne hume bola bhi nhi tha...
Hm- lakin aapko kaise pata chala..
As give him look..
As- batane ki jarurat hai..?? Jab aapse itna pyar karte hai toh aapki baat janne ke liye kuch khene ki jarurat nhi hai hume...( Lovingly)Hm smile widely and wipe her tears...
Hm- aap sachme best hai hamare ankahe shabd jaan lete hai, ye necklace hume pasand aaya tha lakin mehnga hoga ye soch kar bola nhi...As- aap bhi na, aapko kitni baar bola hai jo chahiye ho humse bola kijiye...
Maa- haa Haseena beta Tera Ghar hai tera pati hai Jo chahiye ho hak se bola kar...
Hm- ji, Thankyou Anubhav hamari life me aane ke liye hume itna pyar karne ke liye..
He went to her and wipe her tears..
As- kitni baar bola hai na aapki aankho me aasun pasand nhi hai...She hug him..
Maa ammi smile to see their child..They broke the hug....
As- sabko gift Dene ke baad hug karke kiss Kiya hai toh hamari kaha hai...( Whisper in her ear )She blushed hard...
Ammi- kya hua esa kya khe diya jo toh sharmane lag gayi...( Teasing her)Hm- nhi ammi kuch nhi...( Controlling her blush)
Maa- vaise Haseena tu saree me sambhal kar chala kar, kabhi chalte chalte bed par gir jaye...
Anuseena shocked then realised ammi told her morning incident...
Anuseena Blushed...Hm- hum jara abhi aate hai Pani pikar...( She is going with ansh)
Maa- ansh ko toh deja..
Hm left after giving ansh to her...
As- hum bhi aate hai...Maa- kaha chala ..
As- vo Pani pine...
He hurriedly left from there...
Maa ammi laughed out...
आप पढ़ रहे हैं
Anuseena- Stranger to lovers II
Romancethis is next part of my first story of Anuseena- Strangers to lovers, first read it then come to it from 1to 175 parts there and after that here...