195. Trust is important

933 108 166
                                    

Continued from previous part.

Hm- Anubhav...( Shouted)

As look at that direction and shocked to see them...

Girl- tum kon ho or yaha kiski permission se aayi or ye Abhishek hai yaha koi Anubhav nhi hai...

Maa ammi and Hm looked at each other confusingly...

As- aap log kon hai or yaha kya kar rahe hai...( Sternly)

Maa- batau tujhe Mai kon hai hum, kya gul chhare uda Raha hai sharam aati hai mujhe apna beta khete huye..

Maa is about to slap As but Hm held her hand...
Hm- maa chaliye yaha ise, kisi gair insan par chillane se kya fyda...( Without looking at As)

Ammi- Haseena..

Hm- maa ammi hum khe rahe hai na chaliye hume nhi rukna yaha...

Maa ammi look at each other and nodded...
Hm-Sorry to disturb you both.( Coldly)

They left from there...

As- ab hum chalte hai aayesha...

A- lakin abhi...

As- hume Jana hoga or raat bhut ho gayi hai aapko bhi jaana chahiye...
.
.
.
.
.
____________________________________
At around 11 As enter in house
He find trio maa ammi and Hm there.

Hm- maa ammi abhi thodi der phele na hum ek aadmi se mile the kya tha..

Ammi- Abhishek..

Hm- haa Abhishek vo na hume kuch jana pechana lag raha tha...( Indirectly saying about As)

Maa- tujhe bas jana pechana lag rha tha lakin mujhe toh bilkul mere nhi nhi mere nhi jo ek nalayak insan is ghar me rehta hai na uski tarah lag raha tha...( Scarcastically)

Ammi- haa ek dum same to same tha..

As- maa...( in Fear)

Maa look here and there...
Maa- kon maa kisse bol raha hai tu, hume toh tu janta nhi...(Tauntedly)

As- maa..vo...( Nervously)

Maa- nhi nhi rehne de tu ye bata yaha rehne aaya hai ya apna saman lene..

As- maa ye kya khe rahi hai Aap...( Shocked)

Hm- maa inse puch lijiye agar inhe koi aur pasand aa gayi ho toh hum ansh ko lekar chale jayenge...

As- Haseena ye aap kya khe rahi hai esa kuch nhi hai hum aapko sab batayenge...

Hm- kuch batane ki jarurat nhi hai sab pata chal gaya hume chale Jayenge hum...

Maa- tu kyu jayegi jiski galti hai vo jayega na..

As- Ammi aap toh hamari baat suniye aap log jaisa samjh rahe hai vaisa kuch nhi hai...

Ammi- rehne do beta humne kitni umeedo se tumeh apni beti saupi thi...

He move towards ansh who is sleeping in his pram...
He is about to touch him...

Hm- Mr Singh hamare bete se dur rahiye...( Coldly)

As- ansh hamara bhi beta hai...( annoyedly)

Hm-kisi or aurat ke pass jaane se phele nhi pata raha ki ek beta bhi hi..
( Angrily)

As- kisi dusri aurat ke pass nhi gaye the...

Maa- haa toh kya hamari aankhe nhi button hai...

Hm- or aap kaise na maane subha usi vajah se humpar chilaaye the na kyuki ab hum kaha importance rakhte hai or ab hum nhi rahe sakte aapke sath, vase bhi hum rahe ya na rahe aapko kya fark padega...

Anuseena- Stranger to lovers IIजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें