🇮🇳 Happy Independence day 🇮🇳
In Evening Anuseena come back home at 6pm...
They enter inside see ammi is sitting with maa...
Hm- ammi...( Happily)She went to her and hug her...
Hm- humne aapko bhut Miss kiya....Ammi- Maine bhi...( Kiss on her forehead)
As come with ansh touch ammi feet...
As- kaisi hai ammi aap...Ammi- mai bilkul thik hu, tum batao Haseena ne pareshan toh nhi kiya...
Hm- ammi...( with frown face)
As- nhi ammi...( While chuckling)
Ammi- or hamara rajkumar kaisa hai...( Ansh who is looking at her Nani)
Hm- ye bhi mast hai bhut Masti khor ho gaya hai....( Chuckled)
Maa- mai pani laayi hu....
Hm- nhi maa pani nhi chahiye bas ek cup coffee bana lenge change karke aate hai...
As- maa hamare liye laa dijiye...
Ansh- mai..
Maa- ansh ko bhi pani pina hai...
Ansh smile...
As- hum apne me se hi pila denge...Hm- hum aate hai change karke...
Hm went from there....
Maa bring water, As drink it then also feed some to ansh...Maa- toh Jaa rahe ho na tum dono party me..
As- maa aapko kaise pata...
Maa- Haseena ne bataya tha...
As- haa jaa toh rahe hai, maa pareshani toh nhi hai na ansh ko chod kar jayenge...
Ammi- kaisi pareshani hogi or raat ke samay to ansh soyega hi ab...
Maa- haa, acha kitne baje jaoge...
As- maa der se hi hai 9 baje kareeb jayenge aane me late ho jayega...
Maa- acha chal koi nhi chabi le jana...
As- ji....
Ammi- jao tum bhi kapde badal lo ansh ko hume de do...
As- ji ammi, chalo ansh Nani ke pass jao...
After giving ansh As went upstairs he enter in room see Hm is not there....
He take out his clothes from cupboardHm come out changing into top and pajama, wiping her face...
Hm- aa gaye aap...As- hmm, aapko itni der kaise ho gayi..
Hm- vo hum bath le rahe the....
As- is samay vo bhi sardiyo me.
Hm- thodi uneasiness si lag rahi thi isliye...
As-acha, tabiyat thik hai na aapki...( with concern)
Hm- haa haa, aap change kar aaiye fir kuch baat karni hai...
As- hmm aate hai...
As come after changing and sit with Haseena...
As- phele hum bole, aap toh ye raat ke samay hi phenti hai na...Hm- haa lakin sardiya hai na isliye phen liya vaise bhi maa mana nhi karti iske upar apna cardigan phen lenge....
As- hume koi dikkat nhi hai bas ese hi puch rahe the, aap boliye aapko kya bolna tha....
Hm- haa apne hamare liye new year gift liya hai...
As- aa vo abhi nhi...( Hesitately)
Hm- jo hum mangenge vo denge....( Smiling)
आप पढ़ रहे हैं
Anuseena- Stranger to lovers II
Romancethis is next part of my first story of Anuseena- Strangers to lovers, first read it then come to it from 1to 175 parts there and after that here...