291. Like Father Like Son

726 108 181
                                    

Continued..

Maa- chalo ab tum teeno bhi kamre me hai or aaram Karo....

Ansh- mumma mai dadi Nani ke chhath chunga...( Sath sounga..)

As- ansh lakin kal tumhe school Jana hai na toh hamare sath hi so jao...( In mind- hume lagta hai aaj hamari shamat aa sakti hai kyuki Haseena gusse me lag rahi hai...( Looking at his wife)...humne kuch jyda hi bol diya..)

Ansh- nahi aaj mujhe dadi or Nani che..( se) kahani chhunni..( Sunni ) hai...

Hm- thik hai ansh so jao, chalo phele tumhare kapde badal de...

Ansh- haa chalo...

Anuseena with ansh went upstairs...
Haseena changed ansh's clothes, till then Anubhav also changed his clothes...

Ansh- papa mujhe niche chhod do...

Hm- maa or ammi ko pareshan mat karna or time se so Jana...

Ansh- haa mumma aap chinta mat karo...( Smiling)

As take him downstairs, and come with 3-4 min..

He enter in room see she is taking out her jewellery, she is struggling to take out necklace....

As- laaiye hum kar de...

Hm- rehne dijiye aap hum kar lenge...( Simply said)

But he didn't listen to her and start opening the necklace, she didn't said anything and let him do...

He take out necklace and backhugged her...

As- kya hua naraz hai aap humse...( Keeping his chin on her shoulder)

Hm- Anubhav chhodiye hume change karna hai...( She tried to come out of his grip)

As- Haseena boliye na...

Hm- kya bole ha..( she turned towards him) kya jarurat thi sabke samne bolne ki agar bolna tha toh alag se bol dete, jo aap hamari baat compare kar rahe the na ki humne bhi bola tha aapki bhen ko lakin unke parivar ke samne, Mpt ke samne jinhone galat kiya tha us time na hamare bhaiya bhabhi the, na Anu or dev jiju the, or aapne sabke samne tamasha bana diya...( angrily)

As- humne toh ansh ko Dara hua dekha toh Jo muh me aaya bol diya...( Sadly)

Hm- hume bolte hai hi hum bol dete hai lakin aap bhi sochiye bacho ke mamle me kya jarurat thi bolne ki, or hamare Bhai bhabhi ki toh galti thi hi nhi unhone toh jabki apne bete ko data tha or jabki aapki bhen ne ansh ko itni chot aayi thi uski taraf dekha bhi nhi tha, hume koi shauk nhi hai vo vali baat ko bich me Lana lakin aap laaye isliye bol rahe hai, ab dekhiye bacho ke bich toh thik ho gaya lakin aap toh bure ban gaye na chahe aapne sorry bola hai lakin ek baar boli huyi baat koi nhi bhulta, or hum jante hai bhai ko unhe bura laga hoga bhabhi ne dil par nhi lagayi hogi, sanskar ki baad kaha se aayi usme, aaj aapne jo sab bola na bhut bura laga hume humne kabhi nhi socha tha aap esa bolenge, hum sabko apna mante hai lakin sahi kehte hai ladki apne sasural ko kitna hi apna Maan le lakin ladka nhi Maan pata, humne kabhi karishma ko aapki bhen nhi apni nanad or best friend mana hai, lakin Aaj lag raha hai aapne hamare Bhai ko kabhi apna nhi mana.....(Emotionally) Bhut hurt Kiya hai aaj aapne...

As- Haseena aap jaisa khe rahi hai vaisa kuch bhi nhi hai Veer ko or bhabhi ko humne apna hi mana hai yaha tak humne bhaskar ko ansh se jyda pyara diya hai, vo toh ansh ko us tarah dekh kar humne bol diya hum apse maafi mangte hai aap janti hai ansh hamare liye kya mayne rakhta hai, aap Jo kahengi hum vo karenge bas please naraz mat hona, jitni baar mahine me hum pyar se baat nhi karte honge usse jyda hume aapko manana padta hai, dekhiye agar aap kahengi toh hum kuch nhi bolenge kisi se baat nhi karenge hum kuch bhi bol jaate hai, lakin please naraz mat hoiye...( He sit on his knees hold her hand and said with teary eyes)

Anuseena- Stranger to lovers IIजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें