30. Defiling Anupama's Feminity

1.3K 88 63
                                    

*Drama, Drama and Drama*
😖😖😖😖😖😖😖😖😖😖

He felt a hand on his shoulder. And when he turned around he could remember just one sentence that Anupama said to him.

'Aapko meri kasam hei Anuuj aap Mishter Shah se koi jhagda nahi karenge... Pleej...'

Though his anger peaked after what she vouchsafed to him, he drank it all.

- VANRAJ...

- Haan Main...

- Tum humara peecha karte karte yahan bhi aa gaye..

- Coincidence kehte hai ise ..

- Aur coincidence kabhi kabhi hota hai... har trip par nahi.

- Hii Anuj.

- Hi Mrs. Shah...

- Tum akele aaye ho yahan?

- Arey AB akele kyun aayega... Anupamaa ke saath aya hoga.

- Veee... Stop it yaar... Tumhe kyun pange lene hote hein har baar...

- Samjhaaiye ise Mrs. Shah.

- Vee... Chalo yahan se...

- Ruko thodi der... Jara haalchaal to pooch loon.

- Karo tumhe jo karna hai. Anuj Anupamaa kahan hai?

- Vo vahan saamne...

She left to congratulate Anupamaa for her decision to marry Anuj.

- Na mujhe tumhara haalchaal jaanne me interest hei na apna haalchaal tumhe bataane me. So you better leave the two of us alone.

- ALONE ? TWO OF YOU ALONE? Ab to mujhe Anupamaa ke haalchaal janne me jaada interest haii.

- VANRAJJ !!! Jabardasti ki ladaai ho main chaahta nahi hoon isiliye kah ra hoon... Just LEAVE.

- Chala jaaunga... Tum dono ko shaadi ki badhaaiyan to de doon.

- Hume tumhari badhaaiyon ki koi jaroort ni hai.

Saying this he turned his face away.

Vanraj looked at his neck and the mark there and felt something burning inside him.

*Kahin Anuj ke door jaane ka to gam ni ho ra 🤔 #VaNuj_turu_lob 😍*

He still couldn't give the idea of Anupamaa- Anuj intimacy a thought. The mark was compelling him to cross his limits and try his luck at sabotaging their relationship thinking what if he succeeds. He couldn't see them together, atleast not happily, where she is excelling in life and not suffering. Her happiness was his biggest competitor as he couldn't find any for himself. Even after marrying Kavya, his mind was just into how Anupamaa's life is going and if she is happy... Coz if yes he would be honoured to ruin it. He glanced at his mark again.

'Mujhe pareshaan kar ke Anupamaa kbhi khush ni reh sakti main rehne nahi doonga... Ye sab use sirf main de sakta hoon aur koi ni... Chaahe baat pyaar ki ho ya pariwaar ki... Paise ki ho ya that sense of security... Sirf main... Maine itne saal use ye sab diya hai... Vo mujh pe dependent thi... Vanraj Shah par dependent thi... Aur ek jhatke me mujhe apni zindagi se nikal diya aur palat ke dekha tak nahi kabhi dobaara... Nai!! THIS IS JUSTT NOT POSSIBLE aur ab meri zindagi barbaad kar ke ye aurat khud kisi aur ke saath yahan Mumbai me ye sab kar rai hai... Ni dekh sakta use Anuj ke saath... Jab main usse pyaar bhi ni karta tha tab bhi mujhe bardasht ni tha ki Devika uske college ke kisi ladke ka naam tak le de... to phir ... Ab bhi... Kaise dekh loon ex- Anupamaa Vanraj Shah... Ye sab tum mere alawa kisi aur ke saath karo to kaise dekh loon main... Talaaq ke baad tum mere ghar me rah rahi thi... Tab tum khush bhi thi to mujhe koi dikkat nahi thi kyunki tab tumhari khushiyon ki vajah kam se kam koi doosra mard to nai tha... Mujhe tab bhi tumhara naam kisi aur ke saath jude vo bardasht nai tha aur aaj bhi ni hai to kisi aur ka saath tumhari zindagi me kaise bardasht kroon... Aur kyun karoon!! Mujhe barbaad kar ke tum mujhse har cheez me aagey ni nikal sakti... Mera kavya se pyaar karne ka usse shaadi karne ka faisla galat hua... Tumhe talaq dena ka faisla galat hua... Cafe... Business... Job... Har faisla galat hua... Sab kuch mere haath se nikal gaya... Lekin tum... Har baat me aise asaani se... Ni... Ni nikl sakti mujhse aagey... Aur pyaar to main Anuj ko bhi ni milne doonga kyunki uska pyaar to tum ho... Aur tum to sirf....(he paused momentarily to smirk) Agar tumhari zindagi me koi mard ho sakta hai to sirf main ni to koi bhi naiii... Mujhe pyaaar ni mila... Kavya se shaadi karne ke baad bhi... Sirf tumhari vajah se... To Agar koi cheez mujhe nai mili to... To milegi to tumhe bhi niii... Pyaar paisa izzat... Izzat...'

MaAn- The Night that followed !!Where stories live. Discover now