Part 16

645 83 25
                                    

Munna's tears were not stopping as gradually Swati unfolded her past. Everything he saw in his front was blurring. He hated himself that he was one of the sole causes of her pain.

He time and again squeezed his eyes shut and cursed the moment when he did not pay attention to his relationship when she had told to, at that time. But nothing could happen now instead of repenting on the same. Sameer looked at Munna and studied his expressions. He prefectly knew what he was thinking about. But again, he could not do anything, neither for Munna nor for Swati.

Naina was in no less pain. She somewhere blamed her and Sameer's relationship for the problems their friends are facing. He looked at Sameer. He also sat in guilt, with no courage to speak to them.

Swati looked at everyone. She spoke holding Naina's hand who sat on the arm of sofa holding her, ''Tum log please khud ko dosh mat do.....jo hua wo sab hona hi tha....iska pachtava karne se koi fayda nahi hai ab....main bhi us daldal se nikal chuki hun ab....aur tum dono....'' she spoke to Naina and Sameer and they looked at her, ''tum dono ye sochna band kardo ki tumhare rishte ki wajah se meri ya kisi aur ki aisi haalat thi....arey ye soch ke khush raho ki kamse kam tum donon to saath ho...bhale hi koi aur na rahe....tum donon saath ho....isi mein main bohot khush hun...'' she spoke the last lines seeing Munna.

''Please doston....mere liye...''Swati requested with soft eyes.

Naina wiped her cheeks and spoke, ''hum sach mein bohot sharminda hain Swati...tu chahe kuch bhi kahe....kahin na kahin main aur Sameer bhi doshi hain....aur sayad Preeti bhi....hum teenon yahan aagaye aur sayad bhul gaye ki humare dost bhi mushkil mein honge....Preeti ko phir bhi mushkil hoti saari baat pata chalne mein...par main aur Sameer to...'' Her face fell again.

Sameer also added, ''haan Swati...iss baat ki jitni maafi mangi jaaye...utni kam hai...par main khush to hun ki Swati ko der se hi sahi par Pandit ki dosti aur saath mil gaya...dil khush kar diya yarr tune aaj Ponga...'' he said proudly and patted Pandit's back. He laughed slightly.

All this while, Munna sat silently with his heads down thinking that he did not even make any efforts to get his love back.

Swati then continued with a sad voice, ''Maine keh to diya tha ki main saamna karungi unka...khud ke liye...par mujhe abhi bhi dar lag raha tha...kahin na kahin abhi bhi mujhe wo sab apni aankhon ke saamne dikh raha tha....jo sayad mere, unke talaak dene ke baad hota...mummy papa ka chehra aur samaj ki ghatiya baatein...unki galich baatein...hum chahe kitna bhi kehle ki faraq nahi padta...par dar to sab ke man mein hota hi hai ki 'samaj' kya kahega...upar se meri shaadi bhi waise hi chhoti sonch wale parivaar mein hui thi...''

Pandit took a long breath and said, ''maine isse kaha ki ab rukne se koi fayda hone wala nahi hai...teri kisiko padi nahi hai...koi tere saath nahi hai...ab agar tere pati ko bhi tu nahi chahiye...to kadam tujhe pehle uthani hogi...alag hone ke liye...''

Swati continued, ''aur phir main isse baat karke ghar gayi....wahan maine socha ki ek aakhri koshish kar leti hun inki soch badalneki...aur jab main ghar pohchi tab...''

Swati entered her house, opening the main gate with trembling hands, and the other hand holding the papers tight.

Her in laws were happily discussing about their son's marriage. The hope to make them understand also blew off in air. Their in laws then loked at her standing at the door.

Mummyji and papaji were sipping their afternoon tea when Swati came in front of them.

Mummyji said in a rude voice, ''kahan gayi thi tu?....aur itni der kyun ho gayi? ....phir se apne maa baap ke paas gayi thi kya?....arey  sharam kar....ek baar un logon ne tujhe mana kar diya rakhne se...ab kya lene gayi thi wahan pe?chup chap isi ghar mein padi reh samjhi....tujhe pata to chalhi chuka hai hum apne Shekhar ki shaadi kar rahe hain...tere se to ek beta diya nahi gaya...to hum dusra raashta apna rahe hain...tere se pichha chhutne ke baad bhi wo tujhe is ghar mein rakhne ko tayyar hai....rehlena yahin pe...hum itne bhi chhote dil wale nahi hain haan....'' she said in self praising and pulling the pallu to her head more.

Chal Adhure Ko Pura KareinWhere stories live. Discover now