4.

1.8K 188 4
                                    

KS is standing in front of HM. Hm is looking down at her own feet while KS is looking at HM

KS: MS.. Chaliye, uthiye.. Thoda Sa khana kha Lijiye pljj

KS: Nahin Karishma Singh, Hume Bhookh Nahin Hai

KS: MS.. Humai khatir.. Plj..

HM - No response

KS kneels down in front of HM, bowing her head down in front of HM.. she holds HM hand between her Palms. KS then lifts her head and looks into HM eyes directly

KS: Madam Sir hum samjh sakte hai.. Aapne jo khoya hai wo kami koi puri nhi kar skta. Lekin aise jindagi ruk toh nhi jaati na.. Aapko aapni jindagi toh jeeni paregi.. Apko apne normal routine me wapis ana hoga.. Aap aise jindagi se haar maan ke nahi baith sakti ..

Aap Madam Sir hain.. Aap SHO Haseena Malik hain.. Is shehar ko is Samaaj ko aapki jarurat hai. MPT ko aapki jarurat hai.. Hum sabko aapki jarurat hai.

HM is intently looking into KS eyes.

KS continues

KS: aur sabse jada hume aapki jarurat hai. Aap nhi hongi thane me toh hum toh khulle sand ki tarah ghume ge..

HM smiles a little..

KS : Aap nhi hongi toh kon sambhalega hume ... ? humaye Bhaukaal ko...? Hum to belagaam ghore ki trha ho jayge fir kon lagaam lagaye hume..?
Pljj MS.. Hamai khatir.. Aapko khud ko sambhalna hai aur hum sabko bhi aur MPT ko.

HM just nodds her head in agreement with a faint smile and tears in eyes..

KS gets up and tries to make HM stand but due to weakness HM is unable to get up.

KS: Aap.. Aap yhi baithye.. Hum plate lekar aate hain..

KS brings the plate of food and sits on the sofa next to HM.. HM starts weeping again and turns her face away.

KS: MS apni Ammi ke khaatir

Ammi jaha bhi hai aapko dekh rhi hain.. Aur sochye unhe iswakt kaise bechaini ho rahi hogi aapko aise tut ta hua dekh kar. Kya Ammi kabhi ei chahe gin ki unki bahadur Haseena sab kch chor char ke... apni wardi ko... apni jimmedario ko taak pe rakh ke aise jindagi se nirash hoke baith jaye.. ??

HM while crying nodds in No.

KS: toh fir apni jindagi ko fir se shuru kijie.. Khud ko majbut banaye aur apni ammi ka sapna pura kijye.

Aur plj plj plj hum aapke hath jorte hain plj rona band karye..

KS puts her hand on HM cheek and wipes her tears off with her thumb.. She then takes the food and feeds HM with her own hands. Unwillingly, yet HM eats a little.

While getting up and looking at the table in front, KS says

KS: Aap apne kamre me jaye, thora aaraam kar lijye.. Tabtak hum ei sab safai kar dete hai.

KS feels a tug on her hand.. She turns.

HM: Baithye KS..

KS: Ka hua MS.. Aapko kch Chahye.

HM: Ssshh.. Bohat bolti hain aap.. Itni achi achi baaten karni kab seekhi...

KS confused, sits next to HM and looks at her.

HM picks up the food and brings it close to KS mouth.

HM: Hum jante hai ki aapne v kch nhi khaya hai..

KS was about to say something but is interrupted by HM.

HM: Chup chap se khana khaye.. That's an order.

She said in a soft tone.
-----------------------------------------------------

KS is cleaning the dishes in the kitchen. HM is laying on her bed staring at the ceiling.

KS phone rings.. Amma calling is dispalyed on the screen.

KS on the phone: Jee amma.. Bolye ..

PS: MS ne khana khaya?

KS: jee khaya.. Thora sa.. Bht mushkil se..

PS: Thora hi sahi..Shukar hai Shiv ji ka.. Aaj itne dino ke baad ann ka dana toh gaya unke pet me.. Hume to fikar ho rhi thi ke unhe kch ho na jaye..

KS: Jee.. Khair hum bas thori der me nikal rhe hai yaha se .. Aap chinta mat kijye MS pehle se behtar hai.

PS: Thik hi.. Aap bhi jaldi aye. Hum aapki rah dekh rahe hai.

KS: Amma hume aane me wakt lag jyga.. Aap khana kha lijye aur so jaye. Aur haan dawai lena mat bhul na.

PS: ama aap aye toh pehle..

KS: Hum ajayege.. Aap pareshan mat hoye..

-----------------------------------+----+---------

In HM bedroom.

KS: MS aap soyi nhi.. ??

She walks towards HM and covers HM with the blanket. And turns the lights off. KS then bends a little and speaks v softly

KS: MS thora sa aram kar lijye plj.. Hum subha ayege..

She stands straight and starts walking towards the door..

HM : Karishma Singh..

KS turns and finds HM sitting at the edge of the bed.. She looks at HM eyes.. They were filled with tears and fear.

KS: ka hua MS, ka hua.. ? Aap aise kaahe..

HM: Aap bhi hume chor kar ja rahi hain.. ??

KarEena the Beginning of a SagaWhere stories live. Discover now