44.

1.8K 172 10
                                    

Continuation of the previous chapter..

HM: Aur aapne khud us din kaha tha na...ki... aapne khud ko hume samarpit kar dia hai.. Toh fir???

KS: toh fir kya MS??

HM: toh fir aap...
HM hesitates a little..

KS brings her self closer to HM and looks straight into HM's eyes

KS: boliye MS.. Sankoch mat kijiye.. Hum majbur hain lekin Aap to khul ke keh sakti hain na apne dil ki baat... Aap jo chahti hain aap boliye..

HM: Hum aapko chahte hain KS..!!Behad chahte hai..
Aur hum chahte hain ki aap bhi sirf aur sirf hume chahen..
Aap puri ki puri sirf humari hon, hum ye chahte hain..
Hume aadhi adhuri KS nhi chahiye..

HM pours her heart out as she was feeling angry, jealous, insecure and a lot of pain, all at the same time.

A tear escapes from the corner of KS eyes rolling down the side of her nose..

HM cups KS face immediately with both her hands

HM: Karishma.. Hum aapko rota hua nhi dekh sakte.. Hum aapko taklif nahi pohnchana chahte..

Hum bas chahte hai ki aap bhi humaari taklif samjhen.. Aap khud socheye Karishma... hum kis taklif se guzar rahe hain...

Aap abhi... yaha... humare ghar me... humare sath... humare kamre me... humare bistar pe... infact humari bahon me sokar thin..

Aur aapke Pati ka phone aata hai.. aur aap chhup kar dusre kamre me jakar unse baaten karti hain...

Aap imagine bhi nahi kar sakti hain what I'm going through...

Sometimes I feel disgusted with myself.. I feel like I'm a home breaker..

But then the way you behave with me, the way you submit yourself to me.. You make me feel like you belong to me and me alone..

HM eyes are continuously over flowing..

KS leans in and kisses the tears on HM cheeks..

KS then wipes her face with her fingers

KS: aapko bharosa hai hum pe?

HM cries a little more.

KS: MS, boliye na.. Bharosa hai aapko hum pe..?

HM: wohi toh problem hai na KS.. Hume aap par khud se bhi zada yakin hai...

KS gently pecks HM lips..

KS: Bas fir aap ekdum befikr rahiye..

HM: Lekin kaise befikr rahe KS..

Humaare man me jo ye sawalo ka bawandar hai uska kya karen hum..?

KS turns her face away closing her eyes..

Something clicks in HM mind and she stops crying.. She holds KS face with one hand between her fingers and thumb and turns it towards her own

HM: Thik hai.. aapko kch kehne ki zarurat nhi.. Aap bas humari taraf dekhiye, humari aankhon me.. Hume humare Sare jawab mil jayenge..

KS: Par MS.. Aap toh ei pehle bhi kar chuki hain na.. Fir abhi kaahe..?

HM: Hum maante hain na.. aapki har baat.. Aap humare lie itna nhi kar saktin?? (In a pleading way)

HM knows KS weakness, she knew KS would never refuse for anything if HM pleaded like this...

KS agrees..

HM: Pehla sawaal.. Kya aap Lalla ko humara matlab hai pushpa ji ke Lalla ko chahti hain??

KS confidently looks into  HM eyes without even blinking..

HM understands it was a clear NO

HM smiles with tear stained eyes.. This brings a smile to KS face as well..

KS: ka hua.. Aise kahe muskura rahi hain aap..?

HM: kuch... Kuch nhi.. Aur aapko baat nahi karni hai.. Aapko khamosh baithna hai..

KS pulls a pillow and places it on her lap.. She then adjusts herself balancing both her elbows over the pillow and rests her face on her fists..

KS: pata nahi kitna lamba chalne wala hai aapka ei karikram

HM: aapka hogya ho toh hum agla sawal puchen..

KS: jee.. puchiye na.. Islie toh hum baithe hain yaha..

HM now in a very serious tone

HM: kya aapne kabhi bhi, matlab kabhi bhi.. Lalla ko chaha tha? Unse pyar kia tha?

KS lowers her gaze at first but then looks into HM's eyes in a v timid way..

HM understood, that at some point in her life, KS did love her husband..
But now HM is sure that it was all in the past.

She doesn't want to bring any painful memories to KS, so she quickly moves on to her next question

HM: hmm.. Toh ..
She clears her throat

HM: Kya Lalla ke elawa, aapki zindagi me koi aur...

Even before HM could complete her question, KS looks at her with a wide grin and bright eyes.

Instantly HM raises both hands in the air and moves them in a cancelling gesture, in front of KS's face.

HM: nhi nhi nhi.. Wrong question wrong question... Cancel..

KS playfully gives a fake anger pout..

HM: Sorry.. My bad.. It was a Dumb question..

HM then rephrases her question.

HM: Kya aapki zindagi me HUMARE aur LALLA ke elawa.... Aaa..

Again HM was not allowed to finish her sentence.. KS frowns and starts to speak this time..

KS: Kaa? Nei matlab aap bolna kaa ch..... (muffled)

HM firmly places her hand over KS mouth not allowing her to speak.

HM: humne kaha na aapko khamosh baithna hai

KS bites on HM's hand compelling her to move her hand away from KS mouth..

HM : aahh.. Ouch.  Ye kya kia aapne KS.

KS: nei aap bolna ka chah rhi thi.  Aap dono k elawa..??
Matlab..??

Humayi jindigi me to 8... 10...Nei nei.. 12.. Kul 12 log hain.. Aur hum sab ke saath rang-railiyan manate firte hain..

HM : Toh aapka kehne ka kya matlab hai.. ki aap humare sath bhi rang-railiyan manati hain..??

HM frowns in anger..

KS: Ab uu toh aap jane...

HM grunts and scowls in anger..

KS: Arey nahi... Nahi..
Humara uu matlab bilkul bhi nhi tha.. Hum majak kar rhe the MS. Pljj gussa mat kijiye.

KS Cutely holds her earlobes with her fingers..

HM: ek shart pe humara gussa shant hoga..

KS: kaa.. Bataye na.. Aapke lie toh jaan bhi hazir hai..

HM gets closer to KS and holds her face firmly between her hands so that KS cannot move or turn her face.

Fixing her gaze into KS eyes, HM asks..

HM: Kya aap humse Pyar karti hain..?

Unlike last time, tonight KS did not look away or walk away..

Instead she looked into HM eyes with Pure Love and Sincerity.
A turbulent ocean of love was swelling up in KS eyes..

HM was clearly able to see the depth of love KS had for her and HM eyes were brimming.. KS eyes too get watery..

-------------------------------------------------------

To be continued....

KarEena the Beginning of a SagaWhere stories live. Discover now