50.

1.9K 174 25
                                    

After saving her life from HM, and giving herself some minor cuts and bruises KS is walking on the streets in an old worn out tshirt, a loose night pyjama and a pair of oversized soft fluffy slippers.. (Oversized because those belonged to HM)

KS to herself: Humayi Ijjat ki dhajjiyaan urr jayengi agar kisi ne humko... SI KS ko... is haal me dekh lia toh..
Ka kare.. MS ke ghar se toh nikal gaye.. Halaake ke humko nikalne ka man toh nahi tha. Socha tha aaj raat bhi wohi rukenge.. Aur ka ka socha tha.. Ka ka karenge...

She gets lost in some wild unholy thoughts in her head but then she pulls herself out.. Shaking her head...

KS: aise in kapro me toh uu Shivani se bhi milne nahi ja sakte abhi..

Ghar chale jate hain.. Dekte hain Amma ka kar rahi hain humaye piche se.. Kai dino se gye nahi ghar jarur baith ke humko kos rahin hongi..

-------------------------------------------------------

At Singh House

PS: kaha se aarahi hain aap.. Aur he kya kapre pehan kar ghum rahi hain...??

KS just stands there scratching her forehead

PS: arey apna nahi toh kam se kam humari izzat ka toh khayal rakha kariye.. Pushpa Singh ki bahu hain aap..

KS: haa haa... haan.. Bahu hain.. Aapki Bahu hain hum.. Ab is bahu ko andar toh aane dijye...

-------------------------------------------------------

KS makes PS sit on the sofa while she herself sits on the ground holding PS knees looking up at her..

PS: Laad baad me kar lijye ga pehle humare sawalo ka jawab dijye..

KS: Pehle aap humare sawalo ka jawab dijye ... Khana khaya aapne?

PS: konse wakt ke khane ka puch rahin hain aap..?
Dopehar ke khana ka wakt kab ka guzar chuka hai aur raat ke khane ka wakt ab tak hua nhi hai..

KS: Matlab kisi bhi baat ka aap sidha jawab nhi de sakti hain na humko.. Dopeher me khaya ki nhi wo bataye..

PS: Ha kha lia..
Says with a grumpy face

KS: Bohat barhiya.. Dawai khaya??

PS starts looking here and there avoiding eye contact..

KS: Pata tha. Humko pata tha... Hum nahi rehte hain na to humaye piche aap ekdum sher ban jaati hain.. Laga rahe hain hum kal se Santu ko duty pe yaha..

PS: arey nahi uski koi zarurat nhi..

KS while standing up

KS: humko pata hai ka chij ka jarurat hai ka chij ka nahi..

KS gets and brings all of PS medicines along with water and sits back on the floor near PS feet.

She picks up each medicine strips and starts counting the number of pills left on them while PS keeps saying "humne kha li hai dawai"

KS: ha.. Pata hai.. Humko sab pata hai.. Aur aapko bhi pata hai aap humse jhut nahi bol saktin.. Hum aapki dawaiyan gin ke rakhte hain..
Ek bhi dawai nahi khayi aapne teen din se..

PS steals her eyes away as she knows her lies had been caught..

KS hands a couple of pills to PS and a glass of water..

PS: hume nahi khani

KS: kaahe?

PS: Bohat karrwi hai ye dawaiyan

KS: Saunth ka pani la den apke lie? Uske saath lengi ye dawaiyan..?

She asks sarcastically..

PS excited and licking her lips...

KarEena the Beginning of a SagaWhere stories live. Discover now