Chapter One hundred three

446 121 54
                                    

A police station had shown where Neil was sitting on the chair with an attitude and Vidyut was standing there.

Vidyut: main apne lawyer se baat karna chahta hun.

Neil points to the phone with his hand.

Neil: zaror.

He gives him the receiver of the phone Vidyut take it aggressively. Neil raise his eyebrows then he smiles. Vidyut talks then he looks at Neil who was smiling which boils his blood. Soon his lawyer comes.

Neil: aiye aiye lawyer sahab aaiye bethiye Dd, Vidyut R ke khas lawyer aae hain Mr sinhe in ke liye kuch chai nashte ka intazam karo.

Dd smiles.

Lawyer: us ki koi zarorat nahi hai aap ne Vidyut R ko kis bina per arrest kiya hai?

Neil: aap ke ye vid yut rrrr ko Ajay ke attempt to murder aur Mr Prakash Khanna ko jhote drug case main phasane aur sahil ke murder ke liye arrest kiya gaya hai.

Lawyer: aap ke pass sabut Kya hai?

Neil: aaiye mere sath main aap ko sabut dikhata hun.

Neil smirks then they go. Neil, DD and lawyer were standing at the side in the police station.

Neil: lawyer sahab kyun aap Vidyut ke chakar main apna time waste kar rahe hain police ne usay range hathon pakra hai khamkha kyun apne career per daag laga rahe hain V
idyut to gaya aap ko bhi duba dega wo kehte hain na hum to doben ge sanam lekin tum ko bhi sath le dubenge meri maniye to chor dijiye case ko.

Lawyer thinks Neil smiles because he knew if a lawyer like Mr sinha left the case no one will take his case already Vidyut's case is weak and if any lawyer didn't take his case it will be more beneficial for Neil.

Lawyer nods. Neil smirk. Lawyer went.

Dd: sir thakur to giyo.

Neil raised his eye brows with an attitude and looks at Dd and smiles. Neil stretched his neck.

Lawyer came to Vidyut. Neil came behind him.

Lawyer: I am sorry sir main ye case nahi le sakta.

Vidyut gets angry Neil smirks.

Vidyut: tu mujhe na keh raha hai tu janta hai na main.

Neil: aray aray relax Sir aap police station main khare ho kar dhamki de rahe hain pehle hi aap per itne charges hain ek aur na lag jae.

Vidyut gives a deadly glare to Neil but Neil smiles he was enjoying that and went to sit on his chair he smiles to see him then Commissioner came. Neil gets up and slutes him.

Vidyut: acha howa commissioner sir aap agaye dekhiye na ek suspended officer mujhe arrest kar ke yahan le kar aaya hai Kya ase kaam karta hai aap ka department ase ek aam admi ko pareshan kar ke.

Commissioner: Mr Vidyut R aap humain humara kaam mat sikhaiye hum ache se jante hain humara kaam kaise karna hai aur Neil tum yahan Kya kar rahe ho ye sab Kya ho raha hai.

Neil: sir mujhe to Dd ne bulaya tha kaha ek case ke bare main baat karni hai Kyun ke main wo case handle kar raha tha aap chahen to acp Kabir se puch sakte hain.

All were smiling to see each other.

Kabir: yes sir he is right.

Neil: aur wo case murder case hai but Mr Vidyut ka bad luck ke wo us case se jore hain.

Vidyut shocked.

Vidyut: sir ye jhoot bol raha hai ye mujhe arrest kar ke aya hai.

Dd: aap Neil sir ko kyun phasa rahe hain wo to humare sath aae bhi nahi the sir aap in sab se puch sakte hain Neil sir humare sath nahi the.

Pyaar Aur Junoonजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें