part 33
"ishq hai to ishq ka izhar kar"
manan cute moment ab aage .
nandani smile ksrti hui kitchen main aati hai aur kaam karne lagti hai tab hi dadi aati hai .
dadi - bahu itni der kyu lag gayi aaj aane main kya kar rahi thi room main.
nandani pov apne pati dev ke sath romance kar rahi thi aur kya kar rahi thi dadi pov end .
nan - woh dadi onke sar main dard tha to on.ke sar ko.daba rahi thi .
dadi - hai ab kaisa hai manik .
nan - ab thik hai dadi aa rahe hai bas .
tab hi manik niche aata hai .
dadi - are aa gaya ab sar ka dard ksisa hai tera agar jyada dard hai to mat jaa ofice .
manik chonk kar nan ko dekhta hai aur nan ko smile karte dekh sab samgh jaata hai.
manik - han dadi ab thik.hai aap ki bahu kisi kaam ki nahi hai ab bhi dard hai par ye aa gayi niche kaisi bahu pasand ki hai aap ne .
dadi - par isne to kaha ab sar ka dard sahi hai tumhara nandani kyu aayi niche agar dard tha to noukar bana lete brak fast chal manik.oper jaa bahu jaa pehle iske sar ko daba jab sahi ho.jaaye tab ofice jana jaa beta room main jaa .
manik - thik.hai dadi .
nandani - par dadi ab to sahi.hai inka dard .
dadi - jo kaha hai woh kar oper room main jaa brak fast lekar bachchevto kar chuke brak fast inka tifin de de
nan - chalo bachcho.mama ko.kisi do.jaldi se .
sab kuss karke nan ko chale jaate hai.
dadi - ab bethi kyu hai bahu manik ka brak fast lekar room main jaa .
nandani - ji dadi .
dadi - jab thik ho tab hi room se bahar aana kam ho.jaayega pata nahi kitna kaam kiya jo sar main dard ho gaya bachche ke bivi hi kisi kaam ki nahi hai batao sar main dard tha aur niche aagayi.
nandani chup chap.sunti hai aur brak fast ki tray lekar room main jaati hai .aur gare ke pichhe khada manik jaldi se gate look kar deta hai .
nandani pichhe mod kar dekhti hai aur manik.mischiviuse smile liye nan ko dekh raha hota hai aur nan ki tarf aata hai.
manik - kya bahu hai sar main dard tha aur niche agayi tac tac .
nandani - kya aap bhi kya jaroeat thi jhot bolne ki aap ko .
manik - maine jhot bola ya tumne han .
nandani- woh to late ho gayi thi issliye bola maine aap ne kyu bola .
manik.- mughe aaj tumhare sath time spend karna tha issliye jhot bola issliye office ki bhi chhotti hai aaj .
nandani - what chhotti kyu .
manik - chhotti kyu kya yar husband wife ke sath ke liye chhotti kar raha hai bivi pochh rahi hai kyu .ek.to bachche pichha nahi chhodte wese dadi ab bachche bhi nahi hai aur dadi ne khud bheja hai tumhe to kyu na chanse mara jaaye .
nan - kya chance han .
manik - tumhara sar .
nan - pehle brak fast kar le aap thanda ho.jaayega .
manik.- han han kyu nahi teay yahan rakho aur mairi lap par beth kar mughe brakfast karwao main tumhe karwaonga .
nan - what ye kya hai main nahi karwa rahi aise brak fast .
![](https://img.wattpad.com/cover/138257440-288-k261412.jpg)
आप पढ़ रहे हैं
ishq hai to ishq ka izhar kar. (COMPLITE)
फैनफिक्शनsimple sweet Manan story nothing new but my thought are new to express Manan imotion so like it if you don't like I stop them keep support all of you.