nandani ke samne aalia dhurav ke sach ka aana

2.1K 209 14
                                    

part 94

nandani ko aalia  ke baare main sach ka pata chalna ab aage .

manik - han ab bolo jaan hua kya hai kyu itni pareshan ho.

nandabi kuchh nahi bolti aur manik ko tightly hug karke rona start kar deti hai  manik  back hug karke nandani ki back ko dhere dhere rub karne lagta hai .

manik - yar  hua kya hai kuchh to bolo ab main parwahan ho raha hao yar kyu ro rahi ho

nandani - sobing karte hue maine sab galt kar diya manik ek galti karke sab khatam kar diya mairi chhoti behan ka rape ho gaya manik rape aur main kuchh nahi kar saki

manik rape sun kar nandani ko khud ke samne khada karke

manik - what rape aalia ka kab hua kisne kiya bolo

nandani -tumhare bhai aur aalia ke so cold husband dhueav ne .

manik - what dhueav ne kya keh rahi ho tum nandani sab sach batao mughe abhi issi waqt

phir nandani sobing karte hue rote hue sab kuchh  manik ko bata deti hai aur sab sun kar manik shoked reh jaata hai .

aur gusse main gate khol kar bahar chala jata hai aur nandani oske pichhe jaati hai .

manik sidha dadi ke pass jaata hai

manik - dadi abhi issi waqt dhurav aalia ko aur chacha ji chachi ko yahan bolaye abhi issi waqt bas

dadi - but hua kya

manik - maira sar fat jaayega dadi bolaye sab ko abhi ke abhi .

dadi nandani ko rote dekh kar chonk jaati hai aur phir sab ko apne room main bola leti hai.

manik dhurav ko dekhte hi kuchh nahi bolta aur ek sath teen char tight slap dhurv ko marta hai sab ye dekh kar shoked reh jate hai .

dadi - kya kar raha hai manik ye .

manik - jo bahut pehle kar dena chahiye tha isne aalia ka rape kiya aur aap main se kisi ne bhi mughe batana jaroei nahi samghna aur chup chap shadi karke aalia ko ghar le aayi kyu dadi main zinda hi tha na mara to nahi tha maira bhai itni gandi harkat kar gaya main anjan raha aalia oske bachche ki maa banne wali thi osne apne bachche ko abored karwa diya main anjan raha wow kya ghar hai maira sab apni man mani karte rahe main anjan raha kisi ne kisi ko nahi roka .

dhurav - bhai

manik - dont call me bhai ok koi rishta nahi hai maira tumse .na aalia se

aalia - jiju

manik - wow jiju tab  to  tumhe yad nahi aaya jab tumhare sath itna kuchh hua kya main kisi bhi qabil nahi tha main pagal nahi tha aalia jo tumne dhurav ko bhi mugh se compaire kiya aur sab se badi galti ye ki ke apne bachche ko mar diya tumhari behan to apne bachche ko bachane je liye sab kuchh chhod kar chali gayi thi aue tumne ose khud hi khatan kar diya bachcha to bhgvan ka rop hota hai jayaj najayaj nahi aalia aur dhurav sahab ne tab se kasm kha li ke woh ab aalia ko kabhi bachche ka sukh nahi dega to dono ajnabi ki taeha ek hi ghar main rehte hai par koi rishta nahi hai dono ke bich

ab ye sun kar  shoked hone ki bari sab ki thi .

dadi - dhueav kya hai ye sab

chachaji - shame on you dhueav har rishte ka tumne majak bana kar rakh diya aalia ne galti ki gusse main aur tumne jante bhujhte  panch sal se ose saza de rahe ho kyu  rape tumne kiya tha oska osne nahi .

dhurav chup chap head down karke   khada hojaata hai .

manik - jo hua so hua ab aalia isa ghar main dhueav ke sath nahi rahwgi ose abhi issi waqt ye ghar chhod kar apne ghar jaana hoga aur dhurav se divorse lekar apni new life start karni hogi .

ye sun kar sab ke sab shoked reh jaate hai aur dhurav to pather ki tarha khada reh jaata hai aur aalia bhi

dadi - ye kya keh raha hai tu manik aisa koi hota hai kya

manik - jab itna kuchh ho sakta hai iss ghar main to ye kyu nahi ho sakta sab kuchh aap logon ne kiya aalia se pochha bas shadi kar di saza di dhurav ko nahi bas maf kar diya ye  dekha ki aalia ne ose maf kiya ya nahi bas manmani karte gaye sab ab bas bahut hua aalia apni marji ki zibdagi gujaregi jaise chahe jio aalia apna saman lekar aao main tumhe ghar chhod kar aaonga abhi ki abhi chalo hurry up .

nandani - manik ye kya kar rahe ho tum ye galt hai

manik - aaj tak sab ne galt hi kiya tumne maine dhueav ne dadi na aur sab ne bhi ab sahi karne ki baari mairi hai so dont intefair my decion stay away na tum jaati na ye sab hota nandani ek pal ki bhol ne kya se kya kar diya ab tumhe ehsas hua .jab behan ka dukh pata chala pehle to main hi galt tha main hi kasor war tha tumhara ab aalia dhurav ka kasor war kon hai socho.iss ke bare main aaram se

keh kar nandani ko shoked chhod kar chala jata hai .

aur aalia chup chap apna saman lekar manik ke pichhe jati jati hai aur dhurav kuchh bhi nahi kar pata hai .

ishq hai to ishq ka izhar kar. (COMPLITE)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें