That unfateful day-1

732 58 27
                                    

So this is based loosely on the 26/11 attacks but it is completely fictionalised account.
Here Shaurya and Anokhi are dating. Sabbarwals have accepted Anokhi. Aastha lives with Shaan in Sabbarwal mansion. Reema and Ahir are dating. So jump into the story. Don't worry I won't kill off any main characters.....

Boom! Explosion happens. Glass shatters. Shaurya is lieing on the floor. He is in shock. He decides to lie still as men with guns were walking along shooting at those who were not dead. They passed him and walked further inside the cafe. He decided to take a chance and run. By the time they noticed he was out. He was still in shock. Breathing heavily, he sat by the road. He was pointing that way. There was noise and commotion all round. No way paid attention. He stayed that way for a few minutes. And then he decided to get away. He looked for his car. He staggered towards it. He searched for his car keys and found it. His hands were shaking as he was trying to insert the key into the hole. He got inside. His mind was clouded by the images of all the blood his saw around, he could still hear people screaming and there was a certain ringing in his ears. He was not fit to drive but he wanted to go from here. He started the engine and drove slow. His phone started ringing. It was Aastha.

Aastha-Shaurya kahan ho tum? Tum ghar aa jao. Abhi.

Shaurya-Maa. He coughs up.

Aastha-Shaurya kya hua? Tum theekh toh ho? Shaurya beta!

Shaurya-Maa. Cafe. Achanak. Maa. Mein aakar batata hoon.

Aastha-Tu theekh hai? Abhi Kahan hai?

Shaurya-Ghar aa rha hoon.

He manages to drive back home. He enters the mansion. Everyone were eager to see him. Aastha and Shaan run towards him and hug him.

Aastha-Kya hua Shaurya?

Shaurya-Maa. Woh mein Leony cafe gya tha. Wahan kuch log aaye the. Unn logone ne sab pe goliyan. But mein theekh hoon maa. Mein theekh hoon.

Aastha-Tu bait. Tujhe chot lagi hai? Ye hath pe. Tera khoon nikal rha hai. First aid box lao koi.

They make Shaurya sit. She bandages his wound. Shaurya is quiet.

Shaan-Thank god beta tum theekh ho.

Tej-Shaurya putar tu kamre mein aaram kar abhi.

Shaurya-Hhhmmm.

Tej-Yash isse kamre tak chod do.

Shaurya-Mein chala jaunga.

Tej-Iss haal mein khud gadi chalake aa gya. Woh hi badi baat hai. Yash chod de.

Aastha-Mein jati hoon Tej bhaisaab.

Shaan-Mein bhi.

Shaurya-I am fine.

Shaan-Shaurya. Nothing doing. Chalo.

Shaurya-Hhhhmmm.

Tej, Alok, Gayatri, Kanchan and Yash are watching the news. When they come to know there has been terrorist attack on other places as well.

Tej-I hope Siac ke saare students theekh ho. Hume dekhna hoga.

Alok-Yeh paaji. Mein call karke pata karta hoon.

Tej-Kisi student ko bahar jaane mat dena campus se. And ek roll call karwana. Sab guards ko bolna ki woh bilkul ready rahe. Aur kuch bhi problem ho call kare immediately.

Alok-Yes praji.

Alok leaves to make calls. Tej is visibly stressed so are the others.

Tej-Kab resolve hoga yeh? Pata nhi jo log inn jagon mein fasse honge unka kya haal hoga.

Yash-Theekh keh rhe hai aap. Aur unke relatives? Unpe kya beet rhi hogi? Shaurya bhaiya thank god theekh hai. Nikal gye wahan se. Thank god.

Kanchan-Woh kitne shock mein the.

Tej-Haan. Woh kitna hila hua tha. Maine usse kabhi aise nhi dekha.

Meanwhile in Shaurya's room.

Shaurya-Mom!

Aastha-Beta tum rest Karo.

Shaurya-Kaise mom. Woh wahan kitna saara khoon tha. Woh bachi mom. Ek bachi ko kyu goli mari. Mere aankhon ke samne sab ho rha tha. Mein kisi tarah se bhag gya. Mein bas Bach gya. Unn logon ko laga mein marr gya hoon. Warna woh mujhe bhi.

Shaan-Nhi aisa kuch nhi hota. Shaurya I know yeh bohot disturbing tha but rest karne ki koshish karo. Tumhe Anokhi se baat karni hai.

Shaurya-Nhi woh Darr jayegi. Nhi koi usse kuch nhi batayega.

Aastha-Achaa theekh hai. Tum just koshish karo to get some rest. Hum yhi hai.

Shaurya-Hhmmm. I am fine. Mein theekh hoon. Aap log jaa sakte hai.

Aastha-Nhi mein yhi hoon.
Aastha is teary eyed. She runs her fingers through Shaurya's hair and slowly he fades into sleep. So as to not disturb him they walk off.

As they were watching the news they hear the following:-

Palace hotel mein abhi bhi hostage situation bani hui hai. Yahan bohot saare logon ki jaane gyi hai aur bohot saare zakhmi hai. Abhi suchna mili hai ki general hospital mein kuch aatankvadi ghus gye hai. The  general hospital visuals appear on screen.

Aastha-Ek second woh toh Ahir hai! Ahir, Anokhi aur Shaurya ka dost. Woh andar jaa rh hai. Woh. Ab kya hoga?

Kanchan-Haan yeh toh inspector Ahir hai. Agar Shaurya bhaiya ko pata chala toh! Shaurya bhaiya ko baataye?

Aastha-Batana toh hoga. Agar Shaurya ko kahin aur se pata chala toh?

Tej-Woh already disturbed hai. Iss haal mein usko batana?

Shaan-Ahir uska dost hai.

Tej-Mujhe pata hai par. Shaurya so rha hai abhi. Uski khud ki halat theekh nhi hai.

Shaan-Bata dete hai.

Tej-Theekh hai.

They go up.

Shaan-Shaurya!

Shaurya-Dad.

Shaan-Shaury suno. Woh terrorist attack general hospital bhi hua. Acp Ahir on site hai. Aur humne news mein dekha tha usse andar jate hue.

Shaurya-What! Woh Acp! Kyu karta hai yeh sab! Chup chap tp nhi kar sakta! Itna dedicated kyu hai woh! Chaiwala kyu nhi bana! Acp hi Banna tha? Abhi Reema ki kya halat hogi! Aur Anokhi ko batana padega wohi Reema ko handle kar sakti hai.

Shaurya calls Anokhi.

Shaurya-Hello Anokhi! Tumse ek baat karni thi.

Anokhi-Abhi nhi.

Shaurya-Sunk please bohot zaroori hai.

Anokhi-Di nhi mil rhi hai aur tumhe baat karni hai.

Shaurya-Kya! Kahan hai woh?

Anokhi-Palace hotel. Mein hum dono hai.

Shaurya-You mean the palace hotel! Wahi palace hotel jahan. No. No.

Please do comment. Tried something very new kaisa laga aap logon ko.

Shakhi shortsWhere stories live. Discover now