Part-40

450 54 25
                                    

Shaurya- Mimi kitni acchi drawing karti hai. Usne mujhe ek drawing di thi mere birthday par. Dekho woh abhi bhi mere paas hai.

He takes out his wallet and unfolded a piece of paper.

Shaurya- Mein bhi kya dikha rha hoon. Tumhe ho toh pata hoga woh kitna accha drawing karti hai. Thanks meri baat mann li aur usse class mein bheja. I know financially easy nhi hai phir bhi.

Anokhi- Financially kitna bhi mushkil ho usse best future dena hai mujhe.

Shaurya- I know. School kaunsa socha hai?

Anokhi- Meridian school achaa hai but paise? Ek aur job le lungi fir bhi nhi hoga.

Shaurya- Anokhi please mujhse le lo. Udhar hi sahi. Woh meri beti hai and I want the best for her.

Anokhi- Nhi mein itne paise kaise?

Shaurya- Please mana mat karna. Mein usse bohot pyaar karta hoon aur agar maine uske liye sahi faisla nhi lia toh mein so nhi paoonga raat ko.

Anokhi- Tumhari baaton mein Mimi ke liye ek ajeeb se apna pan hai dekhkar khushi hoti hai. Ki mere eliva Mimi ka koi hai. Ek din woh badi ho jayegi. Usse apne teen issues discuss karne ke liye koi chahiye hoga. I am glad she has you. I want her world to be larger than me. I am glad she has you. But dusri aur woh meri beti hai and I don't know how to take money from you. I can't take your love for her not your money. So usse mein ek dusre school mein dalungi. As soon as I have money I will shift her. I won't let you down.
Thanks uski itni care karne ke liye. Ek kami puri kar di aapne. Uski koi family nhi hai mere eliva. But ab uske paas ek Ladoo toh hai atleast.

Shaurya- Aur usne bhi kami puri ki hai mere life mein. Meri gudiya hai woh. Mere akelepan ko kam kia hai usne. Kabhi kabhi bohot akela lagta tha jab mein woh walk leta tha parking lot se cabin tak aur jab wapas jata tha tab. Ab uski baatein yaad kar leta hoon. Achaa lagta hai. Pata nhi zindagi ke abhi kuch mayne hai. Achaa lagta hai. Ab kisike aankhon mein ek intezar hai mere liye.

Anokhi- I am glad. Ki aapko accha lagta hai. Aap uske sath khush dikhte ho. I am so happy.

Shaurya- Hmmm. Chalo usse class se pickup kar lete hai.

Mimi comes and hugs ladoo first and then her mumma.

Anokhi- Achaa Mimi chalo ghar chale?

Mimi- Mumma bhook lagi hai.

Anokhi- Achaa ruko.

She purchases one small biscuit packet and feeds her. This fills Shauryas heart and his eyes with tears.

Anokhi- Ladoo bhi hungry hai. Khila do unhe Mimi.

Mimi feeds her ladoo.

Anokhi- Mimi! Aapko sad ladoo pasand nhi naa?

Mimi- Yesh.

Anokhi- Toh ladoo ko boldo smile karne.

Mimi- Smile pleesh ladoo.

Shaurya- Huh. Haan. Haan. Ladoo always happy hai.

Anokhi wipes his tears and uses a napkin to wipe his nose.

Shaurya- Sorry. Rota hoon toh kabhi kabhi naak behti hai. Fuck. So embarrassing.

Anokhi- It's ok. Aisa hota hai. Do you need a hug?

Shaurya- Haan? (With shocked expression)

Anokhi- Sorry sir.

Shaurya- Arre sir kehne ki zaroorat nhi. It is ok.

He side hugs her awkwardly.

Anokhi- Mein toh Mimi ke hug ki baat kar rhi thi.

Shaurya- Sorry woh maine kuch aur hi soch lia.

Shakhi shortsWhere stories live. Discover now