Shaurya- Anu sab theekh hai! Anu! Please aankhen kholo. Anu!
He had started to sob. Devi looked on and strangely Shaurya looked as lost as he did the day he lost his mother. She didn't want to see him cry. This girl might me a random one but he is my son and I can't let him cry again. I promised myself I will try my best to keep tears away from him.
Shaurya- Anu! Hey. Mimi ke liye please aankhen kholo. Please. Mimi ke liye. Anu mein sab theekh kar dunga. Mein sab... Anu. I wish mein... Sab theekh kar pata. Tumhara past Anu.... Anu.... Hey... Please aankhen kholo. Mujhse bardash nhi ho rha. Anu. Please tum meri ik lauti friend ho. Anu. I don't know. Sab.. Anu! I can't. Anu. Please.
Anu mere paas maa thi aur woh chali gyi but tumhe aise. Nhi. Anu!
Devi- Shaurya yeh kya bol rha hai?
Shaurya- Nhi pata. Bas Anu ko theekh kar do. Anu!
Devi- Arre woh theekh ho jaegi usse bas bukhar hai.
Shaurya- Waisa hi lag rha hai. Maa jis din gyi thi waise. Accha nhi lagta hai. Mimi aur Anu se bohot pyaar. Dost hai woh meri maa. Meri sirf ek friend hai pure world mein aur woh hai Anu. Anu meri sirf ek friend hai. Uske ghar jata hoon. Itne saalon mein kisi aur ka ghar nhi dekha. Woh best coffee banake deti hai. Woh mere liye sweet banati hai. Aur humesha bohot acchese baat karti hai. Anu!!!!!
Devi- Shaurya bacha... Aise nhi...
Shaurya- Badi maa uss din jaise mat karo. Mein bas rona bhul gya tha. But uss din se mehsoos karna bhi yaad nhi rha. Jab tak Mimi nhi aayi. Isliye yeh sab mat kaho. Bas Anu ko theekh karo. Dawai nhi hai. Mein kahan se laoon.
Devi- Beta. Ek kaam karte hai pehle iski thande pani se patti kar dete hai. Woh theekh ho jaegi. Tu aise mat rona. Theekh hai.
She tends to Anokhi who still continues to share her horror stories of staying in a marriage that was so relentless at chipping her.
Anokhi- Tum aisa kyu kar rhe ho? Tum baat kyu nhi karte aaj kal?
Anokhi- Maine kuch kahan kya? Tum ghar late kyu aa rhe ho.
Anokhi- Matlab bas pareshan hoon. Tum itni mehnat kar rhe ho mere aur baby ke liye. Tum kaho toh mein tution loon taki tumhe support kar sakoon. Fir tumhe itni mehnat nhi karni hogi. Haan?
Anokhi- Tum kya kehna chahte ho ab? Maine tumhe dekha hai uske sath. Uske bed pe. Toh bas. Jaa rhi hoon.....
Anokhi- Tumhe kya? Haan! Kyu kia! Kyu!
Anokhi- Tumhe toh pata tha pregnant thi. Tumse puchkar kia bacha aur ab...
Shaurya- Hey jaan! Please aankhen kholo.
Devi- Beta yeh sab veham hai. Aankhen khol.
Anokhi had finally gone to sleep. But the chunks of her memories they had heard had shaken them to the core.
Devi- Mujhe nhi pata tha Shaurya. Warna kal maine nhi kahan hota I promise.
Shaurya- Hmm. Bukhar kam hai ab. Thanks badi maa. Badi maa mujhe bohot mann ho rha hai ki uss insaan ka khoon kar doon.
Devi- Pata hai. But ab Anu pe focus kar. Uski zindagi savarne par. Tu usse pyaar karta hai naa? Shadi kar le.
Shaurya- Badi maa! Usse dost manta hoon. Usse aapka taras nhi chahiye. Akele yeh sab kia hai usne. Agar usse kissi se pyaar hoga woh karegi shadi. Just because she is single mother matlab shadi kar loon? Uski koi marzi bhi hai?
Devi- Sorry beta.
Anokhi- Huh. Shaurya sir. Thanks.
Maa...m thanks. Mein theekh hoon.
Ab Mimi ko sambhal lungi. Rest kar lia.
