A special date

753 45 26
                                        

So this is on the first anniversary of Shaurya and Anokhi after entire family has accepted them. Anokhi has arranged for a surprise for Shaurya in Shaan's flat.

White and red rose petals fall on him as he enters. He sees a dark room lit only by fairy lights. He can see beautiful fairy lights lighting the ceiling as well. He tries to think how Anokhi must have managed this. Then he hears a party popper go off.
Happy birthday to you in most beautiful voice enters his ears and that moment is pure bliss. Now his eyes seek only her. Every shadow feels like her. Every movement seems to be her. It was only a moment but it seemed so long before she appeared. She looked elegant and breathtakingly beautiful in a powder blue dress. She had something in her hand. It seemed like a box.
She was walking towards him. He could not wait to nullify the distance. She reached but not close enough. Suddenly he found her on her knees.

Anokhi-Will you marry me? Mr. Shaurya Sabbarwal. I love you. I want to spend the rest of my life with you. So kya tum mere banoge?

Shaurya-Anokhi Magar humari shadi toh ho chuki hai. Aur woh bhi do do bar.

Anokhi-Magar ab sab sahi mahino mein finally theekh hua. Mere mann mein koi darr nhi sirf aapke liye pyaar hai. Aur naa apne mujhe propose kia aur naa maine aapko. Yeh moment pending tha. So isse better din nhi ho sakta.

Shaurya-Anokhi I love you too. And yes. Mein tumhara hi hoon, tha aur rahoonga. Meri jaan. Thank you. Thank you for this beautiful surprise. Yeh Mera best birthday hai.

Anokhi-Not yet.

Shaurya-Aur kya hai?

Anokhi-Aur yeh hai ki iske baad ghar jayenge and chota sa get together hai. Raat ko bara baje. Badi maa aur Aastha maa ne cake banaya aapke liye.

Shaurya-Wow. Dono ne?

Anokhi-Yes PS. Haan but we have time.

Shaurya-Ok wifey. But not enough.

Anokhi-Lets find out. Chalo first maine kuch banaya hai for you. Lets see tumhe kaise lagta hai.
Let me pull the seat for you.

Shaurya-Aaj bohot khatirdari ho rhi hai.

Anokhi-Birthday hai yaar. Banta hai.
So Monsieur here's your first course.

The orange flavoured pani puri and sushi you loved in Goa during our honeymoon.

Anokhi-Bon Appetite! Wait mein parosti hoon. Ye lo.

Shaurya-Wow. Anokhi. Kamal hai. So damn tasty! Like so delicious. Flavor ke gubare jaise mooh mein explode kar rhe ho!!!!

Anokhi-Ok. Ok. So taki aur flavor ke gubare explode ho there is wine with it. Let me pour that to you.

Shaurya-Wifey yaar. Hum dono ke beech ye?

Anokhi-Chivalry both ways is always welcome. So this time being the chivalrous host. Next time I expect my knight in shining black suit not to forget waiting on me.

Shaurya-Done deal.

Then she walks to him.

Anokhi-Ok so can you have a dance with me.

The song that plays is Khuda Jane. And they begin to waltz through the room.

Anokhi-Remember ye gana tab baja tha jab.

Shaurya-Jab hum Kapurthala se Chandigarh. Huh. Thank god tum nhi gyi warna mein toh.

Anokhi-Single reh jate forever.

Shaurya-Excuse me. Koi aur hoti.

Anokhi-Hoti magar wahi naa hoti. Hogi nhi. You would have never got a better match than me.

Shaurya-So toh hai.

Anokhi-Ok birthday boy let me see if I can find a gift for you.

Shaurya-Ho gya naa gift. Angoothi. Aur kya ab?

Anokhi-Not done yet.

There is a watch in the box.

Shaurya-Anokhi yeh?

Anokhi-Yaad hai ghadi hi toh thi jisne hum dono ko jode rakha tha jab chahte bhi nhi the.

Shaurya-Hmm. Toh pepper spray gift karna chahiye mujhe.

Anokhi-Sorry. But uske liye compensate kar sakti hoon. Aankhen band karo.

He can feel her lips against his eye lids.

Shaurya-Pepper spray toh pure chehre par mara tha aapne. Toh compensation bhi pure chehre ko milni chahiye.

Anokhi-De dungi but not now. Time zyada nhi hai. Ghar bhi wapas jana hai.

Shaurya-Wahi toh keh rha hoon. Time nhi hai.

Anokhi-PS. I mean I cooked quite a few things. Woh bhi toh kha le.Main course mein noodles hai.

Shaurya-I hope iss baar upar se nhi girega mere sar ke upar.

Anokhi-Nhi naa.

Shaurya-Achaa chalo khate hai.

Anokhi-Btw ek reference miss kia aapne.

Shaurya-Shaurya Sabbarwal apni wifey ko miss karne ke eliva kuch miss nhi karta. I know yeh lights naa. Jisme tum ulajh gyi. And mein tumhare pyaar mein ulajh gya. 

Anokhi-Hmmm exactly.

Shaurya-Wifey toh wahan ceiling aur walls pe lagane ka kya fayda. Tum usme ulajh jati. Tumhe suljhate hue mein tum mein ulajh jate and raat haseen hoti.

Anokhi-Raat ko haseen bana sakte hai family get together ke baad.

Shaurya-Mujhe family get together nhi karni hai. Family badhani hai.

Anokhi-PS!!!! Yeh toh had hai flirting ki.

Shaurya-Apni wifey se hi toh kar rha hoon.

Anokhi-Fir bhi. Abhi dinner kare?

Shaurya-Wifey tumhi setting banati ho aur tumhi mood spoil karti ho.

Anokhi-Ok baba. Abhi kha lo. Romance kar lena baad mein promise.

Shaurya-One sided thodi hai wifey. I love when it is both ways.

Anokhi-Hubby don't restrict at both ways naa.

Shaurya-Wifey! Tum bhi seekh rhi ho.

Anokhi-Ek saal mein itna bhi naa seekhoon. Kya ummed karte ho. I am a good student.

Shaurya-Woh toh assignment se hi pata chalega.

Anokhi-Achaa ji.

Shaurya-Haan ji.

Anokhi-Ok dekh lo. Assignment se agar tumhare hosh naa udde toh dekhlo.

Shaurya-Oh god wifey. Shabdon se hi katl karogi?

Anokhi-Nhi fork se agar tum khana jaldi nhi khatam karoge toh. Then we have ro go back.

Shaurya-Ok kya hi kar sakte hai. Dayan se shadi ki hai.

Anokhi-Dayan haan! Dekhte hai. Now noodles khatam karo chup chap. Fir desert khana hai.

Shaurya-What's there?

Anokhi-Jalebi and rabri.

Shaurya-Jalebi and rabri?

Anokhi-Yes.

Shaurya-And woh cheez jo uss din jalebi aur rabri ke sath mili thi?

Anokhi-Woh bhi sample kar sakte ho bhi.

Shaurya-Achaa ji.

Anokhi-Haan ji.

Shaurya-Chalo then rabri time. And....

Anokhi-Ssshhhh. Kuch cheeze kahi nhi jati bas chakhi jati hai.

Shaurya-Aaahhaaaa.

Rest is between the 2 souls and in your head. 😜

So how was this. Share in comments. It does make my day so would love to have your comments.

Shakhi shortsWhere stories live. Discover now