Part-24

325 57 31
                                    

After lunch Anokhi and Mimi were resting and Shauryas gaze was on them, unwavering, steadily looking for any signs of discomfort or pain. But it was smooth. Mimi woke up from slumber first, talking animatedly about a dream in which she had a magic plate that kept giving her jalebis. It was nice to see her appetite back. The banter they had about sweets woke Anokhi up who appeared a bit dazed and shaken.

Shaurya- Hey! Sab theekh hai. Bas Mimi baatein kar rhi hai. Jalebi ke baare mein.

Mimi- Yes mumma! Jalebi ke baare mein. Jalebi is best. Aap box mein jalebi de do school ke liye. Maza aayega.

Anokhi- Mimi! School mein bhi jalebi. Achaa mein abhi aapke liye ek soup bana dungi. Theekh hai?

Shaurya- Nope soup mein banaunga. Tum baitho. Mein aapke liye tomato soup banunga with lots of vegetables aur uske sath se palak sandwich.

Mimi- Tasty! Ladoo. Thodasa chips milega?

Shaurya- Achaa theekh hai bas thodasa.

Mimi- Yeh mumma chips. Lays blue packet hi khaungi.

Shaurya- OK lays blue packet hi hoga. Ab jaun soup banake lata hoon.

He gets soup, chips and sandwiches which felt like a nice snack. With Mimi feeling better there was some nice chat going on but he could see a drowsy Anokhi, stuffing in some sandwich dipped in soup into her mouth.

Shaurya- Anokhi! Tum ok ho naa?

Anokhi- Haan! Haan! Bilkul. Ab Mimi aapko ladoo papa ne jo banaya pasand aaya.

Mimi- Yes mumma. Ladoo papa mast khana banate hai. Ladoo papa tasty, tasty banate hai. Kal ladoo papa paneer banake do naa. Woh dry, chilly rehta hai woh paneer do naa.

Shaurya- Achaa pakka!

Just then the family enter.

Tej- Ab Mimi puttar kaisa hai mera?

Mimi- Yes bade dadu ji. Mast hoon. Papa mast soup diye hai. Aur mast khana banaye hai.

Tej- Achaa. Bas Mimi ke liye hi banata hai kya? Kabhi hume toh khilaya nhi.

Mimi- Ladoo papa bole hai paneer denge. Pleesh. Aur fish curry bhi. Aur chicken Tikka bhi. Aur ginger aloo bhi. Aur sab banake doge naa aap ladoo papa!

Shaurya- Arre Mimi tab toh ladoo ko college chodna padega!

Mimi- Oh! Chod dena. Bas Anu maa ko pickup karke jaldi lana ghar mein bas! Aap aise late hote ho. Pehle Anu maa fast fast aati thi. Ab late aati hai.

Anokhi- Mimi! Aisa nhi hai. Mumma ko kabhi kabhi kaam aa jata hai. Aur mumma kabhi ladoo ke sath bahar chali jati hai. Coffee ke liye.

Mimi- Cheating mumma. Mimi doodh peeti hai aap sab mast mast khake aate ho! Cheating.

Devi- Arre unhe bahar ka khane do. Mein tumhe sab accha accha banake dungi Mimi.

Mimi- Thank you badi dadi! Ab badi dadi Mimi ek team. Ladoo and mumma alag team. Bad ladoo! Bad!

Shaurya- Arre Mimi! Aisa nhi hai. Achaa aapke ko bhi lein jayenge.

Anokhi- Yes Mimi!.

Aastha- Waise Anokhi kaisi ho! Haan mera bacha?

Anokhi- Theekh hoon. Ma'am. Maa I mean. Ab theekh lag rha hai rest kia thoda toh.

Aastha- Pakaa! Achaa mein dekhti hoon!
Oh Anokhi tumhe toh abhi bhi kafi bukhar hai.

Shaurya- Oh! Kya! Dekhne dijiye mujhe. And he almost jumps across to the other side of the bed and gets really close to her.

Shaurya- Anokhi! Bukhar lag rha hai? Achaa tum rest karo. Yeh naa aise mat baitho. Laet jao. Ruko pillow aise kar deta hoon. Aww. Idhar aao. Jaan. And he starts to pat her head. And makes her rest on his shoulders as Anokhi keeps looking around awkwardly.

Mimi- Ladoo! Mumma ko kya hua? Mumma!

Anokhi- Arre mumma theekh hai.

Shaurya- Aur jitni bhi theekh nhi hai. Ladoo repair kar denge. Ok?

Mimi- OK ladoo. Mujhe softie skin wali mumma chahiye. Red dot mumma nhi.

Shaurya- Mimi! Aise baat karte hai? Haan! Mumma aapka kitna care kar rhi hai. Arre mumma softie hai dil se bas wohi main hai. Ok?

Mimi- OK ladoo. Ab ladoo hum teeno khele! Pleesh.

Shaurya- Nhi mumma ko rest karne do. Mein aur tum khelte hai.
Shaurya kisses her on the cheek and leaves to play with Mimi. Rest of them also leave.

That day evening Shaurya enters the room to find Anokhi stumbling through it.

Shaurya- Anokhi! Arre. Kuch chahiye hota toh keh deti.

Anokhi- Hmmm.

Shaurya- Arre yeh kya haal bana lia hai. Baitho aaram se. Tumhe neend ki zaroorat hai.

Anokhi- Pani do naa thoda.

Shaurya- Haan Haan le aata hoon.

By the time he is back she seemed to be asleep and even on quite a bit of nudging wouldn't stir from the sleep. He grew worried and brought the house down by calling for everyone.

Shaurya- Anokhi! Anokhi! Aankhen kholo. Please jaan. Aankhen kholo. Anokhi! Mein tunhare bina kya karunga. Mein... Anokhi. I feel so lost. Anokhi. Please aisa mat karo. Aankhen khol do. Please Mimi ke liye. Mimi mumma ko bula do.

Mimi- Mumma! Mumma!

Shaurya- Dekho Mimi bhi bula rhi hai ab toh. Mimi rona nhi hai. Mumma theekh hai. Bilkul theekh hai. Mumma ko kuch nhi hoga. Ladoo hai naa! Ladoo sab theekh kar denge.

Mimi- Ladoo! Meri mumma hi hai. Mumma ko repair kar do please. Woh doctor ke kadwe medicine pill do but mumma ko wapas karo ladoo papa.

Shaurya- Mimi! Mein kuch karta hoon. Aap jao bua ke sath baitho. Mein dekh lunga.

Mimi- Ladoo! Mimi ko mumma chahiye!

Shaurya- Beta repair kaise karna hai dekh toh lene do. Tum jao bua ke sath. Mein aapki mumma ko dekh lunga. Plomish!

How was it? Do tell me in comments. Also Mimi ne shukriya bheja hai sabko for jalebi and comments. Chotisi Mimi ko sabka naam yaad nhi hai. But Mimi wants to thank all didis for shweet badu jalebis.

Shakhi shortsWhere stories live. Discover now