Part-48

298 55 27
                                    

At dinner time:-

Shaurya- Shona Anu! Uth jao. Chalo dinner ka time ho gya hai. Khana kha lo. Shonu!!!!!

Anokhi- Ho gya! Arre. Neend aa rhi hai. Panch minutes.

Shaurya- Anu! Kha lo. Waise bhi iske baad sona hi hai. Chalo mein khana leke aata hoon. Khake so jaana.

Anokhi- Sab baat karna chahte honge naa mujhse. Dinner karne neeche chalte hai.

Shaurya- Anu! Tum aaj rest karlo. Kal kar lena baatein. Sab samjhte hai. Family humesha samjhti hai. Ab mein khana lata hoon. Theekh hai.

Anokhi- Nhi aa jati hoon thodi der ke liye.

Shaurya- Sshhh. Chup chap baitho yahan. Kal karna baatein. Aaj rest karlo. Abhi toh tum ghar pe hi ho. Baatein kabhi bhi kar sakti ho.

Anokhi- OK.

Shaurya goes down.

Tej- Kya hua Anokhi kahan hai? Tabiyat theekh hai uski?

Shaurya- Haan. Bas tired hai.

Aastha- Nausea toh nhi hai naa?

Shaurya- Morning sickness toh morning mein hoga naa. Ab theekh hai.

Aastha- Tujhe sab sikhana padega. Ghabra mat tujhe training de denge. Kyunki tujhe zaroorat hai. Nausea kabhi bhi ho sakta hai. Pregnancy mein kuch bhi kabhi bhi ho sakta hai.

Shaurya- Achaa. Mein waise bhi soch rha tha agle hafte ek baar Anokhi ke doctor se bhi mil loon aur sab puch loon but tab tak aap sab guide kar dena.

Devi- Haan. Haan. Ab khana leke jaa uska. Uska sab favorite banaya hai. Usko Manchurian pasand hai naa. Toh woh aur rice aur paneer.

Shaurya takes the food to her. But by looking at the food she gets sad.

Shaurya- Kya hua? Kuch aur chahiye?

Anokhi- Nhi toh! Mein toh bas. Kuch nhi.

Shaurya- Keh do Anu! Paet mein already baacha hai. Secrets ke liye abhi koi jagah nhi tumhare paet mein.

Anokhi- Bas soch rhi thi. Sab kitna alag hai iss baar. Last time Chinese ki bohot craving hoti thi. But yeh sab banna kitna mehnat ka kaam hai. Upar se woh nhi khaenge. Har din chicken chahiye tha usse. And mujhe woh khake bore hota tha. Toh kahan usse fir kehta tha yeh chicken aacha hota hai for baby.

Shaurya- What nonsense! Usko khud jo khana tha wahi banwaya tumse woh insaan. Bas! But tumhe jo pasand hai tum wohi khana. Chalo sab tasty lag rha hai. Kha lo. Aaj jao mooh kholo khila deta hoon!

Anokhi- Shaurya. I love you a lot.

Shaurya- Hmm. Good! But thanks mat bolna. Khane ke baad gaal pe pappi de dena bas. Aur kuch nhi.

Anokhi- Tum bhi naa! Mimi ko khilana hai ab!

Shaurya- Nhi badi maa ne khila dia. Ab kha lo.

Anokhi- Shaurya paneer ka bilkul mann nhi hai. Manchurian pasand hai. But aaj pata nhi paneer dekh ke hi ajeeb lag rha hai.

Shaurya- Koi baat nhi. Plate badal deta hoon!

Anokhi- Par itne pyaar se banaya hai.

Shaurya- Wifey! Alok chachu khushi khushi tumhara hisse ka kha lenge. Ab chalo manchurian aur rice kha lo.

Anokhi- Hmmm!

They have a quite dinner. This is followed by Anokhi going to sleep with Mimi and Shaurya. As Shaurya keeps staring at their sleeping form.

Shaurya- My sweet hearts!!!!

Anokhi- Hmm. Ab tum bhi so jao naa. Come naa jaan!

Shaurya- Hmm. And he snuggles close to Mimi and his Anu!

Next day morning when Shaurya woke up he saw Anokhi on the laptop.

Shaurya- Jaan! Itni jaldi uth gyi?

As soon as she hears his voice, her reflex is to shut the laptop but she stops midway from shutting it. She turns towards him and her face had the smile of a blushing teenager.

Shaurya- Wifey! Very bad subah subah aise videos? Utha deti sath mein dekhte. Aur fir Mimi ke sone ka fayda uthate.

Anokhi- Hawwww! Tum nhi sudhroge. Nhi mein toh bas likh rhu thi. Neend khuli aur likhne ka mann kia. Toh bas.

Shaurya- Achaa achaa tum likho. Mein ek garama garam chai lata hoon tumhare liye. And tumhe aise khush dekh kar bohot achaa lag rha hai.

Anokhi- Thanks.
Anokhi continues her writing.

Shaurya gets Mimi ready and they leave. In the evening Shaurya finds Anokhi sleeping.

Anokhi- Hey tum aa gye!
Anokhi was overflowing with joy and excitement.

Anokhi- Aaj ka din bohot achaa tha! Bada maaza aaya. Likhne mein. Waise tumhe pata hai tumhare liye ek surprise taiyar kar rhi hoon. Jaldi taiyar ho jayega.

Shaurya- Oh I am so excited. Can't wait. Aur mein khush hoon because you are so happy!!!! Aise hi khush rho.....

They spend some time catching up on the day and then Anokhi helps Mimi with homework.  Two days later when he woke up in the morning Shaurya found Anokhi staring at him with her big, beautiful eyes.

Shaurya- Kya hua jaan?

Anokhi- Tumhara surprise ready hai. Dekho toh sahi!

She gives a paper rolled and tied with a ribbon. He opens it and finds a poem. He gets emotional after reading it. And takes her into a hug. After which he says nothing and takes her down to the puja room where he places it near saraswati ji's feet.

Anokhi- Yeh kya kar rhe ho?

Shaurya- Anu! Tumhara hathon aur mann mein maa saraswati basti hai. Itna pyaara likhti ho. Ki kya kahoon. Kaise itni talented ho! Meri mano toh data science chodo. Issi pe focus karo. I know writing mein career stable nhi hota hai. But mein hoon for financial stability. I have never seen you this happy! And you write so well. Issi mein course karo. And become a writer jaan! Please.

Anokhi- Shaurya. Tum itne supportive ho! And see I will do my best to make you proud. Mein apna best dungi!

Shaurya- No jaan! Best dene ki zaroorat nhi. Jo bhi karo bas aise hi khush rehna bas. Mein yhi dua karta hoon tumhare liye!!!!

Anokhi- Mein bhi. Ab tumne keh dia so I will go all out on writing. Aur secretly mein courses bhi dekhe hai. Join karne ke liye writing sample bhejna hai. Ussi pe kaam kar rhi hoon.

Shaurya- All the best wifey! I know tum select ho jaogi!

Anokhi- Hmmm. Thanks. Ab paet mein chuhe daud rhe hai. Breakfast kare?

Shaurya- Yes! Chalo!!!!

How was it! Do comment. I know everyone may find it boring but I wanted to show Anokhi following her passion after not being able to follow it as she was a single mom before. Please, please comment karna.

Shakhi shortsWhere stories live. Discover now