Part-26

339 60 27
                                    

As Anokhi was resting, Shaurya had his eyes on both, Mimi as bubbly as ever and constantly yapping away about the pros and cons of school and Anokhi who was trying to keep her eyes open with great difficulty.

Shaurya- Mimi! Mumma ko sone de? Woh tired ho gyi hai.

Anokhi- Arre aisa...

Shaurya- Sshh.

Mimi- Oh Mumma aap so jao. Aap sote hue bhi cutie hi lagte ho.

Anokhi- Oh meri gudiya! Meri jalebi!

Mimi- Yesh mumma. Mein aur ladoo baat karenge. Aap so jao.

Anokhi- Achaa.

Mimi tries to hug Anokhi and in doing so some of rashes burst and Anokhi winces.

Mimi- Sholly mumma. Galti se mistake ho gya mumma. Sholly!

Anokhi- Arre it's ok.

Shaurya- Anokhi. I can see water and blood. How is it ok? Mimi zyada nhi hua hai kuch but sambhalke Mimi. Aap iss side aa jao. Mein mumma ke wound ko dekhta hoon.
He dabs with cotton and water and used a bandaid as the bubble had already bursted. Anokhi kahin aur pain hai?

Anokhi- Nhi. I am fine.

Shaurya- OK. I have to assume you are speaking the truth or rather I am forced to act on an assumption. Anyways. Tum rest kar lo.

Anokhi-Hmmm.

Shaurya and Mimi keep chatting about all things under the sun. In the evening:-

Shaurya- How I wish I could skip to the good part like in the insta reels! I would skip to our next coffee date jaan.

Anokhi- Ghar pe bhi toh coffee date ho sakta hai. Plus ab Mimi ko pata chal chuka usse bhi le jana padega.

Shaurya- You sound disappointed? Huh!

Anokhi- Shaurya! Trying to bond with a child is so slow.

Shaurya- I like taking things slow yaar both on and off the bed.

Anokhi- What! Shaurya!

Shaurya- Thodasa flirt hi tha bas.

Anokhi- Tum bhi naa. Slow hote toh aise flirt nhi kar rhe hote.

Shaurya- Arre! Yaar. Flirt karne se khud ko kitne din roka haan. Pure teen saal!

Anokhi- What! Tumhe mein tab bhi pasand thi haan?

Shaurya- Honest answer I always admired you. But kuch dino mein it would get a but hot suddenly.

Anokhi- Shaurya!

Shaurya- Arre ab toh shadi ho chuki hai. And secondly tum hi ne pucha tha. Ab tum bolo mein kaisa lagta hoon tumhe.

Anokhi- Acche friend jiski mein bohot respect karti hoon. Aur jo bohot sweet hai.

Shaurya- Bas? Matlab hot nhi?

Anokhi- Arre. Yeh toh nhi kahan.

Shaurya- Exactly kuch kahan hi nhi.

Anokhi- Haan. Tum ho.

Shaurya- Kya?

Anokhi- Wohi. Hot. Kuch dino pe.

Shaurya- Accha. And what's the frequency? Of my hotness.

Mimi- Fe... ency kya hoti hai papa. Aur aapko garmi kyu ho rhi hai papa. Mimi ko thand lag rhi hai.

Shaurya- Huh. Huh. Haan. Naa. I mean fan ka speed sahi nhi hai theekh kar deta hoon.

Mimi- Mumma aap has kyu rhe ho? Papa ne gudgudi ki aapko bhi?

Anokhi- Mimi! Nhi. Aisa nhi hai. Tum aa jao yahan. Toh aaj kya karoge aap?

Mimi- Mumma mein papa ke sath game karungi.

Anokhi- Kaunsa game.

Mimi- Ladoo kaunsa game karna hai. Hide n seek khele?

Shaurya- Nhi. Aapki tabiyat theekh nhi hai. Aap baithke hi khelna.

Mimi- Oh papa. Mimi bore ho jati hai. Papa. Kuch achaa achaa khana hai.

Shaurya- Toho der pehle hi aap soup air sandwich khaye ho. Aur abhi aapko khana hai.

Mimi- Nhi. Nhi. Bas ek chotu chocolate.

Shaurya- Mimi. Humesha chocolate haan. But kya kare papa nhi bigada hai aapko. Humesha aapse milta tha toh lata tha naa. Toh ab aapko har din chahiye.

Mimi- Haan ladoo. But accha hai ab ladoo permanent mere ghar pe aa gye. Maza zyada aata hai. Ladoo ke sath khelne ko milta hai.

Shaurya- Achaa shona. Aapko maza aata hai. Good!

Mimi- Yes ladoo sab games khelte hai aur help bhi karte hai sab mein. Aur ab papa bhi hai mere paas. Yes! Sabke paas acche acche papa hote hai. Par Mimi ke paas best papa hai.

Shaurya- Thanks Mimi bacha. But aapke paas best mumma bhi toh hai.

Mimi- Yes papa. Aap pta aur annual day mein bhi aaoge naa. Mimi ka dance hoga. Aaoge naa aap. Pleesh. Pleesh. Mumma bhi nhi aayi hai aaj tak. Pleesh.

Shaurya- Anokhi tum! Tum bhi nhi gyi ho?

Anokhi- Huh. Haan. Mein bhi nhi jaa payi.

Anokhi rises from her bed.

Shaurya- Anokhi kahan? Anokhi tum...

Anokhi- Shaurya mein jana chahti thi par exam tha mera. Uske agle saal mere job ka kaam aa gya tha. Kaun maa hogi jo apne bache ko function mein nhi dekhna chahegi.

Shaurya- I am sorry. Woh matlab nhi tha.

Anokhi- Par Mimi ko kitna bura lagta tha.

Mimi- Nhi mumma. Aap sab kuch Mimi ke liye karte ho bas. Mimi ko pata hai Anu maa loves Mimi most and ladoo papa also. Mumma ko homework milta hai bohot isliye mumma nhi aa pati naa...

Anokhi- Oh Shona! Meri Mimi Jalebi.

Mimi- Yes mumma. Aap sad mat hona. Mimi ko sabse pehle dikhayegi Mimi ka dance. Mimi loves mumma.

Anokhi- Oh Mimi!

Mimi- Aap ro kyu rhe ho?

Shaurya- Aapki maa bohot emotional hai. Bohot roti hai.

Mimi- Haww! Papa. Mumma sirf Mimi ke liye hi roti hai.

Anokhi- Bacha. I love you. Bas aap meri life ki sabse badi khushi ho.

Shaurya- Aur mein? Kuh aukat hai yaa nhi. Yaa bas ladoo hi banke reh gya haan!

Anokhi- Shaurya kabhi nhi socha tha! Yeh din aayega. Itna beautiful day aayega socha nhi tha. Shaurya mera bhi koi khayal rakhega.

Shaurya- Arre mother India. Ab hai aur rahega ok! I know tumne bohot hardships face ki hai. But ab nhi karna padega. Mein yeh nhi promise karunga ki I will face them for you because I don't want to protect you from growing but I am there all the way. Anokhi I can't imagine what it is to have a child all alone. And make her into this beauty all alone. But abse mein hoon naa. And you want to share anything that you felt, any past experience I am always there. Mein janna chahta hoon about your life Anokhi. I want to know your past pains or all those things which you couldn't tell anyone. I want to hear.

Anokhi- Shaurya! Thanks nhi kahunga. Aisan nhi hai tumhara. Tum mere apne ho. Mimi ke baad tum hi toh mere apne.

Shaurya- Haww! Mimi ke baad. Dekha Mimi aap hi ko pyaar milta hai sabka. Mera aur mumma ka. Papa ko toh milta hi nhi hai mumma ka pyaar.

Mimi- Oh Ladoo. Achaa Mimi ka request aap papa ko bhi thodasa pyaar dedo. Thodasa mumma.... Pleesh.

Anokhi- Achaa mumma ko theekh hone do toh phir dher sara pyaar degi papa aur aapko.

How was it? Do comment.
Mimi ki taraf se thanks hai sabko. Har din aake Mimi se milne ke ke liye aur jalebi, rabri aur pyaar ke liye. Mimi choti hai naa naam yaad nhi rehte hai sabko. Fir bhi sabko thanks, pyaar aur teacher ne sikhaya sadar pranam.
Aapki pyaari
Mimi urf Jalebi


Shakhi shortsWhere stories live. Discover now