Part-6

462 63 35
                                    

Kanchan- Shadi ke liye outfits decide ho gyi? Kya pehnoge.

Both Shaurya and Anokhi together replied- Jo Mimi ko pasand hai.
And looked at each other.

Mimi- Yeah!!!! Mein select karumgi?

Shaurya- Haan. Come.
And he makes her sit on his laps and turns through pages of designs. Mimi selects a pink lehenga for Anokhi and lavendar sherwani for Shaurya.

Mimi- Mumma, ladoo yeh pehno!

Shaurya- Achaa theekh hai. Mimi aapko kya pehna hai?

Mimi- Mumma jo pehne same to same.

Anokhi- Mimi bachon ke kapde toh alag honge naa. Aise kaise same pehnoge aap. Hum same color denge.

Mimi- No. Same chahiye. Matching Matching......

Anokhi- Mimi dekho aapke liye yeh pyara hai. Yeh le please?

Mimi- OK! She was not happy still.

On day of wedding, Anokhi wanted to get Mimi ready first. So she was going to start to doll Mimi up but Shaurya appeared.

Shaurya- Anokhi tumhe ready hone mein time lagega. Mein Mimi ko ready kar doon please?

Anokhi- Par!

Mimi- Ladoo aap karoge ready? Mimi ko?

Shaurya- Yes.

Anokhi- Shaurya! Suno.

Shaurya- Haan bolo.

Anokhi- Thanks!

Shaurya- Arre tum ready ho jao jaldi.

Anokhi was already happy. She had not even got married that Shaurya had shared the responsibilities with her and gave her the simple joy of being able to take time to get ready for your own wedding which was hard for a mother.

When Anokhi had finished, her mind first traveled to Mimi and how she would look. When she made her way to the mandap she saw Mimi looking beautiful. Her daughter looked the prettiest in the exact same lehenga which she was wearing. Which means Shaurya had sourced it. Which meant an almost untouched face. Her hair done up extremely well. Which meant Shaurya chose to not to do makeup to preserve her inner beauty and to make her feel beautiful with what she looked like.
She was so lucky to find a father for Mimi who kept her lime she was. The shadi took place with Mimi sitting in between her parents. It was a simple affair with just pheras and Vachan. After which they took the blessings of elders.

Mimi- Ladoo papa Mimi ko bhook lagi hai.

Shaurya- OK chalo khana khate hai. Aaj Mimi ko papa khilayenge ok. Mumma ko change karne do comfortable kapdon mein. Ok?

Anokhi wondered how he understood everything about her. And she went to change and Shaurya had fed Mimi.

Mimi- Ab mumma ko bhi khilao naa pleech. Aap bole mumma tired hogi toh khila do naa. Yaa phir mujhe mere chote hath se khilana padega aur usme time lag jayega.

Anokhi- Mimi! Mumma kha legi ok.

Mimi- Please papa! Anu maa ko tired lagta hai toh Mimi ko achaa nhi lagta.

Shaurya- Anokhi aa jao naa. Mein khila deta hoon.

Kanchan- Wow bhaiya! Iss moment ka pic toh banta hai.....

Shaurya- Kanchan tum bhi naa. Aise standard pics nhi chahiye.

Kanchan- Toh kaise pics chahiye?

Shaurya- Kanchan!

Mimi- Yes photo! Meri bhi lo pleech. Ladoo aur Anu maa ke sath. Meri photo nhi hai. Pleech. Anu maa! Pleech ladoo!

Shaurya- OK! Ok! Come Mimi.

Kanchan- Waise Shaurya bhaiya honeymoon ka kya plan hai?

Shaurya- Kanchan! Mimi hai!

Mimi- Ho..n.. mun kya hota hai papa?

Shaurya- Mimi! Tum, mein aur mumma ghumne jayenge. Theekh hai. Kahan jana hai Beach yaa mountain?

Mimi- Mimi ko pani bohot pasand hai. Beach!

Shaurya- Mil gya ab jao Kanchan. Aur kuch kaam karlo. Jao tickets book karke aao.

Kanchan- Kitne din ki bhaiya?

Anokhi- Do din? Usme beach dekh lenge.

Shaurya- Huh! (With bewildered eyes) Do... Haan theekh hai do din kardo Kanchan.

Kanchan- Haww! Do din mein kaise hoga. Do din mein Beach toh dekh logi but... bhaiya?

Shaurya- Shut up! Kitni baar samjhaoon Mimi hai.

Mimi- Mimi toh hai papa. But mujhe aur din ke liye jana hai. Pleech. Mein kabhi beach nhi gyi.

Shaurya- Toh theekh hai teen din...

Kanchan- Aap Anokhi se kitna darte ho...

Shaurya- Achaa das din ab khush. Mooh band rakho aur jao. Kuch kaam karlo. Aur tab tak mein aur Mimi baatein karte hai.

Kanchan- Bhaiya yeh aapke aur Anokhi ke baatein karne ka waqt hai. Mimi aap chalo mere sath aaj ke liye. Aaj aap bua ke sath rahoge. Aa jao.

Shaurya- Nhi Mimi aur mera first day hai so no.

Kanchan- But Anokhi aur aapka bhi toh....

Shaurya- No. Mimi ke liye yeh jagah naya hai, log bhi naye hai so no. Mimi ladoo ke sath rahegi hai naa?

Mimi- Agar ladoo papa jalebi denge toh hi rahungi.

Kanchan- Achaa bua degi jalebi chalo.

Shaurya- Arre!

Mimi- OK bua! Jalebi do naa. And she starts to walk behind Kanchan. Btw aapko naam nhi dia abhi bhi kya naam doon? Chamcham ho aap.

Kanchan- Achaa. Thanks. Aaj se chamcham bulana ok. Ab chalo. All the best bhaiya! All the best Anokhi!

Kanchan leaves.

Sbaurya- Anokhi rest karlo. Monday se office bhi jana hai naa.

Anokhi- Aap tired ho?

Shaurya- Nhi toh. Woh toh tum... tired lag rhi thi toh.

Anokhi- Nhi mein theekh hoon.

Shaurya- Mimi ke eliva toh kabhi baatein hi nhi hoti zyada. Tum bolo apne baare mein.

Anokhi- Fir bhi aapko sab pata hai naa.

Shaurya- Abhi tumhara professor nhi rha. Tum kaho naa!

Anokhi- Tum. Tumhe sab pata hai mere baare mein.

Shaurya- Hmmm. Tumhe bhi pata chal gya hoga. Anyways..... Bed la kaunsa hissa chahiye left yaa right?

Anokhi- Usse kya farak padta hai?

Shaurya- Suraj ki roshni left side pe pehle girti hai toh left side pe so jaogi toh neend disturb ho jayegi. Aur woh nhi chahta.

Anokhi- Aap. I mean tum kitne acche ho.

Shaurya- Tum bhi. Best ho. Best mom.

Anokhi- Koshish karungi best wife baneki.

Shaurya- Naa. Jaisi ho perfect ho. Toh kuch karne ki zaroorat nhi hai. Typical wife nhi chahiye. Koi checkbox nhi hai mera. Bas chahta tha koi ho toh tumhare jaisa dil ka saaf, caring bas. Air kya chahiye hoga? Haan agar tum mujhse waise pyaar naa kar pao toh koi baat nhi. Kal kisi... I mean kisi aur se ho jaye pyar toh bhi koi baat nhi. Maine toh bas Mimi ke liye kia yeh. Kyunki I love Mimi.

Anokhi- Hmm. Mere liye bhi same. But sirf Mimi ke liye?

Shaurya- No! I mean Mimi pehli wajah hai par mein hume ek mauka dena chahta hoon agar tum chaho toh.

Anokhi- Achaa! Mein bhi.

Shaurya- Hmmm.

Anokhi- Hum dono hmmm bohot kehte hai naa.

Shaurya- Hmmm. And they laugh over it.

How was it? Do comment please! I hope you all liked? When people want me to stop let me know.


Shakhi shortsWhere stories live. Discover now