Part-23

351 57 40
                                    

Shaurya, Anokhi stayed with Mimi and showered her with all the love they could. They kept talking to her and comforting her. Anokhi would keep telling her sweet stories. It was dusk and Mimi was still in pain from rashes. She was having tears in her eyes.

Anokhi- Mimi. Bacha. Sorry Mimi. Mein kuch bhi nhi kar paa rhi.

Mimi- Mumma mat jao pleesh. Yhi rho.

Anokhi- Mumma kahin nhi jayegi.
Shaurya dekho naa uske rashes badhe hai. Mein kya karu! Meri Mimi.

Shaurya- Anokhi aise panic mat karo. Karne se kuch nhi hona hai. Tum rooge toh Mimi aur darr jayegi. Please naa. Mein doctor se baat kar lunga. Kuch aur dawai dena hai yaa nhi.

Anokhi- Haan! Karo lo naa baat.

Shaurya- Theekh hai aata hoon.

Anokhi- Mimi! Shona. Aap kuch khaoge? Dekho lunch ka time ho gya.

Mimi- Naa mumma. Gala accha nhi hai.

Anokhi- Mimi. Dekho mein pyaar se khilaungi. Aapko jo chahiye. Paneer hai Mimi aaj. Palak paneer pasand hai gudiya ko!

Mimi- Hmmm. Palak paneer. Roti nhi mumma sirf paneer.

Anokhi- Aise kaise! Chawal thodasa. Achaa aur mumma dal bhi layegi. Aapko dal makhini bhi pasand hai. Woh bhi hai aaj. Mumma ne banake rakha hai.

Mimi- No. Nhi khana. Yellow color ki daal hi chahiye.

Anokhi- Achaa papa ko aane do. Fir mumma bana degi.
Shaurya comes and tells doctor had suggested antibiotics and he had already someone to get it.

Anokhi- Shaurya tum Mimi ke paas rho. Mein yellow dal bana deti hoon Mimi ke liye.

Shaurya- Anokhi! Tumhari tabiyat bhi toh kharab hai haan? Maa bana degi.

Anokhi- Usse mere hath ki hi khani hoti hai jab beemar hoti hai.

Shaurya- Tum mom ko recipe bol do. Woh bana degi. Anokhi you need rest, Mimi needs you isliye laparwahi nhi. Tum Mimi ke paas hi rahogi.

Mimi- Mumma black dal chalegi. Aap mat jao. Pleesh. Mimi ko darr lag rha hai. Pleesh mumma.

Anokhi- Achaa. Aap mat daro Mimi. Doctor uncle medicine diye hai. Aap wph loge toh theekh ho jaoge. Mimi!

Shaurya- Yes. Dekho mumma hai.

Mimi- But mumma aap toh matching matching lag rhe ho. Aapke face pe bhi same hai. Red dots aaye hai. Mumma aapke dots mein bhi pain hai?

Anokhi- Naa Mimi. Mumma ka dots mein pain nhi hai. Aur aapke dots mein bhi pain kam ho jayega ok? Mimi ab mein khana banwakar aati hoon. Jaldi aaungi. Aur ladoo papa toh hai naa.

Mimi- But mumma hi chahiye.

Anokhi- Panch minute. Aap counting karo ek se 100 mumma aa jayegi.

Mimi- Hmmm.

And before Mimi could complete Anokhi was there but Shaurya was there completely for Mimi. He was constantly patting her head and occasionally giving a kiss on her forehead.  He was counting with her.

Anokhi- Mimi! Bacha mumma is here. Mumma ab aapke sath hi rahegi. Theekh hai Mimi.

Mimi- Mumma ek story. Pleesh. Pleesh mumma.

Shaurya- Ladoo sunaye?

Mimi- Mumma ki woh story chahiye. 

Shaurya- Beta mein dusri sunata hoon naa?

Mimi- Mumma hi chahiye.

Anokhi- OK Mimi! Shona mera.

And she tells her story.

Anokhi- Abhi mumma khilayegi.

Shaurya- Aaj ladoo khila de? Mumma ko bhi khana hai naa.

Mimi- Mumma! Softie hath hai. Unka hath chota hai. Mooh mein fit hoga. Aapke nhi hoga. Bada bada hath hai.

Despite the situation, Shaurya and Anokhi laughed over it and Anokhi fed Mimi bit by bit. But someone had made their minds so they brought food and started feeding Anokhi.

Anokhi- Yaa! That's confusing. Tum khila rhe ho Mimi ko khilana hai. 2 mouths to focus on so getting confusing.

Shaurya- Sshhh bas madam ki bahanebazi suniye. Madam! Aapko khila rha hoon toh chup chap kha lijiye. Natak mat kariye.

Anokhi- Arre.
When she was opening her mouth to speak he quickly feeds her. Mimi laughs.

Mimi- Mumma!
And she laughs.

Anokhi- Oh Mimi! Tum aisi hi smile karte rehna.

Mimi- Ladoo hasate hai. Dimaag mein gugudi hoti hai.

Shaurya and Anokhi laugh at her weird explanation.

Shaurya- Mimi gudiya ab khana ho gya hai aap sleep karoge. Aur mumma bhi sleep karengi. Anokhi don't worry mein nazar rakh rha hoon Mimi pe I promise. So jao.

How was it? Please do comment. Mimi ke liye thodasa get well soon wishes bhej dena comment mein.

Shakhi shortsWhere stories live. Discover now