Part-20

334 56 40
                                    

On parents day-

Kid- Mimi yeh tumhare mumma, papa hai?

Mimi- Nhi. Yeh mumma aur ladoo hai.

Kid- Ladoo! And the Kid starts to laugh.

Mimi- Yes ladoo. Mera best fend hai. Ladoo! Ladoo!

Kid- Ladoo uncle! Woh ladoo banate hai kya?

Mimi- Nhi toh. Woh toh mujhe ladoo bohot pasand hai.

Kid- Yes. Isliye tum moti ho! Hahaha.

Mimi starts to cry.

Shaurya-  Kya hua Mimi?

All the kids start to laugh.

Kid- Dekho aa gya Mimi ka ladoo!

Shaurya- Haan aa gya. Aur Mimi kya hua? Kisine kuch kahan? Mimi!

Mimi- Ladoo! Woh... woh ... moti... bola.

Shaurya- Toh usme kuch bura nhi hai. Moti hone mein kya bura hai. Ladoo bhi mota tha. Par ab dekho. Mimi yeh sab important nhi hai. Tumhara dil important hai. Bas. Chalo mere sath.

Later all parents were supposed to come on stage.

Shaurya- Mein Shaurya Sabbarwaal. Mimi ka... Mimi ka dost....

Kid- Mimi tumhare papa kahan hai? Yeh kaun hai!

Kid- Mimi! Tumhare papa marr gye? Yeh step father hai?

Kid- Tumhe pata hai step father bohot evil hote hai.

Kid- Woh mummas se door karte hai.

Kid- Maine toh sunna step father stick se marte hai. Mimi uski shadi tumhari mom se hui toh woh sirf step father hi hue naa.

Mimi starts to cry.

Shaurya- Mein.. mein... Mimi se bohot pyaar karta hoon. Aur mujhe lagta hai woh kafi hona chahiye. Zaroori nhi har family same ho. Zaroori hai ki har family mein pyaar ho. Aur humare family mein bohot pyaar hai. Hum sab mil julke rehte hai. And I am so lucky ki mein Mimi se mila. Mila meri princess hai. Aur Mimi se pyaar karne ke eliva mein college mein teacher hoon. Bas itna hi kehna tha.

Anokhi has tears in her eyes.

Anokhi- Mein Mimi ki mumma hoon. Aur mein bhi Mimi se pyaar karti hoon. Woh meri gudiya hai. Meri jalebi ka tukda. Woh iss duniya ki sabse pyaari bachi hai. And Shaurya ne sahi kahan. Shayd humari family thodi alag hai but bohot special hai. Mein office mein finance department ka kaam karti hoon.

Once they both had spoken Mimi ran away. Seeing that Shaurya was in tears. His Mimi was embarrassed because of him.

Shaurya- Mujhe aana hi nhi chahiye tha.

Anokhi- Aisa mat bolo. Woh bohot choti hai.

They go home.

Mimi- Mumma mujhe step father nhi chahiye.  Mujhe papa nhi chahiye.  Sab bole ki ladoo step father hai. Step father evil hote hai mumma. Woh Mimi ko aapse door kar denge.

Anokhi- Mimi! Aapko pata nhi aap kitne lucky hai. Kitne aise log hai jinke mumma papa nhi hote. Aapke hai. Aur Mimi aaj sun lo. Ladoo tumhare papa hai. Woh tumhare dusre papa jaise bilkul nhi hai. Jo hum janam dete hai zaroori nhi ki woh humare papa ho. Papa toh woh hote hai jo hume dher sa pyaar karte ho. Aur Ladoo tumse bohot pyaar karta hai. Bohot bohot pyaar. Shayd unhone tum janam nhi dia. But tumhare liye sab kuch karte hai. Tumhe yaad hai tumhe jab gir gyi thi school mein ladoo kitna roye. Jab mumma ko bad uncle ne mara tab ladoo ne mumma ki kitni help ki. Ladoo mumma ke best friend hai bacha. Jo mumma kisise ne keh sakti, woh ladoo se kehti hai. Jaise aap mujhe aake sab bolte ho. Aapko pata hai mumma ko kuch din pehle pain tha toh ladoo ne mumma ki help ki. Kya yeh sab important nhi hai. Kya sirf woh papa hai jo tumhe bhul gye. Woh insaan papa nhi hai beta. Woh bura person hai. Ladoo papa hai tumhare. Aur aaj ladoo ko aapke wajah se kitna bura laga pata hai?

Mimi- Mumma! Par....

Anokhi- Tumhe ladoo best friend nhi chahiye kya? Agar ladoo bol de aisa tumhe kaisa lagega.

Mimi- Bura!

Anokhi- Fir aaj ladoo ko kaisa laga hoga?

Mimi- Bura!

Anokhi- Aur Mimi baat sun lo meri Ladoo mere best friend hai. Aur mein kabhi apne best friend ko nhi chodti.

Mimi- Mumma! Sholly.

Anokhi- Ladoo se kaho yeh. Mujhse nhi.

Anokhi leaves.

After sometime.....

Shaurya- Anokhi! Mimi theekh hai? Abhi bhi ro rhi hai? Uska favorite chocolate laya hoon dekho. Aur jalebi bhi. Mujhe jana hi nhi chahiye.  I mean shayd mein dost hi theekh hoon. Maine tumse shadi ki thi Mimi ke liye. Aur ab sab kharab kar dia.

Anokhi- You said you liked me Shaurya! Mein sirf Mimi ki maa nhi hoon.

Shaurya- Anokhi. Mera woh matlab nhi tha. Sorry.

Anokhi- Hmm.

Shaurya- Anokhi! Mimi toh mujhse naraaz hai hi tum mat ho jao. I have always been honest. I hadn't been in love when I married you but now I am starting to love you.

Anokhi- Me too Shaurya! I am sorry Mimi ki taraf se. Woh choti hai. Usse nhi pata kitni lucky hai usse aise father mile hai. Aur usse jis din pata chalega ki tum meri kitni care karte ho, woh samjhegi ki jo baatein mein kissi se nhi keh payi tumse kahan, jo aansoon mein hide karti thi woh tumse share kia.

Shaurya- Anokhi! Maine kuch nhi kia ok. Bahar wala nhi hoon. And Mimi mujhe kuch bhi samjhe mein usse meri pari manta hoon. Woh meri gudiya hai. Mein uske liye sab karunga zindagi bhar. Usse protect karunga, uska homework kar waunga, usse khana khilaoonga, uski jalebi laake dunga.

Mimi- Sholly ladoo! Sholly! Mimi ne tumhe step father bola. Step father agar evil hota hai tum step father nhi ho ladoo. Tum toh mere father ho ladoo. Kyunki mere book mein jo jo father ke baare mein likha hai woh sab tum karte ho. Tum mere papa ho ladoo. Mera aur koi papa nhi. Aaj se tum hi papa ho. Permanent papa. Mere ladoo papa. But ladoo papa dantenge toh nhi naa? Woh marenge nhi? Mujhe boarding school mein nhi daloge naa?

Shaurya- No jaan. Kabhi nhi. Tumhare bina toh ladoo papa reh hi nhi payenge. And I am sorry. Ki meri wajah se tumhe sab sunna pada.

Mimi- No ladoo papa. I am sholly! Sholly ladoo papa.

Anokhi- Aww. Finally Mimi!

And she hugs Mimi and they share a family hug.

How was this update? Please comment kar dena! Pleesh. Mimi ne manga comment. So pleesh kar dena! Aage kya chahiye iss story mein woh bhi bata dena.

Shakhi shortsWhere stories live. Discover now