Part-7

459 63 30
                                    

Anokhi lands up at Shaurya's room where all her luggage had been transferred. She started unpacking her stuff and finding her nightwear. It had been a long day full of rituals.
Mimi entered.

Mimi- Mumma sula do naa.

Anokhi- Mimi mein change karlu fir sula deti hoon.

Shaurya- Arre Mimi. Aaj ladoo sula denge. Chalo.

Anokhi- Arre nhi mein aati hoon panch minute mein.

Shaurya- Aa jao Mimi. Aaja ladoo ke sath sona hai tumhe.

Mimi- Ladoo aap story bhi sunaoge?

Shaurya- Yes! Aaj jao.

Shaurya narrates her the story he had always heard Anokhi narrate which made her emotional.

Anokhi- Thanks.

Shaurya- No problem wifey! Mera matlab hai Anokhi.

Anokhi- Aap wifey bula sakte ho.

Shaurya- Tumhe bura nhi laga naa?

Anokhi- Naa mujhe kyu!

Shaurya- Achaa. Ab tum bhi so jao. Mein chalta hoon.

Anokhi- Arre aapka hi room hai. Mujhe problem nhi hai koi. Aap so jaiye. I mean tum bhi so jao. Tired hoge.

Shaurya- Waise Anokhi kal kya karna hai? Kal Sunday hai naa. I mean yaa toh Mimi ke sath ghumne jaa sakte hai yaa phir hum. Hum dono. Jaisa tum chaho. Kabhi tumhe jaane ka mauka nhi mila toh! Bas. Isliye. Agar tum chaho. Bas tab bhi jayenge.

Anokhi- Achaa. Toh lunch pe chale. I mean mein aur tum. Mimi ko jaldi khilake chal sakti hoon. Yaa breakfast pe Mimi ke uthne se pehle?

Shaurya- Hmm. Lunch pe chalte hai? Tumhe Indian pasand hai naa toh...

Anokhi- Par tumhe Chinese.... Aur waise bhi shadi mein menu mostly Indian tha toh Chinese kar le?

Shaurya- Achaa. Misu chalte hai.

Anokhi- OK! Maza aayega.

Next day:-

Shaurya helps Mimi with homework the first thing in the morning. He just wanted to take the responsibility from Anokhi and give her the time she didn't find for herself over the years. First Anokhi finishes feeding Mimi and then tries to deck up. She wears a white anarkali and Shaurya sports a casual shirt with jeans and the white sneakers which was Anokhi's first gift to him. It surprised him that day when she gifted him. He just loved the gift and would wear it all the time. On his hand was the watch Mimi had selected for him. Anokhi on the other hand was wearing beautiful, classic jhumkas which had been Devi's gift when she had been accepted.

At the restaurant:-

Shaurya- Toh tum kya logi?

Anokhi- Aap kariye naa kuch acchasa order but mujhe aaj fish khana hai.

Shaurya- Achaa. Ek acchi fish dish kar deta hoon. How about silken tofu in black bean sauce, rice, chicken teriyaki and fish mein steamed basa?

Anokhi- Hmm. Sounds tasty. Thodasa juice bhi kar lena chahiye.

Shaurya- You won't drink? Wine atleast?

Anokhi- Huh. Shaurya aaj se pehle I had to be very careful about drinking. I mean Mimi hai. Uska dhyaan bhi rakhna hai. Toh kabhi bhi mauka nhi mila.

Shaurya- Achaa aaj mauka bhi hai. Pilo. Mein order karta hoon.

They have a smooth lunch where they make small chatter about work, about Mimi but also each other.

Shakhi shortsWhere stories live. Discover now