Part- 34

359 53 25
                                    

Anokhi was back from her therapy session with Shaurya.

Mimi- Mumma aaj kal aap bus stop se nhi pick up karne aate ho mujhe. Mumma Mimi ko achaa nhi laga.

Shaurya- Mimi beta. Aisa nhi kehte hai. Morning mein toh mumma ne aaj aapko drop bhi kia. Haan? Mumma ko kaam rehta hai naa office ka.

Mimi- Kyu mumma! Baki mumma aati hai. Meri mumma hi nhi aati.

Shaurya- Arre beta. Aisa nhi hai Mimi. Mumma ko office ka kaam rehta hai. Aur dadi aati hai naa aapko pickup karne yaa badi dadi yaa bade dadu. Koi n koi aata hi hai.

Anokhi- Achaa Mimi mein aa jaungi.

Mimi- Thanks mumma.

Shaurya- Achaa Mimi kal se papa aayenge ok. Aapko pickup karenge.

Mimi- No mumma! Pickup karo.

Shaurya- Mimi! Pehle sab aapki mumma ko karna padta kyunki woh akeli thi but ab papa bhi hai. Aur mumma papa sab 50-50 karenge, pyaar bhi aur kaam bhi. Aur isliye bas kal se mein pickup karunga aapko bus stop se.

Mimi- Papa! But I love mumma more.

Shaurya- Mimi! Koi zid nhi. Aap mumma se pyaar karte ho naa fir mumma ko bhi toh rest milna chahiye naa. Woh humesha kitna kaam karti hai haan. Please mera shona Mimi.

Mimi- Woh toh hai papa. Mumma always working hi rehti hai.

Shaurya- Toh shona. Please. Mumma ko rest karne do. Papa pickup karenge.

Mimi- No, no dadi hai naa. Papa you also always working. You also rest papa.

Shaurya- Kyu? Mimi ko papa ke sath nhi aana.

Mimi- Oh papa. Papa toh mumma ki hi sunte hai. Mimi ko jalebi aur ice cream nhi denge. Dadi ko pata lungi papa.

Anokhi- Mimi! Haan kabse chal rha hai yeh?

Mimi- Sholly mumma please.

Devi- Arre sorry beta ek hi din dia tha usse.

Anokhi- Badi maa woh baat nhi hai. Woh bas Mimi ke sehat kharab naa ho bas. Khair Mimi only one ice cream in one week. Achaa mumma aaj aapko noodles degi. Chalo Mimi.

Shaurya- Anokhi yaar rest karlo naa thoda.

Anokhi- Shaurya mein beemar kahan hoon bas doctor ne kahan ki therapy ke liye jana hai mujhe kuch nhi hua. And you know it jaan!

Shaurya- Anokhi it is not about that. Since I got married to u mein yehi soch rha tha ki Anokhi jaan mein chahta hoon ki tumhare sath responsibility share karoon. Kitna kuch karti ho. Job, Mimi ka dhyaan rakhna. Every single thing tumne alone kia. Ab mein chahta hoon ki tum thodasa life enjoy karo. Ghumo, firo, TV dekho jo bhi ho apne liye kuch karo. And I think I told ki mein chahta hoon tum apma masters pura karo. Life mein sapne dekho.

Anokhi- Shaurya I know. But I have Mimi. And she is my life.

Shaurya- And you are mine. So mere liye. Please! Chalo ab yeh sab kya baatein lekar baith gye. Mimi chalo fresh ho jate hai. Mumma tab tak thodasa rest kar legi. Ok?

Anokhi- Shau...

Shaurya- Sshh. Jao aur rest karo. I know therapy ke baad tumhara mood kharab rehta hai and tum Mimi ke paas rehti ho to feel better but you can find other ways to feel better Anokhi. Chalo jao baitho thodasa relax karo. And mein aa rha hoon Anokhi aapka mood sudharne.
Ab meri taraf mat dekho. Chalo, chalo jao.

Anokhi goes on the bed and thinks of what she is going to do till Shaurya comes. She picks up the newspaper on which Shaurya did puzzles and sees half done puzzle. But she would never be the spoil sport. So she just looks at the clues and puts it away. Then she she thinks to watch some TV. And switches it on. She finds a random movie that seemed familiar. She must have started watching it and lost track amid her hectic schedule and starts to watch.

Shaurya- Oh wifey is watching movie! Achaa yeh lo juice laya hoon. Pi lo achaa lagega.
He makes her drink the juice.
Ab film dekhte hai. Kuch khaogi? Haan?

Anokhi- Arre baitho movie khatam ho jaegi. Mujhe tumhare sath dekhni thi.

Shaurya- Arre wifey!

Anokhi- Silence hubby.

She takes his arm and rests her head on it.

Anokhi- Hubby!

Shaurya- Bolo wifey!

Anokhi- Woh neend aa rhi hai.

Shaurya- Arre toh so jao naa wifey. Movie dikhaunga yehi wali I promise. Ab so jao.

Anokhi- Sach?

Shaurya- Haan!

Anokhi- Thanks hubby. I love you.

Shaurya- Pehli baar keh rhi ho wifey. Aur woh bhi aise aadhi neend mein? Par jaise bhi ho kahan toh sahi. I love you too wifey.

Anokhi- Hmmm. Good night hubby.

Shaurya- Good night wifey.

Anokhi- Achaa please aaj ke liye Mimi ki diary check kar doge?

Shaurya- Haan! Kyu nhi. Tum so jao phir jaata hoon.

Shaurya puts Anokhi to bed. He was checking Mimi's diary when he hears Anokhi screaming. He immediately rushes with Mimi trying to run behind to see her mumma.

Mimi- Mumma! Mumma!

Shaurya- Hey Anu! Kya hua? Haan.
Bura sapna tha bas. Shhh.

Anokhi- Hmm. Aaj jo bura sapna hai woh kal mera sach tha. Shaurya. I don't like it. To think it is my past.

Shaurya- Anu! Uske eliva bhi tumhare past mein bohot kuch hai naa jaan. Anu! I know tum bohot zyada affected ho iss cheez se but meri jaan hum sab yahan hai. Kuch bhi share kar sakti ho. Haan? Meri Anu jaan.

Mimi- Mumma. Aise rote nhi mumma. Mumma beemar pad jaoge. Teacher ne danta? Aapki mumma toh hai hi nhi toh dantega kaun.

Shaurya- Mimi! Aise baat karte hai mumma se?

Mimi- Mimi ne toh bas sach bola. Mumma nhi hai naa Anu maa ki.

Shaurya- Mimi! Aap jao khelo. Aur haan Anu maa ki bhi maa hai Aastha dadi aur badi dadi.

Mimi- Matlab same same parents apke? Matlab aap brother sister ho?

Shaurya- Nhi Mimi. But mummas woh hoti hai jo care karti hai bachon ki. Aur woh dono hum dono ki care karti hai bas. But woh waisi mumma nhi hai.

Mimi- Matlab 2 type mumma hai. Anu maa type and dadi type?

Shaurya- Yes Mimi.

Mimi- Aise batao naa. Papa warna samjhega kaise?

Shaurya- Achaa ab hua tumhara? Chalo khelo. Let me care for mumma. Chalo.

Mimi- Toh aap bhi mumma ke mumma hue? Care karte ho aap naa?
She starts to giggle.

Anokhi- Mimi naughtiness Haan? Jao ab khelo.

How was it? Comment please. These days not getting Comments.

Shakhi shortsWhere stories live. Discover now