That unfateful day-2

445 42 13
                                    

(Names of places and law enforcement agencies have been changed. Abbreviation full form in brackets.)

Anokhi-Shaurya di! Di kahan hogi. Woh lobby ki taraf gyi thi. Aur mein upar thi. But ab! Ab kahan dhoodoo. Mein. Lift nhi hai. Mujhe seediyon se but kuch awaz aa rhi hai. Mein wahan se kaise. Jaoon yaa nhi. Mujhe jana hoga. Di ko fhoodne.

Shaurya-Anokhi chupi rehna. Hilna mat. Anokhi they are dangerous people. Maine dekha hai.

Anokhi-Tumne?

Shaurya-Cafe mein bhi hua tha. Isliye keh rha hoon Jahan ho chupe rehna.

Anokhi-Tum theekh ho? Safe ho?

Shaurya-Haan wahan se bhag gya tha. Ghar pe hoon. But aa rha hoon tumhare paas. Tum mat ghabrao. Babli di mil jayegi.

Anokhi-Shaurya mujhe di ke liye bohot darr lag rha hai.

Shaurya-Anokhi kuch nhi hoga. Kuch nhi hoga.

Everyone sees Shaurya leaving.

Shaan-Shaurya kahan jaa rhe ho?

Shaurya-Palace hotel.

Shaan-Shaurya! Tum wahan Jake kya karoge baitho yhi.

Shaurya-Nhi baith sakta. Anokhi aur Babli. Dono wahan fase hai. Mujhe jana hoga.

Aastha-Kya? Unse baat hui phone pe.

Shaurya-Sirf Anokhi se. Babli ka phone nhi lag rha.

Shaan-Oh my god. Hum bhi chalte hai.

Shaurya-Nhi dad. Mein sambhal lunga.

Shaan-Shaurya mein aa rha hoon and that's final.

Aastha-Shaan shi keh rha hai. Mein bhi aa rhi hoon.

Shaurya-Haan ab sabko chalna hai. Picnic pe nhi jaa rhe. Mein Anokhi ko dhundoo yaa aap logon ki chinta karun. Ghar pe Shanti se nhi ruk sakte aap? (He is rude on purpose as he knows that's the only way they won't come with him. He wanted them to be safe at home.)

Shaan-Jante hai tum kya karne ki koshish kar rhe ho. Sirf mein jaunga Shaurya ke sath.

Yash-Arre mein bhi aata hoon.

Shaurya-Fir se shuru mat ho jao. Don't waste my time.

Yash-Bhaiya not working. Only me and Shaan papa. You can't be going there alone.

Shaurya-Hhhhmmm. Kya maa aap rahoge mere sath?

This is the first time that Shaurya has asked something from Aastha although after the patchup with Sabbarwals he loves her and is very close to her, this is the first time he actually asked something. She is touched and also in pain to her son broken.

Aastha-Haan Shaurya. Mein aa rhi hoon.

Shaurya-Thanks mom.

Tej-Khayal rakh apna bacha. Kuch bhi chahiye batana. Kuch bhi madad. Koi bhi contact.

Shaurya-Thanks bade papa.

Devi-Thanks mat bol. Woh family hai. Aur family ke liye kuch bhi.

Shaurya-Hhhmmm. Badi maa aap bolo ek baar. Sab theekh hoga naa?

Devi-Haan bacha. Sab theekh hoga. Tu ghabra mat. Meri duayen hai tum dono ke sath hai.

Shaurya-Ek second. Reema. Usko toh bataya hi nhi. Usko kaise bataunga. Mujhe laga Anokhi uske sath hogi. Usko sambhalegi. But ab? Maya ko call karta hoon.

He calls Maya and tells her the situation. And then they leave. Shaan drives and Shaurya is on the tenterhooks, refreshing his phone.

Shaurya-Yahan koi news nhi hai.

Shakhi shortsWhere stories live. Discover now