Baby!

717 71 47
                                    

Shaurya- Will you calm down Ahir! Tumse agar tumhari biwi nhi sambhal rhi toh mujhe hi sambhalna padega yeh bhi!

Ahir- Anokhi ji kafi nhi hai kya? Pehla pyaar toh cheen hi liya. Ab pehli biwi bhi lelo. Aur pehli beti bhi!

Shaurya- Arre toh andar jao!

Ahir- Mein kaise!

Shaurya- Oh come on! Exactly jaise tum yahan tak pohonche. Waise!

Ahir- What!

Shaurya- You can get her pregnant but abhi darre hue khade ho!

Ahir- Shaurya!

Shaurya- Ahir! Tumse baat karna hi bekar hai. Jao bhi abhi.

Ahir- OK. But woh pain mein hogi.

Shaurya- Isiliye toh jaane bol rha hoon. Jao bhi!

Ahir- But!

Shaurya- Jao bas! Bohot hua! Anokhi bhi toh hai naa.... Kuch nhi hoga. Jao.

Ahir- Achaa....

Ahir enters....

And Shaurya is pacing back and front waiting to see the munchkin!

Anokhi comes out in sometime with Ahir.

Shaurya- Reema theekh hai naa?

Anokhi- Haan di theekh hai.

Shaurya- Thank god. Aur baby?

Anokhi- Theekh hai.

Shaurya- Toh! Anokhi!
And he hugs Anokhi tightly.

Anokhi- Bache ke baap se tum zyada excited ho!

Ahir- Arre tum bhi papa ban hi jaoge don't worry. Tumhare romance ka track record toh mujhse bhi better hai. Toh thodi khushi mere liye bhi chod do!

Shaurya- Shut up! But congratulations!

Ahir- Thanks yaar. Yeh kuch special hi feeling hai jo mein kabhi bhi express nhi kar sakta. Bas Reema theekh ho. I hope usse aur koi pain naa ho.

Shaurya- Woh toh tere hi hath mein hai!

Ahir- Kuch toh sharm karo professor.

Shaurya- Achaa..... kar lunga. Pehle apni beti se toh milao.

He holds the baby in his arms.

Shaurya- Tumhari baby ek dum apni masi pe gyi hai!

Ahir- Huh! Bilkul nhi. Yeh toh Reema pe gyi hai.

Anokhi- Woh hum dono pe gyi hai kyunki hum dono same hi toh hai. Isliye argue mat karo. Aur mujhe do Shaurya.

Shaurya- No!

Anokhi- Ab yeh kya zid hai!

Shaurya- Sirf Reema ko dunga. Ab yeh meri responsibility hai.

Anokhi- Meri nhi?

Shaurya- Naa. Ab mooh band karo. Meri beti soyegi.

Anokhi- Aapki beti nhi hai. Dijiye mujhe.

Shaurya- Tumhari bhi nhi hai.

Ahir- Meri hai isliye mujhe de do.

Shaurya- Tumhari! Aur tum Operation theater mein jaane se hi darr rehe the.

Ahir- Jab Anokhi hogi naa tab tum samjhoge.

Shaurya- Dekh lenge. Aur waise bhi Anokhi ko koi pain nhi dega humara baby. Mujh pe jayega naa.

Anokhi- Agar humara baby tumpe gya naa toh mera pata nhi kya hoga! Do bachon ke kaise sambhal lungi no idea.

Ahir- Tum dono bas mujhe apni bachi do.

Shaurya- Sambhalna bhi aata hai?

Ahir- Tumhe jaise bada aata hai.

Shaurya- Arre but training toh chahiye hoga naa mujhe.

Ahir- Achaa toh meri beti trial hai tum dono ke liye?

Shaurya- Bilkul! Arre mazak kar rha hoon. Officer! Ye lo apni beti.

He passes her the child. Ahir smiles looking at his daughter. He has tears in his eyes.

Shaurya- Mein aata hoon call karna hai.

Anokhi- Haan aur mujhe bhi kaam hai.

They want to give the couple some space.

Shaurya and Anokhi return after an hour or so. Anokhi rests her head on Shaurya's arms and looks through the looking glass. Reema and Ahir notice.

Ahir- Arre andar aao bhi.

Shaurya- Tumhare invitation ka wait nhi kar rha. Waise Anokhi mujhe bhi beti hi chahiye. 

Anokhi- Mere hath mein thodi hai.

Shaurya- But I want a beti. Tumhare jaisi. Cute, pyaari.

Anokhi- Arre!

Ahir- Planning shuru ki finally tum dono ne.

Shaurya- Kahan ki planning? Madam humesha busy hai.

Ahir- Very bad Anokhi!

Anokhi- Ahir ji! Aap bol rhe ho. Haww!

Ahir- Toh kya karu! Tum bechare professor ka socho. Uski bhi umar ho hi rhi hai.

Shaurya- Meri aur umar. I am forever young and sexy. Mujhse toh college ke bache tips lete hai. Tumhe bhi de hi dunga. Not that you will find time to do anything. Abhi beti jo hai.

Ahir- Achaa! Dekhte hai.

Shaurya- Dekhlo. But hume chalna chahiye.  Bye! Take care Reema! Bye sweetiepie.  Mumma ko pareshan mat karna. Aur papa aap dono ko mat karna.

Ahir- Mein aur pareshan? Tum hi karte ho sabko.

Shaurya- Anokhi? Mein pareshan karta hoon.

Anokhi- Haan. But it is cute. Chalo bhi!

Shaurya and Anokhi leave together hand in hand.

Anokhi- Kya humne sahi kia unhe nhi baatake?

Shaurya- Wifey! Confirm toh kar le. I mean ek baar doctor ko dikhale. Phir bata denge. And tumne hi toh kahan the yeh unki khushi ka mauka hai and we should not hijack it.

Anokhi- Hmmm. But. I feel.

Shaurya- Arre fikar not. Jaldi bata denge.

Anokhi- I am so excited. Aur tum toh apni excitement dikha rhe the. They bought into it ki tum unke liye khush the. I mean the. But humare liye bhi the. Aur woh.

Shaurya- Jaldi bata denge. Hmm but mere liye kitna difficult tha!

Anokhi- Aapke liye! Mere liye kitna difficult tha.

Shaurya- Mujhse toh kam hi naa.
Mein dad banne wala hoon.

Anokhi- Aur mein mom.

Shaurya- Sorry bhul gya.

Anokhi- Ye bhi toh koi bhulne ki cheez hai.

Shaurya- OK sorry naa. But ab gussa mat karo.  Not good for baby.

Anokhi- Not good for you bolo naa.

Shaurya- Arre toh filhaal wohi baby hi toh hai naa.

Anokhi- Shaurya!

Shaurya- Anokhi! Chalo bhi. Hum late ho jaenge for appointment. 

How was it? I hope you enjoyed.  Do comment!

Shakhi shortsWhere stories live. Discover now