Un-blinded-5

521 64 38
                                    

It's time for lunch and she gets along their lunch.

Devi coughs a bit to wake them up.

Shaurya-Badi maa aap. Woh toh bas aankh lag gyi thi meri.

Devi-Arre lunch ka time ho gya tha. And Anokhi kafi weak hogi. Usko toh lunch khana hi padega. Isliye jagah diya.

Shaurya-Hey! Sweety! Aankhen kholo. See lunch is here.

Anokhi-No! Baad mein.

Shaurya-Baby! Please.

Anokhi-Mmmmmmm. Uhmmmm. Nodding in a no.

Shaurya-Arre dekho badi maa khadi hai.

Anokhi immediately wakes up.

Anokhi-Oucchh!

Devi-Yeh karna zaroori tha?

Shaurya-Uthana toh tha naa.

Devi-Abhi bhi darti ho mujhse? Khair yeh lo.

Anokhi-Yeh toh paneer hai mera favourite. Aapko kaise pata.

Devi-Bas aise hi.

She tastes it. This is amazing.

Devi-Bas. Ab mein khila doon.

Shaurya-Arre aap aise nhi kar sakti. Matlab mein khilaoonga wifey ko.

Devi-Arre....

Anokhi-Mein kha rhi hoon tab tak aap decide kar lo.

She picks the spoon.

Shaurya holds her hand.

Anokhi-Ouch! It's sore.

Shaurya-Oh sorry!

Devi-Kya karte ho? Yeh koi tareeka hai?

Shaurya-Sorry naa.

Anokhi-Hmmm.

Shaurya-Please khila doon.

Anokhi-Hmmm.

They both take turns in feeding her.

Shaurya puts her back on the bed.

Shaurya-Comfortable?

Anokhi-Hmmm.

They both go off to sleep but by evening Anokhi's fever spiked up again. The doctor came back with their blood tests.

Doctor-Ji woh.

Devi-Woh?

Tej-Shaurya ke blood report theekh hai?

Doctor-Haan viral hi tha bas.

Tej-Thank you ab aap jaa sakte ho. Yash bahar chodke aa inhe.

Devi-Rukiye. Anokhi ka?

Doctor-Wohi toh baat hai. Usko dengue hai. Dono ko ek sath fever hua tha toh laga tha ki viral hai. We didn't think alag alag cause honge.

Devi-Toh ab? Hospital le jana padega?

Doctor-Nhi. Kuch medicines prescribe karke de rha hoon woh dete rahiyega.
Thodasa painful hoga unke liye. But make sure she gets good rest and has proper food. And healthy juices.

Devi-Yash yeh medicine leke aao jaldi.

Tej-Yeh toh musibat ho gyi. Usko wapas uske ghar bhej dete hai. Yaa phir hospital mein admit kar denge. Humari Bala tali. Warna har din kaun dekhega.

Devi-Aap toh Shaurya ke liye bhi nhi ruke mein hoon naa yahan dekhne ke liye usse. Iss haal mein usko kahin kaise bhej de. Woh bed se uthne ki halat mein nhi hai. Aur tumhe usse maike bhijwana hai. Shaan ko call karti hoon mein pehle toh. Usse toh pata hi nhi kya ho gya hai yahan.

Shakhi shortsWhere stories live. Discover now