Part-13

362 59 32
                                        

Next day morning she woke up to find a beautiful bouquet beside. On it was scrawled- Morning wifey!
And Mimi ka pyaar!!!!

Anokhi- Aww! Mere do sweet hearts! Kahan ho dono?

Shaurya- Yahan hai madam.

Mimi- Aap aaj tired thi isliye Ladoo bole woh ready karenge mujhe. Aur unhone mujhe ready kaise hona hai bola aur mein khud ready hui. Aur fir humne breakfast kia. Phir woh mujhe beach pe le gye. Mumma aap abhi bhi tired ho?

Anokhi- No! Mimi. Ab mumma bilkul theekh hai. Aap aur papa ho naa.

Mimi- Yes mumma! Mein toh hoon hi. Mein good girl banke rahungi mumma! Jalebi nhi mangugi. Sirf chocolate hi mangugi.

Anokhi- Mimi! Meri bachi! Aa jao. Aww my shona.

Shaurya- Anokhi! Tum baitho. Mein tumhare liye kuch khane ke liye lata hoon. Ok?

Anokhi- Hmm. Aur Mimi aap bolo aaj subah se Beach pe kya kia?

Mimi- Ladoo ne sabse pehle chocolate ice- cream dilwake di. Aur fir kahan aapko nhi batana hai. Par! Mimi toh bhul gyi. Aur aapko. Ladoo ko mat danto. Mujhe bhi mat danto. Aapki energy waste hogi toh hum beach pe kaise khelenge.

Anokhi- Mimi! Tum bhi naa. Mumma ladoo ko dantenge kyunki aapko itni ice cream khilaya.

Mimi- OK mumma ladoo ko hi danto. Mimi ko nhi.

Shaurya- Achaa. Ab dant pad rhi hai toh ladoo ko aage kar rhi ho! Waah. Ice cream khate waqt akele akele aur ab dant pad rhi hai toh ladoo! Mimi!

And he starts to tickle her.

Mimi- Mumma help! Help mumma! Ladoo is tickling Mimi.

Anokhi- Kitni baar kahan hai ki woh papa hai tumhare. Ladoo ke sath ab. Haan!

Mimi- Mumma ek toh Mimi bhul jati hai. Upar se Mimi ke papa nhi hai. Bas nhi hai Mimi ke papa.

Anokhi- Mimi! Mera bacha. Ab aisa nhi hai. Mimi ke bhi acche papa hai. Mimi ke yeh wala papa Mimi se bohot pyaar karte hai. Yeh Mimi ko chodke nhi jaate.

Mimi- I just want ladoo. I don't want papa. I just want ladoo. I don't want papa.....

Mimi burries her head in pillow and starts to cry.

Anokhi- Mimi! Mumma is sorry. Mimi. Mumma ko maaf kar do please. Please.

Mimi- No!

Anokhi- Mimi! Achaa mumma ne kaan pakde hai please.

Shaurya- Mumma toh aapki care karti hai isliye aapke acche ke liye bolti hai. Mumma pe aise gussa nhi karte.

Mimi- Mumma ko pata hai. Mimi doesn't like papa. Mimi hates her papa! Mimi hates you papa! Fir bhi mumma aisa kyu kehti hai! Mimi baat nhi karegi.

Shaurya- Mimi! Achaa ladoo se toh baat karoge?

Mimi- Yes par only if you say aap mere papa nhi ho! Mere papa bohot bure hai. Woh mumma ko rulaye hai. Maine dekha hai.

Shaurya- OK Mimi! Mein sirf ladoo hoon. Sirf ladoo. Thank you Mimi mujhpe trust karne ke liye.  Aur mein aapki mumma ko kabhi nhi rulaonga. I promise Mimi.

Anokhi- Shona! Aisa nhi hai. Ladoo is the best. Woh mumma ko nhi hurt karte. Woh acche hai. Woh mumma ki bohot care karte hai. Aur woh mumma ko nhi chodke jayenge.

Mimi- Sach mumma? Mimi mumma ko hurt nhi dekh sakti. Mimi ko achaa nhi lagta. Bas! Bas mumma!

Anokhi- Oh Mimi! Mumma loves you a lot shona. Mimi ab lunch kare? Fir beach mein jayenge.

Mimi- Mimi ko mann nhi hai. Mimi bas mumma ke paas rahegi. Bas.

Anokhi- Mimi! Achaa mumma aapko khilayegi khana. Aap baitho mumma ke paas.
And Anokhi showers her love on Mimi.

Later after Mimi was taking afternoon nap,

Anokhi- Shaurya firstly sorry. Mimi mujhe lekar bohot protective hai but mujhe nhi pata usse kab yeh sab pata chala. Maine toh kabhi usse kuch nhi kahan. Uske samne toh kabhi nhi roya fir usse kaise nhi pata. Khair woh bas pata nhi kaise aaj itni zyada upset ho gyi.

Shaurya- Arre koi baat nhi. Tum theekh ho?

Anokhi- Hmm. I know tumhare mann mein kafi sawal hai.

Shaurya- Anokhi it's ok. Jab humari shadi hui thi tab bhi maine tumse nhi poocha. Toh aaj bhi nhi poochne wala.

Anokhi- Hmm.

Shaurya- As long as tum theekh ho. Mujhe nhi farak padta tumhare past se.

Anokhi- Hmm.

Shaurya- Khair tum stress mat lo. Mein abhi se usse aur carefully handle karunga. Mujhe nhi pata tha ki she has been through this. Tumhare baare mein bhi nhi pata tha.  Aur mein tumhare paas. I am sorry.

Anokhi- Nhi. I liked the kiss. But thodasa slow steps lagega mujhe wahan tak pohchne ke liye.

Shaurya- Yup completely ok. Take your time.

Anokhi- Tum jab yeh bolte ho it's the sexiest because it feels the safest.
And she leans onto him and he takes her into a side hug.

Shaurya- Anokhi! I am always there for you and Mimi. Always and forever. Ok?

Anokhi- Hmm.

How was this chapter? Yeh short story ab ek book ban chuka hai. Sorry for that!

Shakhi shortsWhere stories live. Discover now