Part-19

346 63 28
                                    

Shaurya- Anokhi. Hey! Anokhi jaan. Chalo aaj doctor ke paas jana hai. Appointment ka time ho rha hai.

Anokhi- Matlab itna zyada late hoon! Mimi ka school.

Shaurya- Usko school chod dia hai. Ab tum ready ho jao fir chalte hai.

They leave and in the hospital.

Doctor- So this was luckily just a cyst. We will do a small procedure.

Shaurya- Today?

Doctor- Yes we can do today.

Shaurya- Maine toh aisa socha nhi. I mean. Mein. Anokhi! Mein... Anokhi ne kuch. Maine prepare nhi kiya.  I mean mujhe kahan pata tha aaj hi hoga.

Doctor- Relax. Ek simple procedure hai aur painless hai. Ab relax kijiye.

Shaurya- But doctor uske dates aa rhe hai. So. Yeh abhi karna zaroori hai.

Doctor- Nhi but isme blood loss nhi hota hai. Bas hume liquid ko nikal naa. Relax.

Shaurya- OK. Ok.

And she performs the procedure after which Shaurya rushes inside.

Shaurya- Anokhi! Anokhi! Meri jaan. Theekh ho? Kuch hua toh nhi. Dard hai? Anokhi dekho mein aa gya hoon.

Anokhi- Mein theekh hoon. Simple procedure hai. Kuch aisa scary nhi tha.

Shaurya starts to cry.

Anokhi- Arre! Mein theekh hoon.

Shaurya- Mein darr gya tha. Anokhi! Jaan. And he showers kisses on her fist. She cups his face and tells I am fine Shaurya. But he continues to sob and pepper her palms with kisses until it was a sloppy wet mess. He then realizes and looks for tissue to wipe it off.
Sorry! I. Pata nhi. Mein kaise. Sorry agar mein tumse. I am sorry. I. Got over anxious.

Anokhi- It's ok. But I need to wipe it. I mean.... But I love it ki tum mujhse kitna pyaar karte ho. Bohot sweet ho tum. Mere ladoo!

Shaurya- Haaw! Tum bhi ladoo hi bulaogi?

Anokhi- Toh kya bulaoon! Jalebi?

Shaurya- Jalebi! Jalebi! Bas maa beti mithai hi bana do mera.

Anokhi- Toh kya banna hai paneer pakoda yaa mirchi bajji!

Shaurya- Huh! I like Anokhi meri naughty hoti jaa rhi hai.

Anokhi- Kya karu? Mimi ki maa hoon aakhir.

Shaurya- Arre kuch accha sa bulao!

Anokhi- Dum aloo!

Shaurya- Nhi!

Anokhi- Chicken Tikka!

Shaurya- Nhi!

Anokhi- Hubby! Ab kuch sujh nhi rha.

Shaurya- Time lelo apna.

Anokhi- Hmmm. Le lungi. Khair ghar chale.

Shaurya- Theekh hai. Par aaram se.

Anokhi- Kuch nhi hua hai.

Shaurya- Mujhe nhi pata. Bas. Tumhe care karna hai apna.

Anokhi- OK ji. Chaliye. Yeh kya kar rhe ho hospital hai. Aur waise bhi zyada dard nhi hai.

Shaurya- Fir bhi meri pari zameen pe kyu kadam rakhe.

Anokhi- Shaurya! Itna pyaar mat barsao.

Shaurya- Pyaar toh mera hai. Usko kisse deta hoon, tum kya kar logi Haan! Ab shush.

And he takes her home where everyone are shocked seeing Shaurya lifting Anokhi.

Mimi- Oh ladoo! Aapne hero jaise mumma ko uthaya! Yeah! Ladoo. I love you. Yes ladoo.

Anokhi- Mimi! Kya bol rhi ho.

Mimi- Sab movie mein hero aata hai aur heroine ko uthata hai. But meri mumma ke paas hero nhi tha. Ab aa gya hero mumma. Ladoo abse uthayega aapko mumma.

Anokhi- Mimi! Shaitan bachi.

Shaurya- Kyu! Sach hai. Abse ladoo uthayega. Tumhari musibatein. Tumhare dard. Tumhari khushi. Tumhari hasi. Tumhare nakhre. Sab kuch! Sab kuch ladoo karega. Tumhare liye tum jitni chaho utne sweets leke aayega. Jalebi! Ladoo! Jo tum kaho. I love you Anokhi.

Mimi- Ladoo! Yeh. Mera best friend loves mumma. Aap bhi bolo naa return mein.

Anokhi- I. I....

Shaurya- Mumma bolegi but aaj nhi. Uss din mumma ko same lagega. Khair Mimi. Chalo Tum, mein aur mumma aaj ek movie dekhenge. Bolo kaunsi dekhe?

Mimi- Alladin! Usme mumma Jasmin princess hai. Tum genie ho. Jo har kisi ki wish puri karti ho.

Shaurya- Awww! Par Anokhi toh woh dibba hai jisme Genie kaid rehta hai. But mein naa apni marzi se kaid hoon usme. Bas. Aur Mimi jasmine tum ho. Mein tumhari wish puri karta hoon.

Mimi- Achaa. Toh aap jalebi doge?

Shaurya- Ab dena toh padega. Genie jo hoon. Hmmm.

Mimi- Yes! Yes! Yes! Jalebi! Mumma jalebi milegi. Yes mumma. And she tugs at Anokhi's dress.

Shaurya- Mimi! Mumma gir jayegi.

Mimi has a giggle.

Mimi- Oh sorry! Ladoo.

Shaurya- Chalo ab mumma aur Mimi movie dekhenge. French fries ke sath.

Mimi- Yes. Ketchup bhi chahiye ladoo.

Shaurya- OK ketchup bhi hoga.
Mimi! Waise aapne project de dia aaj teacher ko?

Mimi- Haan. Teacher di 5 stars. Thanks ladoo. Help ke liye.

Shaurya- Ok Mimi. Aur kuch toh nhi dena hai naa.

Mimi- Nhi ladoo. Par madam boli ke agle week school mein koi toh day hai. Mimi ko yaad nhi.

Shaurya- Achaa diary dikhao. Teacher ne likhaya hoga naa?

Mimi- Hmm. Kuch toh mumma ko aana hai.

Shaurya- Parents day?

Mimi- Haan. Usme sab parents batayenge woh kya karte hai. Toh mumma aana hai.

Anokhi- Mimi! Ladoo bhi family hai naa. Ladoo bhi aayenge.

Mimi- OK mumma.

Shaurya- Anokhi!

Anokhi- Tum aa rhe ho bas.

Shaurya- OK! Ok!

Anokhi- Chalo ab movie dekhte hai.

How was it? Please comment kar dena!

Shakhi shortsWhere stories live. Discover now