Part-21

332 58 36
                                        

Shaurya- Finally aapne mujhe ladoo papa bola?

Mimi- Yes ladoo papa. Aap ro kyu rhe ho ladoo papa. Also mumma boli aap mumma ki help karte ho. Thank you ladoo papa.

Shaurya- I really like your mumma. Toh mujhe karna hi tha.

Mimi- Thanks ladoo papa.

Shaurya- Waise Mimi mein aapke school nhi aaunga. Aapko bura laga naa? Sorry Mimi.

Mimi- No papa. Mere friends aapka mazak udaye hai. Par agar maine aapko papa bulaya hota woh nhi bolte.

Shaurya- Nhi Mimi! Bas tum meri duniya ho. Mera sab kuch!

Mimi- Aapki jalebi bhi hoon mein?

Shaurya- Yes.  Meri jalebi! Tum maa beti sabko sweets bulate ho but asap mein sabse sweetest toh tum dono hi ho. Tum dono ho mera rasgulla, gulab jamun, kalakand aur rasmallai.

Mimi- Ladoo papa yeh sab milega?

Shaurya- Naughty Mimi humesha mithai chahiye usse. Haan!

Mimi- Yes papa. Mimi ko mithai, mumma aur ladoo papa humesha chahiye.

Shaurya- Achaa mithai yaa mumma kaun zyada pasand hai?

Mimi- Nhi pata papa. Sochke dekhti hoon.

Anokhi- Mimi! Aapko mithai zyada pasand hai? Mumma nhi.

Mimi- Yes mumma. Matlab no mumma. Sochke bolungi.

Anokhi- Mimi!

Mimi- Aapko bhi toh pasand hai kitna kuch. Fir?

Anokhi- Mimi se zyada bhi nhi.

Mimi- Ladoo papa bhi nhi?

Anokhi- Tumhare ladoo papa aur Mimi ko mein same pasand karti hoon.

Shaurya- Sab pyaar toh Mimi ke liye hi hai.

Anokhi- Mimi se toh karti hoon mein pyaar. Apr tumse bhi.....

Shaurya- Mujhse bhi kya?

Anokhi- Tum bhi acche ho.

Shaurya- Sirf accha?

Anokhi- Bohot acche.

Shaurya- Bas! Dekho Mimi. Mumma ladoo papa se kitna kam pyaar karti hai.

Mimi- Meri mumma ladoo papa se bohot pyaar karti hai. Meri mumma ko bohot bura lagta hai jab tumhe bura lagta hai. Woh bolte hai ki mein lucky hoon ki itne pyaar karte hai ladoo papa.

Anokhi- Yes Mimi!

Shaurya- Papa really loves you Mimi! I really love you.
And he showers kisses on her.

Mimi- Naughty papa. Mimi bheeg jayegi.

Anokhi- Tumhare papa! Sabko bhiga dete hai.

Shaurya- Sabko! Sirf tumhe aur Mimi ko. I promise mein ek patnivrata insaan hoon.

Anokhi- Shaurya!

Mimi- Pat... Pat... vata... kya hota hai papa.

Shaurya- Jo aapki Mumma se pyaar kare!

Anokhi- Tum bhi naa! Ab ho gya drama. Ab lunch kar le.

Shaurya- Anokhi! Chalo lunch karte hai. Aaj Mimi ko papa khilayenge.

Mimi- OK ladoo papa.

Shaurya feeds Mimi.

In the evening,

Shaurya saw Mimi was itching her skin.

Shaurya- Mimi kya hua?

Mimi- Ladoo. Mera matlab hai ladoo papa. Yahan itching ho rha hai.

Shaurya- Dikhao! Achaa mere sath aao. Mein cream laga dunga.

Mimi- OK ladoo. Matlab papa ladoo.

Shaurya- And honestly you don't have to call ladoo papa. Mein tumhara ladoo hi hoon. Koi zabardasti nhi karega.

Mimi- Thank you ladoo. Par mumma dantengi.

Shaurya- Nhi dantengi. Cream laga deta hoon. Chalo ab.

And he goes and gently applies cream and he can see spots around.

Shaurya- Mimi yeh kya hua? Aapko toh rashes aa gya. Aaj plants aut leaves je sath khela aapne? Maine kahan tha naa leaves nhi todna hai ab dekho. Ho gyi naa allergy. Doctor ke paas jayenge. Par mumma toh kaam se office gyi hai. Mein leke chalu?

Mimi- OK ladoo. Par doctor uncle injection diye toh?

Shaurya- Mein unko bolunga nhi dena I promise. Ab chale?

Mimi- Hmmm.
He informs Anokhi about it and takes Mimi.

Shaurya- Doctor allergy ke liye kaunsa medicine doon?

Doctor- Allergy nhi hai yeh. Yeh chicken pox hai.

Shaurya- What? Isko toh aut koi symptom nhi hai. Fir?

Doctor- Kabhi kabhi aisa hota hai. Yeh first day hai rashes ke appear hone ka. Isko lightly nhi le sakte. Shayd uske case mein fever, weakness baad mein aaye.

Shaurya- Ji doctor. Par medicine?

Doctor- Mein likh ke de rha hoon. Isko ghar pe hi rakhiye for one week atleast. Yeh ointments hai irritation ke liye....
Then the doctor explains other medicines.

Shaurya lifts Mimi in his arms and takes her along and as he comes back home he makes her lie down and gets coconut water for her and makes her drink that.

Mimi- Ladoo sweet water. Yeh!

Shaurya- Yes Mimi. Shona.

Anokhi- Shaurya! Shaurya! Mimi ko chicken pox hua hai? Mimi Mera bacha. Kaisi ho. Mimi? Theekh nhi lag rha. Mumma aa gyi hai ab. Doctor ne kya kahan Shaurya? Mimi theekh toh ho jayegi. Mimi ko kya dawai deni hai Shaurya. Usko kya dena hai Shaurya. Ointments di hai kuch?

Shaurya- Anokhi relax! Maine baat kar li hai sab batata hoon.

Anokhi- Mimi thodasa bhi accha naa laga toh mumma ko batana hai. I mean yaa ladoo ko ok?

Mimi- Hmm mumma.

Anokhi- Ab tumhe rest karna hai.

Mimi- Mumma games khelna hai.

Anokhi- Nhi Mimi.

Shaurya- Arre! Ludo toh khel hi sakte hai naa?

Mimi- Pleesh mumma! Pleesh naa.

Anokhi- OK thodi der ke liye. Fir dinner karoge aap.

Mimi- Dinner ke baad issh- kreem.

Anokhi- No Mimi. Ab beemar ho.

Mimi- Pleesh! Chotisi Mimi ke liye chotisi issh- kreem. Pleesh! Chotu chocolate toh do mumma.

Anokhi- Dinner ke baad dekhenge. Ab khele?

Mimi- Yes mumma.

And they have a fun family time playing.

How was it comment kar dena. Also sholly to one reader who was very upset because of me. Uska naam hai muggu. Sorry muggu!

Shakhi shortsWhere stories live. Discover now