Part-14

356 55 29
                                        

Anokhi- Mimi! Chalo aaj tum, mein aur ladoo boat pe jayenge.

Mimi- Wow mumma! Boat?

Anokhi- Yes ladoo ne boat book kia hai. Hum aaj raat boat mein hi rahenge.

Shaurya had planned an impromptu cruise to cheer the mother-daughter pair up.

So they packed their stuff up and left for the cruise.

Anokhi- Wow! Shaurya! This is so surreal. I mean sunset truly on the waters.

Shaurya- Hmm! I am glad you liked it.

Anokhi- Chalo let's take a picture. Mimi, come bacha!

And they take a picture against the sunset.

Shaurya- Mimi dekho birds wahan!

Mimi- Wow! Ladoo. Kitna beautiful hai! Ladoo. Kitne saare birds hai.

Shaurya- Yes Mimi.

Mimi- Itna toh counting bhi nhi aata mujhe. Ladoo! Uthao naa Mimi ko theekh se nhi dikh rha. Please ladoo.

Shaurya- OK! Meri Mimi.
And he lifts her up in the air.

Mimi- Yes papa! Birds toh dikh gye but land nhi dikh rha ab. Har jagah pani hi hai. Ab kya hoga?

Shaurya- Kal subah tak wapas land pe pohonch jayenge.

Mimi- But kahan se papa.

Shaurya- Woh rasta toh sirf captain ko pata hota hai bacha. Aapko captain se milna hai?

Mimi- Mein bhi class captain hoon papa! Par mujhe nhi pata.

Shaurya- Bacha yeh dusra captain hai. Jo boat chalte hai unhe bhi captain bolte hai.

Mimi- Oh ladoo! Dusre naam nhi mile. Mimi confuse ho gyi naa.

Shaurya- Hmm. Agar mein naam rakhunga kisi bhi cheez ka tumse hi pooch kar rakhta naa Mimi. But kisi ne mujhse pucha hi nhi.

Mimi- Captain boat pe hi sota hai? Aur woh boat on rakhke so jayega?

Shaurya- Naa Mimi. Captains subah ko sote hai.

Mimi- Mumma se jab pucha raat ko sona compulsory hai toh mumma ne haan bola.

Shaurya- Kyunki aap bache ho naa Mimi. Isliye.

Anokhi- Shaurya! Yeh lo drink tumhare liye. Aur Mimi yeh aapka.

Mimi- Ladoo do naa apna. Mimi taste karegi.

Shaurya- Abhi nhi. Bade ho jaoge toh pina. Abhi apna piyo drink.

Mimi- Ladoo!

Anokhi- Ladoo ne bola naa. Mimi! Ye lo. Achaa mumma bhi aap ka hi drink piyegi. Ab khush?

Shaurya- Achaa pa... I mean ladoo bhi aap ka hi piyenge Mimi. Ok?

Mimi- No. Ladoo aap apna piyo. Mera tasty hai mein nhi dungi.

Shaurya- Good girl!

Shaurya and Anokhi sip wine.

Mimi- Mimi ko gaplu ke sath khelna hai abhi.

Anokhi- Achaa chalo.
Gaplu was Mimi's teddy.

Anokhi leaves Mimi in the cabin and goes back to Shaurya.

Anokhi- Mimi aur uska gaplu!
And she laughs.

Shaurya- Hmmm. Kitni zid kis usne. Bola tha gaplu ke bina aayegi hi nhi.

Anokhi- Shaurya. Mimi ke papa. Mere ex husband abusive the isliye mein choda. Humari love marriage hui thi. Mom dad ne support nhi kia. Sab theekh tha par mein pregnant ho gyi. Shuru mein toh theekh tha. Usne mujhse kuch nhi kahan. Par fir..... Woh mujhe bolne laga ki mein moti hoti jaa rhi ho. Mein woh Anokhi nhi hoon jisse usne shadi ki. Woh raat raat bhar ghar nhi aata tha. Par mujhe laga kaam mein busy hoga yaa drinks karke doston ke ghar pe pada hoga. Mimi ke hone ke baad he wanted to get close to me. Aur mein tab tak. I mean. Mein. I wasn't...... And he... got. Aur jab I wasn't responding usne confess kia he cheated and I was not good enough to satisfy him as her. So I left agle din. Mimi ne kabhi mujhe Aastha ma'am se baat karte hue sun liya tha.

Shaurya- Anokhi! You never need to tell me. Maine bola tha tumse.

Anokhi- But mujhe bolna tha. Not because I need to. I know if I needed to tell someone that's the wrong kind of guy for sure. But just. I wanted to. I wanted to tell out the truth.

Shaurya- Theekh ho? Anokhi tum kitni strong. Mein soch bhi nhi sakta. Yeh sab akele kaise face kia?

Anokhi- Funniest thing is ghar ke zabardasti ki shadi se bhagne ke liye usse shadi ki and wohi shadi zabardasti ki ban gyi. Uske liye bhi. Mere liye bhi. Anyways uss decision ko regret bhi kaise karoon? Mimi ussi decision ki wajah se milli hai. Toh? Woh decision galat kaise ho sakta hai?

Shaurya- Anokhi! Decision ka nhi pata but insaan ka pata hai. Usne jo tumhare aur Mimi ke sath kia woh bohot galat hai. Bas! And mein uss ki jaan le leta.

Anokhi- Mein bhi. But marre hui logon ki jaan kaise le?

Shaurya- Woh marr chuka hai?

Anokhi- Haan! Aur woh insaan ko mein kuch keh bhi nhi sakti. Woh insaan bas marr gya. Mujhe dard dekar marr gya.
Anokhi has tears in her eyes.

Shaurya- Hey! Aise apne aansoon mat waste karo uske peeche.

Anokhi- Rona aata hai Shaurya! Aur mein Mimi ke samne aise ro toh nhi sakti naa.

Shaurya- Arre! Achaa. Mein hoon naa. Mujhse share kar sakti ho. Come. Ssshh. And he engulfs into her hugs and she shares all her despair, all her grief and resentment out through her tears, wordlessly. And he keeps murmuring into her ears that he loved her. He truly loved her. And he will always keep her safe and happy. And she stays clutched to him.

Anokhi- Thanks Shaurya! Pata nhi kaise! Mein rone lagi.

Shaurya- Koi baat nhi. Bola tha naa. Mein hoon humesha. And you can be vulnerable with me if you want. I will never break your trust. You and Mimi are my life. And I am willing to wait all my life to earn your trust.

Anokhi- Tum itne acche kyu ho! Oh Shaurya! You are the best! My best friend! My forever friend. But doobara agar kisine mera trust toda toh! Mimi ka trust toda naa toh woh... I can't let Mimi's trust break ever Shaurya. And mujhe pata hai tum aisa kabhi nhi karoge. Jo insaan isliye ro de kyunki mein usse Mimi ko khilane nhi dia woh kabhi Mimi ka trust nhi tod sakta. Thanks.

Shaurya- I love you wifey!
And he showers kisses her on her forehead.

How was the update? Please comment kar dena! Please!

Shakhi shortsWhere stories live. Discover now