Un-blinded-4

489 66 41
                                    

Anokhi's fever just wouldn't drop. It stayed high. Shaurya was by her side all throughout, trying to use wet patches on her skin and murmuring words of comfort.

Shaurya-Hey jaan! Anokhi! Anokhi! Wifey! Aankhen kholo. Maa yeh aankhen nhi khol rhi. Kuch karo naa. Anokhi?

Devi was also trying to wake her up but she would not wake up. She had shrinked, snuggling like a baby. She wouldn't reply. Devi called the doctor immediately and almost shouted on him for being late. The doctor was horrified almost with both Shaurya and Devi freaked out. (Trust me no one wants to be in that situation. Shaurya+Devi in one team means death of other team😂😂😂😂)

Doctor-Yeh injection diya hai. But thoda time lagega.

Shaurya-Aur kitna time lagega. Meri wifey ko aise nhi dekh sakta mein. Kuch karo. Theekh karo usse. Warna...

Devi-Shaurya shi keh rha hai. Yeh kab theekh hogi. Iska toh bukhar kam hi nhi ho rha. Bachi kitni takleef mein hai. Kuch kariye naa.

Shaurya-Karna hi hoga aap ko.

Devi-Kariye naa kuch.

Doctor-Injection dia hai. Agar isse unhe hosh aa jayega fir yeh tablet de dena.

Shaurya-Kab hosh aayega.

Devi-Kab hosh ayega?

Doctor-Maximum ek ghanta.

Both Devi and Shaurya shout ek ghanta. Kanchan and Gaytri rush to see the doctor scared.

Kanchan-Doctor saab thank you. Chaliye mein aapko chod doon.

Doctor was happy to be saved and left.

When Kanchan came both Shaurya and Devi were sitting a bit shocked.

Devi-Tumne uske jaane kyu Diya? Zaroorat padi toh?

Kanchan-Dawai diya hai. Sab theekh ho jayega. Anokhi theekh ho jayegi.

Shaurya was holding Anokhi's hand and talking to her gibberish non stop. He was telling her random stories from the past.

Shaurya-Anokhi jaan utho. Sorry! You needed me mein nhi tha. Aakhen kholo.

Devi-Bacha. Aankhen khol naa. Kab tak soyegi. Aankhen khol. Padhai karni hai naa. Siac mein top karna hai naa. Aankhen khol. Bacha Shaurya ke liye aankhen khol. Dekh kitna pyar karta hai tujhse. Aankhen khol bacha.

After ten minutes she coughed a bit.

Shaurya-Anokhi! Jaan. Pani. Pani lo thoda.

He makes her sit up. He gets the glass to her mouth.

Shaurya-Aaram se. Thoda thoda ok. Jaan.

Devi-Shaurya yeh tablet de usse. Pani ke sath. Le.

He somehow holds her up with one hand and the glass was in another. It was hard because Anokhi was coughing up. Devi took Anokhi from Shaurya's hand and Anokhi snuggled into Devi and murmured mumma weakly. Devi got emotional. 

Devi-Haan bache. Theekh ho jayega.

Anokhi is calmed down with her voice and hugs her more tightly.

Devi-Bacha tablet Lena padega naa. Mooh idhar karo. Tablet le lo.

Anokhi cutely nods in no.

Devi-Please bacha.

She gently makes her turn towards Shaurya but she would not take the tablet. The moment she took it in she felt nauseous and couldn't keep it in. This brought her to her senses. She wanted to throw it all out. She tried to move out.

Devi-Kya hua? Kuch chahiye. Bed pe hi rho.

She couldn't speak anything but managed to stumble out of bed and was trying to make some steps towards the washroom while she almost fell, almost because Shaurya held her in his arms.

Shaurya-What? Vomitting?

Anokhi could just nod. Kanchan brought a bucket. She puked into the bucket and fell onto Shaurya.

Shaurya-Maa dawai toh li hi nhi. Ab bukhar?

Devi-Usko juice mein mila ke dete hai. Shayd yeh swallow nhi kar paa rhi.

So they give to her in some juice. She takes and goes back to sleep in a fraction of a second.

Shaurya-Maa isko hospital le jana hoga lag rha hai.

Devi-Ek ghanta dekh lete hai. Isko iss haal mein le bhi kaise jaayen. Bahar aaj kitni garmi hai. Aur yeh bukhar!

But after an hour luckily she is better. The fever had started to subside. Shaurya hugs Devi.

Shaurya-Maa! Thank god. Aapko pata hai mein usse bohot pyaar karta hoon. Bohot. Nhi reh sakta uske bina. Mujhse nhi hota. Marr jaunga.

Devi-Tune mujhe maa bulaya.

Shaurya-Maa? Maa kahan. Shayd isliye kyunki aap mujhe samjhe aaj. Mein toh itna Darr gya tha ki kuch samjh nhi aa rha tha. Aisa kabhi nhi dekha usse. Anokhi ke bina kuch nhi hai maa. Mein nhi hoon. Woh takleef mein hoti hai toh bohot zyada takleef hoti hai. Yahan achaa nhi lagta (pointing at his heart).

Devi-Kyunki yahan rehti hai Anokhi. Tu usse pyaar karta hai. Aur pyaar mein choti moti cheeze hoti hai. Pagle!

Shaurya-Maa!

He hugs her again.

Devi-Arre ab bas. Apne iss dil ko thoda balance kar. Warna isme Jo rehti hai uska khayal kaise rakhega.
Aur ab tu bhi thoda rest kar le. Ab theekh ho jao tum dono jaldi. Breakfast banana hai tum dono ko milke kalka...

Shaurya and Devi laugh..

Anokhi-Breakfast. Haan. Khaungi. Mein. Mujhe chahiye. Anda fry. Haan order kar Reema. Anda fry aur toast. Aur aloo Paratha. Pindi chole mat bhulna. Reema woh bhi kar dena mere liye chaas. Haan. Jalebi bol diya naa. Haan. Theekh hai.... Kar dena.

She was sleep talking.... Devi makes a mental note.

Devi-Aur lunch bhi bol do.

Anokhi-Reema! Lunch abhi se kyu.

Shaurya-Arre bol bhi do madam. Lunch ka time hai breakfast ka time thodi.

Anokhi-Shaurya! Tum yahan. PS. Aap jao naa. Khao apna woh thai, japanese aur kya, kya tha. (Personally love all that but FF ke khatir likhna padta hai. 🥺😔) Mein lunch mein khaoongi. Mmmm. Paneer khaungi mein. Yummmmm. Panner, roti.

Shaurya-Ok. Pagal.

Anokhi-PS. You pagal!

Shaurya-Tu pagal hai!

Anokhi-Tum pagal PS.

Devi-Aaahh! Band karo.

Anokhi-Reema Tera gala kharab hai. Teri awaz badi maa jaisi hai. Khair bata dena mera khana.

Devi-Ok!

Devi and Shaurya laugh.

Anokhi-Chal! Reema chalti hoon mein. Shaurya sir se baat karni hai. Doubts clear karenge mere. Sir boliye naa iss question ka answer.

Shaurya-Sir?

Anokhi-Kyu hubby bulaogi kya?

Shaurya-Haan.

Anokhi-Kya?

Shaurya-Jo chahe woh bulao. But ab rest karo.

Anokhi-Kyu?

Shaurya-Pagal bukhar hai tumhe.

Anokhi-Pagal kaun?

Shaurya-Tum. Ab chup. Mooh band. Yahan aao.

He takes her into a hug and makes her sleep.

He gives a smile at Devi and Devi leaves to prepare for lunch. Meanwhile even Shaurya dozes off too.....

And when Devi comes back after making arrangements for lunch she notices them cuddling into each other and sleeping. She does that typical itv nazar utarna for them.

So everytime have been saying yeh last part hoga but yeh toh kheechta chala gya😑.  So bear with it...🤧🤧🤧

Shakhi shortsWhere stories live. Discover now