77.

489 72 36
                                    

"Atta, Atta!!!" Rishi called out to her as soon as Dada opened the door. Raghav and Pallavi who were hidden behind the sofa were shocked at how did Rishi even know that Pallavi was here even without anybody mentioning it.

"Atta, muhe pata aye aap aa gaye ho." Rishi said in his child like voice.

"Haan re mera baccha. Aa gayi mein. Aaja jaldi idhar." Pallavi said opening her arms and Rishi came and hugged her giving a small kiss on her cheeks.

"Atta, apka Gamadi Rao kidhar hai?" Rishi asked referring to Raghav.

"Oo chota packet, mein yaha pe hai. Mere paas aayega tum?" Raghav asked sitting on his knees so as to match Rishi's height.

"Sochna palega." Rishi said keeping his little index finger on the side of his head pretending to think which made everyone laugh.

"Tum soch lena aur mereko bata dena. Mein wait karega, okay?" Raghav asked with a smiling face to which Rishi nodded.

"Manya, jaa jake haath mooh dhokar aa." Vahini told Rishi and he left to his room to change.

"Mein aa gaya isliye ye telugu seekh gaya. Waah!! Ye already mereko like karta hai."

"Oo Nautanki!! Kaha telugu boli usne?" Pallavi asked crossing her arms on her chest.

"Abhi toh tumko Atta bola na woh. Apne Nana ka behen ko telugu mein Atta hi bolta hai, Ardhamainda?"

"Aur use marathi mein Atya kehte hai. Bachpan mein use Atya bolna nahi aata tha isliye Atta karke bolta tha. Aur abhi itni aadat ho gayi hai Atta bolneki ki Atya bolta hi nahi hai."

"Theek hai theek hai. Waise isko pata kaise chala ki tum aaya hai karke."

"Atta itna shampoo lagati hai ki woh lev lev... woh smell aa hi jaata hai." Rishi said coming out form his room.

"Lavender bolneka hai tumko?" Raghav asked to which Rishi nodded.

"Same pinch, mereko bhi wahi cheez se pata chalta hai ki tumhara Atta kidhar hai." Raghav said pinching Rishi's nose a little and picked him up.

"Same pinch." Rishi said and pinched Raghav's bicep a little hard with his little fingers. Of course Raghav was unaffected but, pretended as if he got hurt.

"Ouchhhh!!! Mereko lag gaya!!" Raghav said rubbing his bicep.

"Aap toh itne stlong ho toh fil kaise lag gaya aapko?"

"Tum itna jor se pinch kiya toh lagega hi na." Raghav said with a cute pout.

"Oo Dramebaaz!! Kitna drama karoge ha? Neeche utaro Rishi ko. Mujhe bhi usse baat karni hai." Pallavi said trying to take Rishi from him.

"Dlameaah." Rishi spoke in his ultra cute voice.

"Aee Saree Ka Dukaan!! Kuch bhi mat sikhao usko. Aur yeh thodi der mere saath hi rahega, Ardhamayinda?"

"No Ardhamaindi. Kyunki mein usko apne saath bahar ghumane leke jaa rahi hoon, Samajla?" She said taking Rishi from Raghav's hand.

"Bilkul Nahi. Woh mera saath rahega." Raghav said taking Rishi back. This continued for a while until Dada intervened.

"Dono mein se koi nahi jaayega uske saath. Rishi abhi ABCD aur 1 to 10 numbers bolega. Aur tum dono aaram karoge. Jaao room mein." Dada ordered and both Raghav and Pallavi glared angrily at Dada.

"Thike Dada." Raghav said as he remembered something. "Dada, mereko office ka kaam karna hai toh thoda shanti chahiye hoga toh mein kaha baithe?" Raghav asked.

"Tum Pallu ke room mein baith jao. Pallu, Rishi ke room mein aaram kar legi. Haina Pallu?"

"Ji Dada." Pallavi said and both of them went to their respective rooms.

--------------------------------------------------------------

"Farhad, tereko jo kaam bola tha woh ho gaya kya?" Raghav asked Farhad on the phone while typing something on the laptop.

"Ji Anna. Almost ho gaya hai. Meine apne aadmi log ko plant kar diya hai waha pe. Aap chinta mat kijiye."

"Theek se kiya na sab? Mereko koi gadbad nakko mangta, Ardhamainda?"

"Ji, Anna. Koi gadbad nahi hogi. Aap chinta mat kariye. Aapke liye bhi meine gaadi tayyar rakhi hai. Driver aapko 1 baje ke aaspaas pick up karne aa jaayega."

"Thik hai. Apna aadmi log ka saath contact mein reh. Ek bhi galti nahi mangta hai." Ragahv said and hanged up.

--------------------------------------------------------------

"Raghav, chalo khaana khaane ke liye." Pallavi called out as she arranged the plates on the floor. Raghav entered the hall but, did not find anyone there.

"Gamadi Rao, kichen mein challo." Rishi said and held Raghav's hand to come with him.

"Kidhar baithne ka hai?" Raghav asked as he saw everything arranged on the floor.

"Neeche." Pallavi answered.

"Neeche?" Raghav asked confused.

"Haan. Hum log aise hi baithte hai khaana khaane ke liye. Ekdam Indian style." Vahini said serving him the roti.

"Accha hai." Raghav said as he sat down folding his legs.

They completed their dinner and Dada suggested them to go and take a walk in the terrace and also show Raghav their house.

"Yeh hai ghar ka mera most favorite part, terrace." Pallavi said as she opened the door.

"Kitna mast hava aa raha hai aur taara bhi dikh raha hai."

"Kon Tara?"

"Stars."

"Accha, multiple stars ko taare bolte hai."

"Sach mein? Waise toh mereko tera corrections pe bilkul bharosa nahi hona."

"Kyu?" She asked innocently.

"Kyu kya puch raha hai? Sab ulta pulta sikha diya mereko. Woh toh accha hua mein pehla hi internet se do teen line sikh liya tha warna pata nahi tum kya sikha diya tha mereko."

"Mein bas prank kar rahi thi tumhare saath." She said to which he made a face.

"Tumhe pata hai, jab mein aur Dada chote the na tab hum hamesha terrace pe aate the apne friends ke saath aur ab jab bade ho gaye hai toh aana hi nahi hota yaha." Pallavi spoke remembering teh good old days.

"Waise tum abhi bhi chota hi hai." He said and she gave a pointed look to him.

"Mereko aisa look kya de raha hai? Tum abhi bhi itnu sa hi toh hai." He said laughing.

"Very Funny." She said sarcastically.

"Tumko pata hai, tum aisa chehra banata hai na toh bohot cute lagta hai." He said pulling her cheeks to which she smiled.

"Tumne Amma aur Keerti ko call kiya?"

"Kabka kar diya. Waise, yeh Rishi bohot cute hai."

"Woh toh hai. Akhir bhatija kiska hai?" She said straightening her imaginary collar.

"Tumhara nahi Dada aur Vahini ka genes hai usme. Itna bhi biology nahi pata tumko, Dumbo!!" Raghav teased.

"Jaise tum toh bade smart ho."

"Of course, I am Raghav Rao and I am born smart."

"Back to being self obsessed."

Author's Note - Who do you think is Raghav talking about? I am sure you guys will guess so, I won't give you any hints.
Raghav is slowly bonding with the Sawant family and hope you all are liking it. Also, if you want some specific scene in regard to his bonding with the Sawant family, do let me know. I'll try to add it in these chapters or if I am unable to do so, I'll write an OS and post in the other book.

Date - 18th August 2022.

Eternal SoulsWhere stories live. Discover now