Epilogue

805 78 50
                                    

"Raghavv...." Pallavi called out for the 100th time.

"Haan, bolo?"

"Woh... mujhe na...tumhe..."

"Pallavi, ek baar decide karlo tumhe kya bolne ka hai. Kabse tum mujhe bula raha hai aur kuch bata hi nahi raha hai, sirf stammer kar raha hai. Jo bhi baat hai please batao, ab mereko tension ho raha hai."

"Raghav, actually...woh na mujhe aisa lagta hai...matlab shayad....aisa ho sakta hai ke.." Pallavi said still stammering and Raghav got up from his chair and sat on his knees in front of her.

"Kya hua hai? Tum humesha toh itna fearless hota hai toh ab kya hua tumko? Kisine kuch kaha hai kya? Haan...last week Pinni aaya tha, woh kuch bola kya tumko ya fir woh Anabella Ananya kuch bola kya tumko?"

"Nahi, kisi ne kuch nahi kaha. Sab kuch mujhe hi lag raha hai." Pallavi said fidgeting with her fingers.

"Kya lag raha hai?" Raghav questioned making her look at him.

"Aisa lag raha hai ke shayad" She said taking a deep breath and gathering all her courage. "Aisa lag raha ke shayad mein...pregnant hoon aur hum Aai - Nanna banne waale hai." She finally let it out.

"Kyaaaaa? Tum sach bol raha hai?" Raghav asked and spinned her in his arms.

"Aree aree!! Neeche utaro." She said patting his shoulder.

"Haan, Haan. Sorry. Ab batao tum jo bola woh sach hai? Sach mein hum dono parents banne waala hai?" He asked.

"Pata nahi, Raghav. Yeh sirf mera assumption hai. Meine abhi tak test kiya nahi hai. Test karne se pehle mein tumhe batana chahti thi."

"Toh jaldi chalte hai hum doctor ke paas aur confirm karte hai."

"Abhi?"

"Haan."

"Raghav, abhi raat ke dus baje hai. Abhi nahi jaa sakte. Kal subah office jaane se pehle chalenge." She suggested.

"Nahi. Abhi chalte hai. Mein abhi pura hospital khulwayega."

"Tum pagal ho kya? Abhi kahi nahi jaa rahe hum log. Kal 11 baje ka appointment le liya hai meine."

"Aur 13 ghante wait karna hai?"

"Unfortunately, Haan." She said and he made a sad face. "Raghav, sirf 13 hours, uske baad hume pata chal jaayega."

"Haan par fir bhi mujhe abhi janna hai. Please chalte hai na."

Pallavi somehow convinced him that they would go the next day and after making Pallavi run out of her patience, he finally agreed and slept.

The next morning,Raghav was the first one to wake up. He saw that it was 6 in the morning and Pallavi was still sleeping. He decided to not disturb her and went to his gym. When he came back from the gym, she was already up and was all set to go to the kitchen to prepare breakfast for everyone.

"Kidhar jaa raha hai tum?"

"Kitchen mein." She replied casually.

"Iss halat mein tumko koi kaam nahi karna chahiye. Tumko sirf aaram karna mangta hai." He said and made her sit on the bed.

"Iss halat matlab? Kya hua hai Pallavi ko?" Amma asked coming inside.

"Kuch nahi Amma. Woh aaj thoda bukhar jaisa lag raha hai." Pallavi covered up.

"Haan Amma. Isko thoda accha nahi lag raha hai isliye abhi isko mana kar raha tha mein."

"Ekdum theek kar raha hai Raghav. Tum aaram karo. Ek din kaam nahi kiya toh koi bahad nahi aayega. Itna staff rakha hai, woh kar lega."

Eternal SoulsWhere stories live. Discover now