40

1.7K 81 5
                                    

Sana(shocked)  : what...shayra tumhe pata bhi h tum kya keh ri ho ....

Shayra (apni eyes close karke ) : m sahi keh ri hu Sana...

Shayra use puri baat batati h...

( shayra's flashback starts ...

Subah aveer se milke aane k Baad shayra office m thi..vo jaldi jaldi kaam kar ri thi..taaki aveer se Milne dobara Jaa sake...

tabhi ek person vaha aata h..

Person ; shayra mam..

Shayra : yes...

Person(jaldi se )  ;  mam..qm Abhishek mujhe aveer sir n bheja h..Unhone urgently vo papers mangaye h jo unhone Sana mam Ko Sambhal k Rakhne k liye diye the....Sana mam ka call bhi Ni lag Raha...

Shayra: Abhi...ek min m aveer se confirm kar leti hu..

Person(araam se )  ; mam..it's urgent....aveer sir ka call Abhi Ni lagega..AAP meri I'd dekh sakte ho m ISI office ka hu..AAP new ho na..Lekin Sana mam mujhe ache se jaanti h..

Shayra uski I'd dekhti h..usne office ka hi I'd card  pehna hota h..vo aveer Ko call bhi karke dekhti h..Lekin aveer ka phone busy aa Raha tha..

Or vo person Baar baar jaldi macha Raha tha

Person(Masum SA chehra banake)  ; mam sir n mujhe 15 min m Sab laane Ko kaha h ..meri naukri ka sawaal h..

Shayra use dekhti h..use aveer k gusse ka ache se pata tha k use har chiz time p chajiye Hoti h..

Shayra : (office ka hi person h..late hua to aveer iski band baja denge..de deti hu..or Sana Ko to jaanta hi h ye..)

Or shayra vo papers de deti h..

Vo person bahar aata h.. apna I'd car fek deta h..or evil smile karte hue  ek car m baithke vaha se Nikal jaata h..vo Kisiko call karta h..

Person(haste hue)  ; naksh sir..papers Milne itne asaan honge socha Ni tha..ye ladki Ko fasana to Sabse asaan h..AA Raha hu m aapke pass..

Or call rakh deta h..

Shayra Ko Ni pata tha k vo person naksh ka bheja hua aadmi h..or use halka SA bhi andaaza Ni tha..

Flashback ends )

Ye batate hue shayra ki eyes se tears aane lagte h...Sana ye Sab sunke shocked ho jaati h...kyunki Sana us Naam k kisi bhi  Insaan Ko Ni jaanti thi..

Shayra(dobara Zor se table p Maarti h )  ; dad sahi Bolte h..jaha jaati hu musibat hi laati hu..itne important papers maine use de kaise diye..

sana jaldi se shayra Ko tight waala hug kar leti h..

(Readerlog ..zindagi m kabhi bhi..kisi K bhi baare m galat raaye banane se pehle ek Baar dobara mudke unki taraf zaroor dekh Lena..aksar aankhon se dekhne k Baad bhi..hum Dhoka kha jaate h...

Kya pata vo Insaan..aapke ek Baar palatne k intezzar m Abhi bhi vahi khada ho..or Bina galti k hi khud Ko Doshi Maan Raha ho .)

Shayra(rote hue)  : meri wazah se ye Sab......aveer Ko kaise samzhaungi m...itni badi bevkoof hu..aveer kabhi mera bharosa Ni karenge ....Priya or baaki office k logo Ko kaise samzhaungi...

Sana (pyaar se ) ; shayra..aveer Ku Ni samzhenge..tumne jaanbhuj k kuch  Ni Kiya..mujhe trust h tumpe..mujhe believe h tumhari story p...

Shayra(use gusaa aa Raha tha )  : chahe directly ya indirectly Sana...meri wazah se aveer ka itna bada nuksaan Ho gya..m aveer se kabhi bhi nazrein Ni Mila paungi .

Born to be my Sunshine (Completed)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें