Confusion!!

9K 515 6
                                    

Same time somewhere on main road
Cabir dropped Mukti home and was heading back home but something clicked his mind and he grabbed his phone. He dialed a number.
Cabir:tum kaha ho..
Person:jaha hona chahiye.. Tumse kya matlab..
Cabir:Navya.. Btaogi kaha ho.. Har time Madhubala banne ki zarurat nahi hai..
Navya:hostel mein hai..
Cabir:neeche aao..
Navya:hum nahi aaenge..
Cabir:please Navya..
Navya:aha..! Itte sweet.. Aate hai.. Cabir:hnmm..
Cabir disconnected the call and sped his car. In no time he applied brakes in front of Navya's hostel. Navya was already on the gate waiting for him.
Navya approached his car.
Navya:aise kyu bulaya hume..
Cabir:baitho..
Navya:haan.?
Cabir opened the door of his car and signalled her to get in. Navya was shocked but silently got in and Cabir drove off.
Navya:C.. Cabir.. Tum hume kaha le jaa rhe ho..
Cabir:Goa!
Navya's eyes widened in shock.
Navya:kya??
Cabir:haan..mera matlab hai.. Manik ne Goa ka plan bnaya hai.. Aur mai puchhne aaya tha tum chalogi right..
Navya:hum?
Cabir:haan tum aur tumhari puri vaanar sena..
Navya:Cabir.. Tubhara matlab.. Nandu.. Aryaman.. Abhi.. Sab..
Cabir irritatedly:Haan.. Abhi.. Aryaman.. Sab..
Navya:wow.. Kitna maza aaega.. Tum bhi rahoge na.. M.. Matlab Fab5.
Cabir smirked:hnmm..
Navya:toh abhi hum kaha jaa rhe hai..
Cabir:pta nhi..
Navya:matlab..
Cabir:dekho.. Mujhe tumhe yeh baat btani thi.. Aur mai chahta hun ki tum Nandini ke saath jaa kar un do bandar.. matlab.. Aryaman and Abhimanyu se baat karo.. Hume Saturday ko nikalna hai..
Navya:toh.. Hume Nandu ke ghar chhorh do..
Cabir suddenly:nhi.. Abhi nahi..
Navya:kyu..
Cabir muttered under his breath:isse kaise btau.. Ki vo ghar pe nhi hai..
Navya:kya..
Cabir:huh.. Kuchh nhi.. Vo usne kaha tha ki kuchh urge kaam ke liye vo ghar jaa rhi thi.. Pehle puchh toh lo.. Vo free hai ki nhi.. Aur haan usse yeh mat btana ki maine tumhe iss Goa vaale plan ke baare mei btaya..
Navya:kyun?? Par phir hum usse bolenge kya..
Cabir:arey vo khud bolegi.. Umm.. I mean.. Manik ne ya Mukti.. Aliya.. Kisi na kisi ne usse iss baare mein bta diya hoga..
Navya:hnm..
Navya hnmed and dialed Nandini's number and she picked up in two rings.
Nandini:haan Navya bolo..
She put the phone on speaker as she was driving..
Navya:kya kar rhi ho..
Nandini:driving..
Navya:Driving??
Navya looked at Cabir and he tried to suppress his laugh.. Coz by now he had understood that Nandini had been with Manik all the time and hadn't gone home. And that is why Manik was so calm.
Nandini:uhh.. Haan.. Vo chachi.. Rishabh ke saath drive pe nikli thi bas ghar hi jaa rhe hai..
Navya:achha..
Nandini:koi kaam tha..
Navya:nhi vo actually mera na hostel mein man nhi lag rha tha toh socha tumhare ghar aa jau.. Par tum..
Nandini:nhi ek kaam karo mujhe 10 minute do mai tumhe pick karne aati hun..
Navya:pick!! Nhi.. I mean.. Hum aate haina..
Nandini:arey tum kaise aaogi.. Vaise bhi shaam hone lagi hai.. Tum ruko mai aati hun..
Navya disconnected the call and looked at Cabir wide eyed.
Cabir:kya hua..
Navya:hume pick karne..
Cabir:pick.. Tum.. Mana nhi kar sakti thi..
Navya:tum toh aise bol rhe ho.. Jaise humne mana nhi kiya.. Humne usse bola ki hum aa jaenge ab vo nhi maani toh humari kya galti.. Hey mata rani ab kya hoga..
Cabir:mai btau..band baaja baarat..
Navya:Cabir.. Tumna.. Kuchh nhi.. Hume hostel lekar chalo jaldi.. Isse pehle ki vo vha pahunche.
Cabir sped up his car and took sharp turns which scared Navya.
But he got her in front of the hostel within time. Navya heaved a sigh of relief.
On the other side Nandini drove slowly as she th of an excuse to give to Navya. In no time she pulled up in front of the hostel where Navya was already standing nervously. Luckily Cabir had just left.
Navya saw Nandini's car and hopped in pretending Normal.
Nandini:Navya.. Are you okay..
Navya:uhh haan kyun..
Nandini:you're sweating!
Navya:vo humari aankh lag gyi thi toh hume laga ki hum late ho gye.. Isliye hum bhaagte bhaagte neeche aae..
Though Nandini did find it wierd but chose to ignore as she already had alot of things in mind.
The silence soon engulfed the atmosphere in the car. Nandini and Navya didn't utter a word whole time. They both were feeling guilty of lying to each other. They resisted talking to each other as they knew if they spoke they would definitely spill the beans.
Nandini drove in her parking area and parked her car.
Just as Nandini and Navya walked in Rishabh came to her.
Rishabh:dii.. Itna kya kaam tha college mei.. Aapko pta hai na.. Mujhe aapki help chahiye packing mein..
Nandini nervous looked here and there and Navya looked at her shocked.
Navya:college.. Par tum toh keh rhi thi ki tum dono drive pe gye the..
Rishabh:drive konsi drive.. Hum toh jab se Mumbai aaye hai.. Galti se bhi kabhi drive pe nhi gye.. Busy di..
Navya glared at Nandini.
Nandini:Rishabh.. Baba tu jaa apne kapde nikal.. Mai aake teri help karungi..
She said nervously and then smiled at Navya as they walked up the stairs. Navya didn't speak a word. Navya and Nandini went in her room and Nandini closed the door.
Nandini:Navya..
Navya:tumne jhooth bola Nandu.. Humse bhi aur Rishabh aur sab ghar vaalon se bhi..
Nandini:Navya.. I'm sorry.. Vo..
Navya:nhi.. Kou excuse nhi.. Sach sach btao tum abhi tak thi kaha.. Bolo Nandu..
Nandini:Manik ke ghar..
Navya:Manik.. Uss.. Monster Manik ke ghar tum kya kar rahi thi.. Vaise bhi vo toh college se kisi kaam se nikla tha na..
Nandini:pta nhi.. Par jab mai vha pahunchi tab vo ghar pe tha..
Navya:toh tum college se ghar nhi.. Uske paas gyi thi..
Nandini:haan.. Vo..
Navya:kyu gyi.. Humne nhi puchha.. Kyuki hum tumpe trust karte hai aur kuch important hoga isiliye gyi hogi.. But atleast hume toh bta kar jaati.. Socho agar humne chachi ya Rishabh ko call kar diya hota toh.. Vo bhi pareshaan ho jaate..
Nandini:sorry Navya..
Navya:hnmm.. Vaise hume bhi tumhe kuch btana hai..
Nandini looked at her curiously:kya.??
Navya:vo abhi hum hostel mein nhi the.. Hum Cabir ke saath the.. Nandini:oohh.. Cabir ke saath..
Navya:chup karo Nandu.. Vo.. Hum toh pehle host mein hi the.. Suddenly uska call aaya aur usne hume neeche bulaya.. Bhot ladne ke baad hum neeche gye toh.. Hume haadi mein bitha liya. Aur aise ghumne laga.. Humne puchha kaha jaa rhe ho toh bola pata nhi.. Vo keh rha tha ki Manik ne koi trip plan ki hai.. Goa ki.. Saturday ko..
Nandini:haan vo maine usse btaya ki Rishabh and Malini school trip ke liye Goa jaa rhe hai.. Toh usne kaha hum bhi chalte hai.. Vaise bhi Fab5 ko kahi bhaar gye bhot time ho gya hai..
Nandini:hnmm...toh jab yeh plan bna toh tum issi ke saath thi.. Toh Cabir ne hume yeh kyu nhi btaya..
Nandini:usse bhi nahi pta.. Vo mai college se jhooth bol ke nikli thi na toh i didnt want them to know about it so mai Manik ke room mein hi thi.. And he told everyone about the plan.. Toh tum chalogi na..
Navya:haan.. Par tumne chachi chacha se baat ki..
Nandini stood still that she had not still not told about it at home. Navya and Nandini ran down to chachi and began convincing her. Though chachi was sad that none of the kids would be at home but finally agreed as Nandini looked very happy and that Manik was also going with them so she knew she'd be safe.
Nandini and Navya jumped and screamed as they got the permissions.
Rishabh:kya hua.. Kyun chilla rhi ho dono..
Nandini:we are going to Goa...
Rishabh:di yeh school trip hai.. Aap.?
Navya:budhu.. Tumhare saath nhi.. Hum matlab.. Mai.. Nandini.. Aryaman, Abhimanyu, Manik, cabir, mukti, Aliya, Dhruv.. Hum sab..
Rishabh ignored all the names except one.
Rishabh:Manik.. Par di.. Aap toh.. Yaar kya hai.. Mujhe koi kuch btata hi nhi..
Rishabh stomped his feet in anger and walked towards his room. Nandini followed him.
Nandini:Rishu..
Rishabh:dii.. Jao.. Jab se hum yha aaye hai na.. Aapki life mein kya hota hai.. Kya nhi mujhe kuchh nhi pta..
He was angry but she knew how to handle it. She hugged him from behind and then told him that she had had a fight with Manik but he apologized. She told him bits and pieces of their fight but didn't disclose everything to him. Rishabh was convinced by his sister's sugary words and happily hugged her and they came out.
Navya:abhi bhi Aryaman and Abhi se baat karni baaki hai..
Nandini remembered and immediately dialed Abhimanyu's Number. She put the call on conference with the other two on-line as well. Nandini and Navya explained everything to them and after all the hesitation they also agreed. Nandini had to convince them that Fab5 wouldn't be uncomfortable with their presence as she knew that there was one person who desperately wanted them to accompany. Mukti. She wanted to settle things between Abhi and Mukti.
Finally by dinner time every thinf was set and all of them were very excited for the trip. That night Navya stayed with Nandini as it was already late and chachi didn't let her go.

Manan Ff- Lovers To Fight(Complete) Where stories live. Discover now