Chapter Twenty Four

1.1K 46 13
                                    

At the end of the day, everyone was gathered in the locker room, assembling all their stuff, getting ready to go home. Muskaan and Anjali were making plans of an outing, wanting all of them to spend time together.

"Okay. Toh aaj Out Of The Blue, done," Anjy announced.

"Haan. Kitna mazaa aayega na, hum sab saath mein!" Muskaan said.

Atul walked in then, singing as usual. Seeing Muskaan, he started singing -

"Chandigarh se aaya mera dost, dost ko salaam karo,

Din ko khao piyo, raat ko aaraam karo..."

Muskaan joined in and the two of them sang and danced around like idiots, much to the amusement of all the other occupants of the locker room.

"Oyye Atul! Abhi hum dinner ke liye bahaar jaa rahe hain, samjha?" Muskaan asked him.

"Hum sab matlab Anjali bhi aa rahi hai?" Atul asked bashfully.

"Haan, Atul. Main bhi jaa rahi hu. Tum aaoge na?" Anjy asked.

"Anjali tum aa rahi toh main toh aaunga hi na," he replied.

Armaan shook his head, smiling fondly at his friend.

"Oyye, tu kya daant dikhaake hans raha hai? Tu bhi chal raha hai," Muskaan told Armaan authoratitively.

"Main nahi aa raha," he replied.

"Kyu? Humne tujhe kaha ki tu nahi aayega toh chalega?" She asked him.

"Abbe, tu mujhe zyada lecture mat de. Sab teri wajah se hi hua hai. Teri wajah se main nahi aa paa raha hu," Armaan replied.

"Khotey!" Muskaan exclaimed, swatting his arm. "Maine kya kiya? Tu mujhpe kyu blame daal raha hai?"

"Abbe, jo tu poora din timepaas maar rahi thi na hospital mein, uski sazaa mujhe mil rahi hai. Dr. Keerti ne meri night duty lagaayi hai. Samjhi? Ab ghar kal subah hi jaaunga," he replied.

Muskaan stuck her tongue out in apology. Armaan shook his head at her.

"Yaar, phir hum bhi jaake kya karenge? Hero bhi nahi aa raha. Aur mujhe pata hai, Padma Aunty Ridzy ko bhi nahi aane dene waali hai," Muskaan said sullenly.

"Arre, tumlog Yuvi aur Naina ko le jaao," Armaan said, turning towards them.

The two of them looked surprised.

"Haan, yeh achcha idea hai. Yuvi, mere bhai, tu chalega na?" Atul asked Yuvi.

"AJ hum kaise aa sakte hai? Tum sab senior doctors jaa rahe ho. Tum jao," Yuvi replied.

"Arre, toh hum kya senior doctors banke hi paida hue the? Hum bhi kabhi interns the, yaar," Atul replied. "Tum chalo humaare saath. Bohot mazaa aayega," he said, turning to Naina.

"AJ, Yuvi sahi keh raha. Aap log jao," she replied.

"Arre, Naina, please chalo na humaare saath. Bohot mazaa aayega," Anjali insisted.

"Agar tumhe koi problem hai toh Sid aur Suvarna bhi aa sakte hain," Muskaan said, just as the duo entered the locker room.

I'll Love You Longer Than Foreverजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें