Chapter Twenty Five

1K 36 0
                                    

Armaan sighed as he stepped outside the ward to take a breather. There was too much of work to be done. Anjali and Atul had called him sometime back, asking him to check on their patients as well, since he was already at the hospital.

Since he was looking after Riddhima's patients as well (for those few cases where they weren't working together), adding on Anjali and Atul's patients had taken a toll on him.

Finally, after 4 long hours, he was done. He made his way to the coffee machine and made himself a cup of espresso. He sat down and relished his coffee, before going to check in on Rahul.

This is going to be a blast, he thought sarcastically, before entering Rahul's room.

Rahul was propped up on his bed, watching TV. He looked away when he heard the door opening. Seeing that it was Armaan, he sighed.

"Kya kaam hai?" Rahul asked.

"Kuch nahi, bas teri dawa ka time ho gaya hai," Armaan replied, emptying some medicines into a cup and giving them to him.

"Main khud le sakta hu, thanks," Rahul replied, giving the cup back to Armaan.

"Rahul, medicines le le," Armaan said.

"Tere haath se!" Rahul scoffed, "Kabhi nahi."

"Dawa hi de raha hu, zeher nahi," Armaan replied.

"Tere haath se toh amrit bhi zeher hi lagega," Rahul muttered, loud ebough for Armaan to hear.

"Abbe! Tujhe problem kya hai? Haan? Main jabse teri ulti - seedhi baatein, tere saare taane sunn raha hu. Iska yeh matlab nahi hai ki jo main mein aaye tu woh keh de. Samjha? Aur tujhe kya haq hai mujhse aise baat karneka?" Armaan blasted, finally losing his patience with Rahul.

"Tu jaanta hai mujhe kya problem hai! Meri problem hai tu! Chala kyu nahi jaata yahaan se? Aur Riddhima meri behen jaisi hai. Haq hai mujhe uske achche - bure ke baare mein sochne ka," Rahul thundered.

"Agar Basket ko koi problem nahi hai, toh tujhe kyu hai?" Armaan asked.

"Sirf isliye kyuki Riddhu ne tujhe maaf kar diya hai, iska yeh matlab nahi hai ki main bhi kar du," Rahul replied. "Riddhu bhool gayi hogi woh waqt jo usne tere bina guzaara, main nahi bhoola hu."

"Rahul, main jaanta hu ki mere jaane se Riddhima ko bohot takleef hui, lekin main bhi uske bina koi khush nahi tha. Aur humne apne saare problems sort out kar liye hai. Toh tu ab aur problems kyu create kar raha hai?"

"Main? Problems create kar raha hu? Sirf isliye ki main tujhse baat nahi karna chaahta, ya tujhe pasand nahi karta, usse kya problems hogi? Jab main Sanjeevani mein naya - naya aaya tha, tab bhi mujhe tu pasand nahi tha, aur tujhe main. Tab sab theek tha. Toh ab bhi sab theek hi hoga."

Armaan sighed.

"Woh... Woh pehle ki baat hai, Rahul. Tab mein aur ab mein bohot fark hai. Tu kya chaahta hai, ki main yeh samjhu ki pichle 3 saalon mein tere - mere rishte mein kuch nahi badla?"

"Haan. Aisa hi samajh le."

Armaan scoffed.

"Yeh sab kyu?"

I'll Love You Longer Than Foreverजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें