part 93
"sath phere tere sath ke"
manik ka nan ko lene ghar jaaba ab aage .
manik -kya hua jaan mugh se dor kyu jaa rahi hon
nandani - mairi marji koi pareshani hai kya aap ko kuunki pichhle kayi dino se hum dor hi hai to ab agar main dor jaa rahi ho to bora kyu lag raha hai han .
manik - jaan pehle mairi baat to sun lo .
nandani - aap aye kyu hai yahan par ye batao aap .
manik -tumhe lene jaan aur kyu
nandani - kyu aap ki disire ful fill karne ka phir se waqt aa gaya hoga phir mairi jarorat mehsos hone lagi hogi to nandani ki yad aagayi hogi kyu.
manik - nahi jaan aisa nahi tum galt samgh rahi ho .
nandani - na mr malhotra i am right nor wrong ok usa main aap ko apni disire full fill karni thi aap ne ek pal mughe nahi chhoda jab full fil hogaye waps aagaye yahan par akar aap ko ye bhi pata nahi tha ki aap ki koi wife hai sirf kaam aur kaam i am a alive not dead ok aap jab chahe mughe use kare aur jab chahe room main hote hue bhol jaaye i cant bear all this .
manik -jaan aisa kuchh nahi tum kaha se kaha baat ko lekar jaa rahi ho its just a mistake or kuchh nahi i love you so much ..
nandani - oh realy manik you love me i dont think so ye payr hai i think this is only lust aur kuchh nahi
manik - gusse main nandani stop it how can you say that my love only lust .
nandani - chillao mat manik mughe bhi aata hai chllana samghe main manti ho main or girls ki tarha mechture nahi ho perfect nahi ho tumhare sath qadam se qadam mila lar nahi chal sakti but main kya karo main aisi hi hon aaj tumhe main imecture lag rahi ho jimmedar nahi lag rahi to kar rahi hon koshish wesa banne ki jaisa tum chahte ho sab chahte hai phir ab kyu pareshan ho rahe ho aap .aap ki jarorat jarorat mairi jarorat kuchh nahi i need you several time but you ignor me so now i ignor you abhi subha main baat ho chuki aap main aur mugh main aage main nahi samghti ki kisi baat ki jarorat hai aap mughe lene aaye hai main chalongi but isse jyada ki umeed aap mugh se na kare ki main har waqt aap ki disire ko full fill karongi bed par jab aap chahenge ok so jaao .
aur bed par pilow set karke so jaati hai
nandani - aur han ek baat aur abhi jyada waqt nahi hua hai aap chahe to ye rishta khatam kar sakte hai i dont mind apne jaisi perfect girl se shadi karle mughe khushi hogi agar aisa karte hai aap to kyunki aap mugh jaisi girl ko diserve nahi karte kisi pefect girl ko.diserve karte hai .
ye keh kar nandani blankit sar tak lekar so jaati hai aur manik shoked sa nandani ki baato par gor karta rehta hai .
manik pov oh my God kya kya dimag main betha liya isne maire bare main itni disharted ho gayi hai mugh se ki mughe chhodne ke liye bhi tayyar ho gayi hai. oh god ek galti ne kya se kya bana diya nandani ko ab main kaise isse yakeen dilao ki ye maire liye kya mayne rakhti hai plese god help me aage se kabhi koi galti nahi karonga ye jaise chahe wese rahe nahi banana mughe jimmedar isse ye aisi hi sahi hai maire liye bolti hansti.khilkhilati hui pov end
manik bhi chup chap apni side par aakar so jaata hai
aur subha dono beakfast karke ghar ke liye nikal jaate hai rashte main bhi koi baat nahi hoti aur ghar aajata hai .
nyu - are aa gayi.mairi princes how are you beta .
nandani - i an fine mom main jaao mughe uni jaana hai jarori hai .mom -ya beta jaao .
nyu - nan ke jaane ke baad manik ko dekh kar manik you look.so upset kya hua tumne sab thik nahi kiya kya .
manik - mom.sab gad bad ho gaya hai .
nyu - kya hua manik .
manik sari baat onhe batata hai
sun kar
nyu -oh god itni badguman ho gayi hai nandani tumse ye to galt ho gaya hai beta ab kya karoge tum
manik - dekhta ho mom kya karonga main .
tab hi nandani tayyar hokar niche aati hai aur bag lekar nikla jaati hai manik ki tarf dekhti bhi nahi hai.
manik - mom dekha aap ne mughe dekha bhi nahi osne .
ntu - tum bhi aise hi jaa rahe the beta aaj woh gayi to kyu bora lag raha hai tum.tit for tat hota hai .so bardasht karo .tumhare papa bolwa kar gaye hai tumhe tum jaao pehle fatafat se .
manik - thik hai mom chalta ho main.
आप पढ़ रहे हैं
sath phere tere sath ke (COMPLETE )
Fanfikcenew Manan simpel love story very unique concept and you like Manan bond very much